Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?
    Dear friends forex trading men ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k new traders ko shuru men hi aksar loss ho jata hey iss ki waja yeh hey k woh posting k zariay acha bonus tu hasil kar letey hen lekin demo account pe practice nhi kartay jiss ki waja se unn ko trading experience nhi milta aur woh shuru men hi ghalt trade laga detey hen jiss ki waja se unn ko loss ho jata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

    new traders ko start main loss is loiay hota ha k hunmain experience aur knowledge ki kami hoti ha is liay unhin loss ho jata ha humain trading start kerny se pahly humain demo acount pe expert ban ,na ho ga phir real acount pe trading se hum achi earning ker sakty han.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

      Dear forex trading mein new trader ko shuroo mein loss isliye ho jata hy kunky un k pass trading experience nhi uota hy aur voh trading krna nhi janty hain un ko chaiy k voh demo account sy trading kr k experience hasil krein jb un ko trading ka experience ho jay to hi real account mein trading krein
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

        G han dear ap ny sai kha hy shoro me new member ko loss is liye ata hy ky on ko malom nhi hota experience nhi hota to is liye onl ko loss hota hy on ko chaiye ky phely whois me demo account par practice pher real me kam kary
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

          bhai jan new ke word se hi pata chal jata hai ke kis unexperienced ki baat ho rhi hai our yehi badi wajha hoti hai ke agar new trasers ezperience na hone ki wajha se loss kar jate hain kyun ke woh na to achi tarhan analyse jar sakte hain our na hi achi tarhan trade open kar pate hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

            G bhai jan ap ki yeh baat bilkul sahi hai k forex pakistan mein ju new traders hotey hain tu un ko es forum mein shuru mein loss q ho jata hai tu dostu un ko shuru shuru mein es forum k barey mien etna knowledge aur expereince nahi hota tu es leiye who es business se nuqsaan uthatey hain dostu.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

              Dear baat ya hay k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay iss main jo be new trader aatay hain wo start main lose lazmi kartay hain kyun k instaforex trading main sab sa important cheez hay k aap ko mukamil information aur knowledge hasil ho us k bad he aap instafore trading sa earning kar saktay hain jab k new trader k pass exprence aur knowledge nahi hota hay
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

                Pakistan forex main hamesha new trader ko hi loss hota h q k un k pas experince ki bhut kami hoti h pakistan forex main hamesha wo trader kamyab hota h jis k pas experince hota h aur wo apny experince k sath trading karta h jis sy wo profitable busnes kar sakta h aur aik kamyab trader ban sakta h
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

                  new traders ke pass knowledge Nahin Hota isliye new members ko loss hota hai Aastha Aastha knowledge ban jata hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

                    Forex trading new Aane Wale members ko Aisa Kai bar ho jata hai ki unhen Shuru Mein Hi loss ho jata hai aur Iske iski aur koi vajah nahin hai Shivay Iske ke unke pass Jyada knowledge Nahin Hota ya FIR unke pass Jyada experience Nahin Hota Aur Woh aise hi Utha Kar Le Jaate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

                      forex main trader ko shror main is liye lose ka samna krna parta ha kew os time trader k paas acha experince nai hota ha jis ki waja se wo is main zada se zada lose krta ha is main hume sab se phaly demo account main work krna hota ha os k bad hi hum experince hasil kr sakte hein
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men new traders ko shuru men hi loss kiun ho jata hey?

                        Mery khayal new trader k sth yeh masla is liya hota hein keyu k ik to wo forex par5 new hoty hein unka mind double ho jatra hein wo confue ho kar ghalat decide kar lyte hein is liya unko loss ho jata hein

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X