Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai
    Dear friends forex trading aik risky business hai jis main profit hasil karne k liye hamein risk lena parta hai our forex trading main hamari aik mistake hamari pori mehnat ko waste kar sakti hai jis se hamara account bhi wash ho sakta hai is liye forex trading main ziyada risk ziyada loss ka sabab ban sakta hai our is se hamein ziyada profit bhi mil sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai

    ji jitna hum kum risk lain gy tu is se humain loss bhi utna kum ho ga aur ager hum ziada risk laty han tu is se ziada loss ka imkan bhi barh jaty han is liay jitna mumkin ho saky humain kum se kum risk layna chahaiy bulqy safe trading se hum achi earning bhi ker sakty han aur apny acount ko bhi safe rakh sakty han.
    • #3 Collapse

      Re: Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai

      G ha jitna zada hum risk lay gay hum ko loss bhi itna zada ho sakta hya iss liya hum ko iss mya soch samaj kay kam karna chya iss may hmari ake mistaky hmara loss ka subab ban sakti hya iss liya soch samaj kay kam karya iss mya ap ka account wash ho saakta hya iss liya hum ko mahnat karni chya iss liya hum ko suber say kam karni chya.
      • #4 Collapse

        Re: Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai

        Dear friend trading aik riski business hai jis man hamen profit hasl kar ny ky liy risk li na par ta hai or forex trading man humri aik mistek humri sarai mahnat wast kar sakti hai or humra acount wash ho sakta hai foex trading man ziyda risk ziyda loss ka saba ban sakti hai is liy ziyda risk nhi lana chahey kam lot size trade opne kar ni chahey or soch samjhe ky trading kar ni chahey analiyses kar ky ta ky forex trading man achi earning kar saky
        • #5 Collapse

          Re: Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai

          Forex trading aik risky business hey jiss men risk k bagher acha profit nhi milta aur risk ki waja se bara loss bhi ho jata hey aur agar risk ko manages karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu risk kamyab ho sakta hey aur acha profit kama saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai

            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha jab bi hum trading main lalich karty han or ziada risk laty han to hum loss k ziada chance hota ha is ley humy itna he risk lana chae ha jis ko hum easily handle kar sakeny or humy ziada loss bi na ho or maximum profit hasil ho is ley humy apny ap ko lalich or juldbazi emotions sy bachena ho ga tab he hum kamyab ho sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai

              G han brother ap nay bahut achi bat ki hay zayada risk lenay say agar trade profit main jati hay to acha profit earn ho jata hay but agar trade loss main jati hay to bahut zayada loss ho jata hay jisay recover karna bahut mushkel ho jata hay esleay hamain hamesha lot size ka normal use karna chaheay aur zayada risk nai lena chaheay.
              • #8 Collapse

                Re: Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai

                G han dear friend ap ki yeh baat bahut hi achi hai k humein forex pakistan mein trading k duraan zyada risk nahi lena chahaye warna es tarha dostu humein bahut loss ho sakta hai es leiye agar hum ne loss se bachna hai tu dostu hum es forum mein zyada risk na lein takeh humara account save rahey dostu.
                • #9 Collapse

                  Re: Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai

                  Gee haan bhai aap ki baat theek hai agar aap forex mein zayada risk lain gay tou loss ki surat mein aap ko loss bhi zayada ho ga iss lye trade mein utna hi risk lain jitna aap ka account balance aap ko ijazaat dae aur mehnat sae kaam kerain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziyada Risk Ziyade Loss Ka Sabab Ban Sakta Hai

                    ji han dear friend aapki baat se agri karta hun Agar hamen chahte Hain ki hamen zyada loss Na Ho To hamen zyada risky trade co open nahin karna chahieAgar Ham yad a Rahi uski date ko open karte hain aur kisi unlucky chance vajah se Ham use trade mein loss karte hain to vah loss bhi jyada hoga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X