Experience acha hay ya hard work ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    experince zayda acha ha experince ah jaye tu kafi profit ke bat ho skati ha ap ky sath so experince zayda kero apna jatna be ker skate ho ye ap ka kam ha ab ky kase experince ekrte ha apna
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear forex k business mein experience aur hardoworking dono ko he bohat zyada importance hasel hen aur ager ham ek achi mehnat k sath aur experience ko use karte huwe trading Karen gay to phir ham achi kamyabi hasel Karen gay
      • #33 Collapse

        The forex trading business is basically a smart work here no much hardwork is required so, if you want to gain something from this business of the forex trading then you should work with proper experience for making proper money.
        • #34 Collapse

          • #35 Collapse

            app ne akk good baat ki he or me app ki baat per je kahna chata ho ke pakistan forex forum per kam kerna na serf easy he balky app ko pakistan forex forum learning bi provaid kerta he or app ko pakistan forex forum per mehnet kerni chahye ..pakistan forex forum per had work nahi balku app ko smart work kerna chahye..
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: khan8080 پيغام ديکھيے
              mare ye sawal hy kay trading may sab sa zayda zarori kon se cheez hy experience ya hard work
              wase muja to lagta hy ka experience ki zayada zarorat hy trading my
              wasa is ma 2 no cheaza zarore hote ha ap hardwork tb karo ga jab ap ka pas experience ho ga. hardwork is ma karo ya na karo ya ap ke marzi hote ha ku ka experience ap ka he hota ha or is ma jitna kam karo wo ap pa depend krta ha na ka hardwork ap krta ho ya nhi. trading wasa hardwork sa he hote ha ku ka trading ap ko is ma profit dyte ha jitna trading ka ap ka exprince ho ga or jitna ap harwork kra ga otna he ap ko is ma profit ho ga. its all depend on your mind and you.
              • #37 Collapse

                experience apni jga acha he agr experience hoga to achi jga pr invest kr sake ge. or knowledge ki wja se aap market ki current situation or next kya kuch hone wala he en sb baton pr nazar rakh sakte hain jo ke ache trade k lye nhayat zaruri he.
                • #38 Collapse

                  jis wakat ham knowledge gain kar rahe hote hen toh us wakat hamko hard work karna parti he is se phr ham daily ki practice karte hen or trade be kar rahe hote hen or yhi phr hamara experience be increase karta he or ham day by day aage barte jaate hen or earn be karne lag jaate hen
                  • #39 Collapse

                    donu he bhut ahce huta hia kue k forex min in duno ke bhiut ziad aihmiyat huty hai is leye in dono k yah per bhut zaida ihmiyat huty hai forex bhut he ahc kaam hi
                    • #40 Collapse

                      experince ho to acha hai mgar jab ap k pas ye nahi hoga to phir to ap ko koe zarurat bhi nahi hai tention ki.
                      • #41 Collapse

                        I believe that we must act in order to be able to compensate for the losses suffered by the elderly. We must act after each place in the market and the market, updating the situation. We must ensure that all market trend update, this risk. I believe that in this way replace lossesif you open a large lot, then you only need a few pips just for more profit. Meanwhile, if you open a lot smaller, then you need more pips to gain a large profit. Instaforex, the value of each lot is approximately 0.1 to several majorForex trading market is a place where a trader can earn money without any limit.All he needs for making huge profit are learning forex trading too much betterSome times possible in trending markets we see daily profits like dollar was continuously dropped for few days so if we buy EUR/USD every day we see good profit but when trend reversed we loose amount.
                         
                        • #42 Collapse

                          Assalaam o alaikum experience zururi hai magar mehnat k bager epeience kisi kaam k nei isliye traders ko chahiye k experince k sath sath hardwork b kare phr hi maza hai aur kaamyaabi haasil hogi dono k milane se .
                          • #43 Collapse

                            forex me experience zyada better hai bhai jan is business me jitna ho sake aap ko experienced hona chahiye takey aap zyada better kama saken is business se i think ke experience jab insaan ka barhta jata hai us se he us ki knowledge me izafa hota jata hai .
                            • #44 Collapse

                              bahi jaaan forex main kamyaabi hasi kerny k leay donoo hi boht zrori hain, hard work krain gy to hii ap ko aik achaa experience hasil ho ga jisy utilize ker k forex main kamyabi hasil ker skty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                experience aur hard work dono ki apni importance hai. mere khyal se forex mein hard work kum log hi krte hain. aksar chahte hain k unko koi sikha de jub k ye skill srf aur arf khud seekhne se ata hai. experience slow learing hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X