trading kart waqt dar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading kart waqt dar
    assalam o alikum dosto ham main sa bahut sary log asy han jo trading karty waqt bahut zeyada darty han ka kahen loss na ho jaye dosto trading karni he us waqt chahye ha jab hamen khud par bharosa ho othervise hamen traning leni chahye ha dosto jab tak ham apny andar sa dar khatam nhe karen ga ham log kamyab nhe ho saghtgy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading kart waqt dar

    bhai jis ko khud py bhi itbar nh hy apny oper bhi bharosa nh hy to wh koi bhi kam nh ker sakty bhai un ko yh kam kerna bhi nh chahiay ap ager trading kerna chahty hn to aik hi trade open karin or lot size kam lgain ap ko preshan hony ki zarorat nh hy q kh bhai jo members risk laty hn un ko hi preshani hoti hy
    • #3 Collapse

      Re: trading kart waqt dar

      Forex trading men jo log bilkul new traders hotay hen ya jin k pass acha knowledge aur experience nhi hota woh trade lagatay waqt dartay hen k kahen ziyada loss nah ho jay tu aesay logon ko hi ziyada loss ho jata hey iss liay khud pe depend karen aur acha experience hasil karen aur khud trade open karen tu kamyab trader ban saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: trading kart waqt dar

        dear friend didn't karte waqt hamen apne dar ko kabu karna hoga Agar Ham apne dar per kabu nahin Pa sakte To Ham trade karte waqt Koi Na Koi galat hi karenge jiski vajah se hamen loss ho sakta hai isliye use loss se bachne ke liye trading mein Koi dar ko Na lagaen aur aur soch samajhkar hi trade Kiya Karen
        • #5 Collapse

          Re: trading kart waqt dar

          Trading main darna kaisa. Han hame ehtiyat zarur karni hoti hai lekin agar hm apna mind active rakhen to hame bilkul b darne ki zarurat nhi..
          • #6 Collapse

            Re: trading kart waqt dar

            is forex main hamain planign kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karein gay aur hamain trader banny say pahly is k bary main anlnsye karni ho gi ab hi hum run karein gay a ur hamain market main bi up aur down ko dekh k hi hum real min bi sucss hon gay aur hamain is say faida ho saky ga
            • #7 Collapse

              Re: trading kart waqt dar

              is forex main planign kar k hi hum achi trade ka rk hi hum run karein gay aur hamain trader banany say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum real main bi scuss hon gay aur hamain market main bi trade ka rk hi hum kamyb ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: trading kart waqt dar

                Treding krty waqat humen apne mind ko bhilkul fresh rakhna chahye hein keyu k agar hunmare mind main dar hoga to wo dar he samnee ay jaye gaye humare
                • #9 Collapse

                  Re: trading kart waqt dar

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadkamran7 پيغام ديکھيے
                  assalam o alikum dosto ham main sa bahut sary log asy han jo trading karty waqt bahut zeyada darty han ka kahen loss na ho jaye dosto trading karni he us waqt chahye ha jab hamen khud par bharosa ho othervise hamen traning leni chahye ha dosto jab tak ham apny andar sa dar khatam nhe karen ga ham log kamyab nhe ho saghtgy
                  therefore ex member se bahut Sare log Aise Hain Jo training karte waqt bahut jyada hai ki Kahin loss Na Ho Jaaye trading karte hain use Bhagat chahie ki Ham Khud per Bharosa Karen aur Hamen trading acche tarike se Karni chahie jab tak Ham Apne andar se dar khatm Nahin Karenge tab tak Ham acchi trading nahin kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: trading kart waqt dar

                    Assalam o Alikum.
                    G dear waqai ap ki bat teak h har. Members jb trade krta h to usy es bat ka drr hota h k khe8n usy koi loss na ho jay, but hm ny jb risk ly ktrade start kr di h to hmein pir gubrany ya tension lany ki zarort nai, hmrin elf confidence hona ciye k hm zaror kamiyab hn gy.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: trading kart waqt dar

                      Forex main achi trading k liye hamare pas ache experience our knowledge ka hona bahut hi zarori hai our forex main hamein jald bazi nahi karni chahiye our forex trading main hamein sabar k sath work karna chahiye our forex trading main hamara active rehna bahut hi zarori hai our forex main trading hamein fresh our active mind k sath karni chahiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X