is mistake usefull for us?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    dear agar tu ap mistake se sabak hasil karo gy tu ye ap k liye use full ho sktii hy aur ap es mai acha faida b hasil kar skte ho par agar ap ne aysa nhn kiya tu ap ko loss ho ga es liye mehant karo..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      nai g mistake mistake hi hoti hai ye aap k liay useful karisay ho sakti hai is liay aap ko chahiye k is mian mistakes nai karian is say aap ko is mian loss ho sakta hai
      • #153 Collapse

        nai forex main mistake ka sawal hi paida nia hota agar ap mistake kartay ho aur us say sabaq na lo to loss hota hay han ap mistake karnay kay bad agar us mistake ko improve karnay ki kosish karo to ap loss say bach saktay ho aur bina kisi muskil kay profit gain kar saktay ho
        • #154 Collapse

          G han my dear friends forex main traders aksar mistakes karte hain to wo mistakes forex traders ke liye kafi useful sabit hoti hain. kiyun ke forex traders jab ek bar mistake kar ke losss karte hain to next time aisi mistakes nai karte.
          • #155 Collapse

            G han ap ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hemn mistakes se kafi acha lesson hasil hota ha or hm is business me mistakes se kafi achi learning b kar skaty hain isi liye ye aik asa business ha jis me hmen mistakes se kafi acha lesson hasil ho jata ha asani se
            • #156 Collapse

              mistakes app ko woh seekha jate hai jo ke app ko koi bhi nahi seekha sakta.isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen.
              • #157 Collapse

                g bhai forex trading ke business mien wo hi tarder kamiyab hota hai ek jo is mien apni mitakes se seekhta hai is eliye apko bhi chahiye ke ap apni mistakes se seekhen.
                • #158 Collapse

                  agr hum is main bar bar misktake karty hain to trade karny main koi faida nai ho ga kun kay humai nziada loss tab hota hay jab hum is main ziada loss karty hain humain hared work karna ho ga jis ki helo say market main achi earning hasil ho sakti hahy magr humain trade ko use karny kay liye is main rules ko mind main rkhty hoye kam karna ho ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #159 Collapse

                    Forex trading mai saray he traders say kisi na kisi time per trading kay doran mistakes zaroor hoti hain aur mistakes ke waja say traders ko apny capital ka loss b hota hai lakin trading mai mistakes ke waja say trader ke learning b achi ho sakti hai ager woh apni mistakes ko note karin .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X