majboor he mehnat karte hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    majboor he mehnat karte hen
    Salamz dear friends dears forex business me mehnat karna mushkil hai hardworking mushkil hai isse seekhna mushkil hai har step par challenge hai lekin in challenges ko paar wahi karega jisse majboori hogi jo financially majboor hoga jese hum hen hum mehnat kar rahe hen issi yakeen par ke INSHA ALLAH ek din humari bhi forex me income shoro hogi ku ke majboor he hardworking karte heb
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: majboor he mehnat karte hen

    nh bhai yh bat ghalat hy jo members is ko join ker rha hy ager wh mehnat kary ga to hi us ko kamyabi mily g bhai ap ko chahiay kh kamyabi kaliay mehnat ki bht zarorat hy bhai ager forum main log kam ker rhy hn un ko ap mujboor na samjhn bulkh whi hi is main kamyab hona chhty hn
    • #3 Collapse

      Re: majboor he mehnat karte hen

      Forex trading kisi khas tabkay ka business hey iss men her koi kam kar sakta hey aur mehnat kar k achi income hasil kar saktay hen lekin ghareeb aur majboor log forex trading ko join kar k mehnat karen tu achi income hasil kar saktay hen aur phir apni family ko achi maali support provide kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: majboor he mehnat karte hen

        Dear baat ya hay k instaforex trading main har lavel k banday join kar saktay hain ameer hoo ya gareeb sab instaforex trading main kam kar rahay hain lakan dear aap ki baat kisi had tak thek hay k pak fouram per hum din raat mehnit kar k bounas hasil kartay hain us k bad aap instaforex trading ko seekhana main din raat aak kar datay hain ager hum ko kohi majbori na ho to hum kyun din raat mehnit karan wo be iss k laya k jab hum yaqeen sa nahi kaha saktay hain k hum profit kar sakain gay k nahi
        • #5 Collapse

          Re: majboor he mehnat karte hen

          yes you are right mjbir log hi mehnt karty hn r jinko pesun ki zrort hoti h ya financial aid chahiay hoti h isi liay bht ziada hardwork kr k hi Forex p koi kamyab ho sakta h ni to forex men kamyabi mumkin ni h isi liay hmesha dekh bhal k kam krain r achy s chlain tbhi ap kamyab hn gy
          • #6 Collapse

            Re: majboor he mehnat karte hen

            Forex main kamyabi hasil karne k liye hamari mehnat bahut hi zarori hai our forex main kamyabi sirf mehnat ki wajah se milti ha kisi bhi business main kamyabi hasil karne k liye hamari mehnat baghut hi zarori hai is liye forex main hamein ziyada se ziyada mehnat karni chahiye our himmat our hosle k sath forex main work karna chahiye jis sr fore main hum kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: majboor he mehnat karte hen

              Han Bhai apny the kaha he majbori hi bandy ko khon pasena kharch karny par majbor karti he magar forex it I hard warking ni he k ham isko majbori samaj kar Karen balky enjoy karty hoy show jazby or lagan sy Kam Karen apny apko majbor har giz na samjhen
              بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
              • #8 Collapse

                Re: majboor he mehnat karte hen

                Forum pay kaam kernay walay members apni marzi say kaam ker rehay hotay hain or sab hi apni khushi say kaam kaam ker rehay hotay hain koi bhi majboor nahin hota lekin her aik member earn kernay ki koshish main laga howa hay or ye koshish hi members ko acha earn kernay k qabil bhi banati hay
                • #9 Collapse

                  Re: majboor he mehnat karte hen

                  mehnat majbori nahi mehnar farz ki tarha hai aur hamein tijarat mein tamam challengon se nimatnay ke qabil hona chahiye. yeh seekhnay ke sath hi hai ke hum apni tijarat mein taraqqi kar saktay hain. hamari zindagi mein har jagah ghalti hoti hai. is ka matlab yeh nahi hai ke hum nakaam hain. hamein ghalti se sabaq seekhna hai aur hamein notice karna hoga ke doosri baar wohi ghalti hamaray paas nahi askati hai, bohat bohat shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: majboor he mehnat karte hen

                    forex ho ya aur koi kam ma ne life may daikha hai ke zeyada ter majboor he mahnat karte hain ya kuch log mahnati be hote hain per zeyada ter majboor insan zeyada mahnat karte hain majboore insan sy bohat kuch karwate hai majboor insan kuch be karjata hai per jo naik kam karte hain Allah unke madad be karta hai mahnat be karain aur apne Rub per be yakeen rakhain her mushkil hal hojahe ge
                    • #11 Collapse

                      Re: majboor he mehnat karte hen

                      Aap Kuchh Bhi karo lekin ismein Koi shak nahin hai ki aapko aapki mehnat he is business Mein Kamyab Dila sakti hai Sabse pahle aapko form per Jyada mehnat karni hai to Aur bhi achcha bonus Milega Agar aapko trading sikhane ke liye Jyada knowledge Hasil karna hai Jiske Liye bhi bahut jyada mehnat karni hai isiliye later banaa sakti
                      • #12 Collapse

                        Re: majboor he mehnat karte hen

                        Bilkul wo lpg jo majboor hoty ha means jinko pesy ki zarort hoti ha wo hi mehnat krtu ha or apki needs pori krty ha...jjb ky wi log jo majbor nhi hoty unki zari needs pori hori hoti ha wo mrhnat nhii krty na hi unko kisi xhez ki zarort hoti ha jiski waja sy wo mehnat kar sky....
                        • #13 Collapse

                          Re: majboor he mehnat karte hen

                          G han majboor hi mahnat karty han kyu kay un ko pata hota ha kay hum mahnat karen gay tou hi kamyab h9n gsy aur apni needs ko pora karen gay is liye majboor log forex ko join karen is par mahnat karen aur acha kaam kar ke acha se acha profit hasil karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: majboor he mehnat karte hen

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: yasirkhan786 پيغام ديکھيے
                            Salamz dear friends dears forex business me mehnat karna mushkil hai hardworking mushkil hai isse seekhna mushkil hai har step par challenge hai lekin in challenges ko paar wahi karega jisse majboori hogi jo financially majboor hoga jese hum hen hum mehnat kar rahe hen issi yakeen par ke INSHA ALLAH ek din humari bhi forex me income shoro hogi ku ke majboor he hardworking karte heb
                            Ye baat apki 80 percent mujhe thrk lgi hai k majboor log mehnat krty hain laikin 20 percent aisay log b hoty haon jinko kuch bnanay ka or apny apko manwany ka shook hota hai aisay log bhi kamyab zroor ho jaty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X