small investment ka faida
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    small investment ka faida
    is forex main hamain utna hi money ko invest karna ho ga jitna hamain is forex main expience hasli hai so hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum real main bi suss hon gay aur hamain demo main prctice kar k hi hum r eal main bi suss hon gay aur hamain si form main bi rade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur run karein gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: small investment ka faida

    Kam investment ka wesay to koe faida nahi hain srif ye k new and junior members ko during practice or achi knowledge k sath hee real trading start kardyna chaia taky real account par bhi kam karny ki adat or mind jaye bilashab real or demo account same hain laken dono k sath bht different emotion hoty hain jo k trading par bht effect karty hain
    • #3 Collapse

      Re: small investment ka faida

      small investment ka faida gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: small investment ka faida

        small investment s bht faida hota h apko hmesha sich smjh k investment karni chahiay ap tbhi kamyab hn gy ni to apki success possible ni h isi liay hmesha soch smjh k r active mind r positive attitude s kam lain r focussed ho k rahain goal p tbhi ap kamyab hn gy ni to kamyabi possible ni h
        • #5 Collapse

          Re: small investment ka faida

          Dear Small investment ka Forex trading mein bahut fayda hai Kyon Ke Agar Khuda na khasta aapko loss a jata hai to Aapka account washout hone se Bach jata hai isliye Hamesha lot size Small rakhen aur apne account ko save rakhen taky aap apni trading ko jari rakh saken
          :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
          • #6 Collapse

            Re: small investment ka faida

            Dear friend investment chahe samal Ho chahe large uska fayda to hota Hi Hai kyunki investment to FIR investment hi hai agar aap investment mein Koi saman kam bhi Kare to bhi aapko uska achcha reward milega per vah small hoga aur agar aap large investment karenge to uska revolver bhi large hoga
            • #7 Collapse

              Re: small investment ka faida

              g han dosto kam investment ka bahut sary faidy han is ka sab sa bara faida ye ha ka ap logo ko agar loss ho to bahut kam hota ha.ap log koshish karen ka jab tak ap ka pass acha khasa exprince na ho tab tak kam investment he karen 1 to is ap logo ko loss bahut kam ho ga dosra ap logo ki traning yani forex ko sekhna or is main expert hona ap logo ka lye mushkill nhe ho ga wasy b dosto jityna ho sagy hamen kam sa kam lot use karni chahaye ha taky preshani sa bacha ja sagy
              • #8 Collapse

                Re: small investment ka faida

                small investment ka ye faida hay kay apko konowledge jitna ho to utna he kam karna chahye .agr apko zada information ni hay forex online tradiing kay bary main then ap small investment kryin aur experience gain kryin uskay bad ap heavy investment kar sktay hain.
                AGAR APKO POST ACHI LGY TO FOREX MEMBERS LIKE TO KARTAY JAYA KRYIN
                • #9 Collapse

                  Re: small investment ka faida

                  Small investment ker k hum bus experience hi gain ker sakty hain is se acha hai k demmo per khoob pratice karen r real mai bhi kam invest k sath trade kerna hamary liye acha ho demmo account r real account eik jesy hoty hain per in per kam kerty huy jo difference hai wo hai emotions ka k hum real mai trade ker rahy hon to thora fear ajata hai mind mai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: small investment ka faida

                    Ji han janab ager ap kam invetment kartye hain tu ap ko us kay kafi faidye hain yani kay ap ka es mai acha experence ho jata hai jub kay ager ap ka lose hota hai tu wo bhi kafi kam ho jata hai jub kay zayda mai zauda ka lose ho jata hai na

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X