profit or loss ki ap feeling bataen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Dear sir forex trading main profit and loss boht business kay part hain, maray khyal say jes terhan profit per hum khush honay hain to loss ko bhee khushi say accept karna chahyie because loss aap ki kisi mistake ki waja say hota hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      dear mery khayal mein to natural si bat hy k jab bhi ap ko profit hota hy to ap bohat khush hoty ho aur lekin jab ap ko loss hota hy to ap disheart ho jaty hain ye natural feeling hy
      • #93 Collapse

        profit say happy ho jata hon and loss say hope nahi chorta and forex aik money making machine bhi hay aur money lose machine bhi yeh aap par depend karta hy agr aap kay pass acha knowledge hay tu aap forex say achi earning kar saktay hay mein chata hon kay aap forex ko learn kary takay aap future mein bhi forex say good money made karay .
        • #94 Collapse

          profit aur loss forex mein hota hia aur forex aik aisa business hai jo humari life ko change kar deh ga aur yeh business life change kar danay wala business hai is liye is sy humari life easy ho sakti hai aur aap is business sy achi money make kar skatay hian si liye is business mein effort karay.
          • #95 Collapse

            Jeb profit hota hai to hum khushi feek kerte hain but jeb loss hota hai to ghem to hota hai aur loss hone pe apni ghaltian search kerte hain aur future main in geltion se avoid kerne ki try kerte hain.
            • #96 Collapse

              Profit hasil hota hai to zahir hai khushi hoti hai aor loss k waqt dukh hota hai lekin us analyze karne pe apni mistake nazar aati hai aor kuch new seekhne ko milta hai
              • #97 Collapse

                When I make profit, my feeling are very very up. My confidence rises up and I can trade more with efficiency. At the same-time, if I make a loss, I never disappoint, I try to learn from mistake, so that next time , I can avoid from that kind of mistake that I have done at the moment.
                • #98 Collapse

                  Yes nain app ki baat say agree kerta hoon our zahrr c baat hai jahan app ko profit ho wo forex ho ya normal koi our business khushe hoti hy our jab loss ho to sadness hoti hy
                  • #99 Collapse

                    set the target had to be adapted to our ability yes, but if you ask me does not always target the risk is too great big yes, it also depends on how we manage our capital to try to meet the targets that yes, there just may be that we have to work more harder to meet targets
                     
                    • #100 Collapse

                      jab ham trading kartay hain tu hamain us waqat profit and loss ki feeling ka pata chalta hai.profit ho jay tu hamain khushy hoty hai.
                      • #101 Collapse

                        collect a variety of information support to the pair that we choose in order to know the picture next to this pair nice For we traded or replace the pair that is made profitable to us. I think some of the pair to avoid trading in an account in order to easily handle any obstacles, so that we get a goal remained stable profit realized.
                         
                        • #102 Collapse

                          Is ma pochne wali tou koi bat he nai zahir ha profit ma khushi hoti ha or loss ma banda sad hota ha , mean khushi ki feelings tabi hoti hain jab profit ho ga otherwise tension he ho gi na.
                          • #103 Collapse

                            kissi bhe karobar main agar loss ho jay to feeling bayan karna thora mushkil ho ga aur agar profit ho jay to tu aadmi kay foot zameen pay nhe lagtay agar profit ho apni investment ko soach samjh k krain jaldbazi na krain
                            • #104 Collapse

                              ہم جھڑنے پھر ہم بلے محسوس نہیں کرے گا کرے گا تو منافع پھر ہم عقلمند دوسرے بلے باز محسوس کرے گا ملے تو میں غیر ملکی کرنسی کے اکاؤنٹ میں آپ کو بھی ٹریڈنگ میں ایک آپ کو جاننے کے کہ سبق اور چہرہ ہے کہ lossing کے اہم قبول کرنا ضروری لگتا ہے کہ
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                forex trading mey profit ki feeling sumj amey ati hy kay aus waqt jub profit ho raha hota hy tow boht ziada kushi ho rahi hoti hy bulkay aap ais tara kahy suktay hy kay kushi ki intaha nai hoti aus waqt aur jub loss ho raha hota hy aus waqt aisa lagta hy kay zemeen phut jay ais tara khaiyal atay hy bas kuch na pocho aus waqt kia feeling hoti hy jub loss ho raha hota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X