Post delete honay kii wajhaa.... @

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post delete honay kii wajhaa.... @
    Aslam o alikom dostoo ap achay hoo gay manay kal post kii limit porii kii to aj dakhaaa too post delete howii parhii thii jitnii manay kal chorii thii aj os say kam hoo gahii dostoo ap bata daktay hay kay ya Q delete hoo gahii manay tooo bahot achay say post kii thii dak kar ap is ka rezan bata day..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

    Dear ais forum par hum jis thread par reply karty hai agar wo fazool ho to aus par hum ko pata ni hota k wo thread baqi rahy ga ya nai kun k agar fazool thread hota hai to wo delete kar dia jata hai aor aus par jin logo ne posts ki hoti hai wo bhi sath delete ho jati hai aisy hi hum ne agar dekha ho to ais forum par agar ap k thread achy ho gy to wo kabi delete ni ho gy aor jo bandy aun par posts karty hai wo bhi delete ni hoty.
    • #3 Collapse

      Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

      Dear iska reason pura to Ni pta qk mere sath bhi Kal ke posts ka haal aisa hoa Delete ho gae sb shyd koi mistake ho rahi hoge hum se hum ko Dil chota Ni krna chahye bal keh an phr new juzbe ke sath phr se posts ke limit Puri krni chahye r quality ko Mazeed acha banana chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

        Dear members forex mein post delete hony ki eik waja un ka short size hota hy members post short lines mein likhty hain jis ki waja sy voh posts delete ho jati hy humy post ki length ko mentain rkhna chaiy aur achi lines ki post write krni chaiy
        • #5 Collapse

          Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

          Bhai Jan agar post miyari ni hogi tu bi deletho sakti he or agar apki post kisi sy mach ho Jay GI tab bi delete ho sakti he or agar topic sy hat kar hogi tab bi delete ho sakti mukutasar yeh samjhen k acha knowledge hi Kam at he
          بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
          • #6 Collapse

            Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

            gi han post h honein ki aik tu ye waja ha ky ham mozon ky mutabiq post nahi karty jis ky waja sy aik tu hamara account ban ho sakta ha ya phir hamry post delete ho jati ha our dosra ham post our thred ki limit sy ziyada post our thread kartein jis ki waja sy hamry sary mehnat zaya our phir woh delete ho jati hain
            • #7 Collapse

              Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

              Dosto Pakistan forex forum me jab ham laparwaahi se kaam Kare ge aor post me ziadaa mistake kartey hai yaa jab ham hamari post ka answer ka unwan se hat Kar hoogaa phir hamari post delete hoongi hame chahiey keh ham achi tarah se kaam Kare chahey Thora bhi karey.
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

                Post delete ho jane ki Bahut Si Aahat Hoti Hai Jiske andar yah bhi Shamil hota hai ki ham log posting ki quality achchi Nahin lagte ya FIR dusron ki posting Lekar Dal Dete Hain yah Baja bhi ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

                  Asslam.0.Alikum
                  Bhai hum pakistan fairfox main mistake kartey hai yaa jab ham hamari post ka answer ka unwan se hat Kar hoogaa phir hamari post delete hoongi hame chahiey keh ham achi hamry post delete ho jati ha our dosra ham post our thred ki limit sy ziyada post our thread kartein jis ki waja sy hamry sary mehnat zaya our phir dlete ho jati hy agar topic sy hat kar hogi tab bi delete ho sakti mukutasar yeh samj kar hm kam krty hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

                    Walaikum Asalam.
                    Phly ek bt clear karo k post delete nai hoti thread delete hoti hain or Post delete honay ki bus ek hee waja hain k post galt thread par karna . Ase thread jo forum k rules k against ki jaye like bonus sy related thread Instaforex say related thread repeated thread or bht se thread rules k against create ki jati hain us par post ni kary limit pori karny k liay kisi bhi thread ko open nahi kary thread achy say achi lagy thori bhi karamat lagy to us par reply kary.
                    • #11 Collapse

                      Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

                      Bahut achi bat sare ki hai ap ne forex main poosts delete hone ki wajah copy paste posts ko forex main share karna hai ya aisi posts forex main share karna hai jis main koi knowledge na ho our our woh informative na ho to aisi posts fore main delete ho sakti hain jis se hamari mehnat waste ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

                        Thread mostly delete Hoti hai post hoti hai jo for Uske related Na ho shorter mein hun aise aur post na Karen..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Post delete honay kii wajhaa.... @

                          Posting delete hony ki waja yh hai members sary ajeb o ghareb posting karty hain posting mn dyan nhi dety ajeb o ghareb posting krty hain jitna hum posting ki quality achi nhi karengy utna hi humy loss hga Pak forex forum mn asy kamyabi nhi milti hai mehnat buht karni parti hai humy caghhye k mayari post ka jawab den ta k humari post del na ho jitn ho saky humy cahhaye k mayar barhaen ta k humy bonus bhi acha mile

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X