Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.
    Dear friends humein chahaye k hum forex pakistan mein dil k sath bhi kaam karein aur sath sath apna mind bhi istamaal karein sirf dil k sath kaam karna bhi theek nahi hai aur apney mind ko bhi active rakhein hum es business mein dostu aur hum ko chahaye k hum es forum mein susti hargiz na karein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

    gi han forex mein dil ky sath kam karo our dimagh ky sath kam karo kyo ky jab ham kam kartein hain tu hamry dil our dimagh ka fresh hona zarori ha tab hi ham achi tarah kamiyab hi saktein hain agar hamra dimagh our dil hi fresh nahi ho ga ham kaisy kam kar saktein hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

      Forex may hum ko dill or dmag dono kay sath kam karna chya iss say hum ko itna zada profit ho sakyta hya hum ko forex may apnya dill kay sath kam karna chya or damag kay sath iss ko samaj kay treading karni chya takya hum ko loss honya kay chance ohat zxada kam ho jay or hum achi earning kar sakty jiss say hum ko ach profit mil sakta hya
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

        Asslam o alaikum g haan billkul forex ma hmain Dil sa or mehnat sa Kam krna chahia or dmag sa keon ka jb forex ma Dil sa or dmag sa Kam kran ga tu bohat jald kamyabi Mila ga is Lia sb members ko chahia forex ma Dil sa dmag sa Kam kran agr AP forex ma kamyab hon chahta han
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

          Forex main hamein lagan our shouq k sath work karna chahiye our forex main trading hamein fresh our active mind k sath karni chahiye our forex main trading k duraan hamara active rehna bahut h zarori hai jis se forex main hum achi ttrading kar sakte hain our achi earning hasil kar sakte hain our fore main hum loss se bhi bach sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

            hamain mind main fresh ho k hi trade karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zaroat ko pora kar k hi hum run karein gay aur hamain market main dil lga k hi trade karni ho gi tab hi hum is main kamyayb ho sakty hain a ur hamain is forum main run karien gay
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

              Tawajo k sath kam g forex mein humein Tawajo k sath Kam karna chaiye kyun k is mein interest plus attention in dono ki zaroorat hoti hai tabhi hum is mein kamyab hoty Hain humein forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye aur Dil laga kar Kam karna chaiye kyun k is mein Dil lagane se humara interest bharta hai aur forex mein humein zaida se zaida mehnat kar sakty Hain aur dimagh ka is liye kaha Gaya hai kyun k forex mein dimagh lagane se hum is mein kamyab hoty Hain humein aur bhi zaida mehnat karni chaiye mehanti trader hi forex mein kamyab hota hai aur apni mehnat se woh forex mein Dil or dimagh laga kar Kam karta hai aur forex mein zaroori kamyab hota hai zaida se zaida focus or attention k sath humein is mein hardworking karni chaiye tabhi hum is mein kamyab hoty Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

                Forex totally minded business interest lekar is mein working karenge mind ke sath to kamyabi mil hi jayegi..
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

                  g walikum assalam g bhai bilkul forex main jitna bhe kam karen hamesha dill or demagh k sath he karna cheye ,,,is amin dil or demagh donon ki he sunni cheye or acha kam karna cheye ,,,,
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

                    Dear all members Forex main hmain Dil o demagh k sath Kam krna chahye agr HM Forex main mehnatii aur Soch smjh KR trading kren Gy Tou hmari successful hOny k chances BHI zeada hongy istrah hmain chahye ha k apni learning kO kbhi roken ni aur experience k sath trading krskty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

                      g han dear bilkul theek bat kahi hy forex mein kam kerna chate han to dil ke sath keryn or apna demg bhe use keryn kuin ke aksar member kahte han ke ham copy paste kerte han ya gair meyari kam kerte han to jis ke wja se un ko success nahi mile es liye ap ko cheye interest piada keryn dil o demg se kerne se zror kamyabi mil skate hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

                        G han bhai jan ap ny bht achi bat ke hy forex m heart sy kam ka mtlb hota k ap dill sy kam kren or apna dill kam m lagyen or forex m demag sy kam ka mtlb hota k apna talent use kren or bht mehnat kren or knowledge barhyen
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

                          forex business zaida damage se kiya jata hai damage se experience hasil hota hai tab hi hum forum mein mayari kam karty hai damage mein zaida sochne k saliyat hoti hai jis se hum busines ko achi tra analysis karke us mein acha work karty hai takay hum kamyabi tarf jaye or acha bonus hasil kare.
                          Mehnat Me Azmat hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein dil k sath kaam karu aur dimagh k sath bhi.

                            forex per kam sirf dil sy he nahi hota balke damagh be istamal hota hai is kam may dill aur damagh dono achy hone chahyain take kam acha faida dai sirf wo he kam acha faida daite hain jis may dil aur damagh lagta hai ya kam technicala hai is may mind ke be kamyabi mumkin nahi hai mind ka teez hona lazme hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X