Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy
    Asslam_o_Alaikum dear members umeed hy k ap sab dost kheriat sy hongy dear mein aaj aap sy ye khna chata ho k forex mein humy agar profit ho to humy overconfidence nhi hona chaiy bulky phly sy bhi zyada mehnat krni chaiy ta k hum acha profit hasil kr saky aur kamyab trader bn saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

    G han dear ap ny sai kha hy agar ham ko acha profit hota hy to hamy is me overconfidence nhi hona chaiye balky ham ko achi mhenat karni chaiye to hi ham ik acha treader ban sakty hy
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

      G Han dear ap ki baat sy bilkul agree hun me hamesha overconfident me as jany Waly log kamyabi nahi hasil Kar patye hen es leay Shai Kam krny ka sahi faida bhi AP ko tab bhi Mily ga AP es me kam hameha sahi trha krne aur acha Kam krny sy hi apko es me kamybi Mily gi aur pa acha Kam kr paen gay
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

        hamy profit hony par over confidence sy kam nahe karna chahey hamy is main confidence sy kam karna chahey per he hum is main ache earning hasil kar saky gy gy hamy marjket ky mutabik he kam karna chahey forex all world main famous ho cuka hain yai aam jo ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

          g bilkul bhai jan ap ny bilkul thek kha hy akser member forex trading main jab unhen kisi trade sy acha profit gain ho jaye tu wo zeyada over confidence ho jaty han ak bat mere zhen main rakh lien ager ap over confidance ho kar kam karen gy tu ap kabhe bhe achi trade ni kar paen gy
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

            is forex main hamain overdconfidence say hi trad ekarni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain markt main kam k ar k hi hum apni har zarorat ko pora kar k hi hum run karein gay aur hamain market main kam kar k hi um achi trad ekar k hi hum sucs shon gay uar hamain market main kam kar k hi hum sucss hon gay
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

              hamain confidence say hi trade kar k hi hum run karein gayy aur hamain market main kam kar k hi hum run karien gay aur hamain demo main practice kar k hi hum real main ib sucss hon gay aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main emotion ko kabo main rakh k hi hum sucss ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

                g han hamain is k bary main learning karni ho gi confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main planing kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi trader bannay say pahly is k bary main information achi ho gi tab hi hum real main bi sucss hon gay it is best job for all
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan_khand پيغام ديکھيے
                  Asslam_o_Alaikum dear members umeed hy k ap sab dost kheriat sy hongy dear mein aaj aap sy ye khna chata ho k forex mein humy agar profit ho to humy overconfidence nhi hona chaiy bulky phly sy bhi zyada mehnat krni chaiy ta k hum acha profit hasil kr saky aur kamyab trader bn saky
                  Aapki baat bilkul theek hai Jab Hamen apni trade se profit Hasil Hota Hai To Hamen aur confidence Kyon nahin karna chahie balke pahle Ki Tarah hi acche tarike se market ko analyse karne ke bad trade Karenge to Kafi acchi ho jayegi aur aap confidence Mein Rahenge lekin overconfidence Nahin Honge
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

                    Assalamu Alaikum dear friends ji bilkul forex MN trade krny k bd jb hmen profit hasil honto hmen overconfidence ne hona Chaya q k main BT is ko smjhna hota h k trade krni kesy h. Hmen ok jga pa stay ne krna Chaya balky mazed taraki ki koshish krna Chaya taky hm apny maksad MN kamyab ho jaen Jo k nafa kmana hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

                      Assalamu Alikum

                      G forex main jab kabi b humein zayda bonus mil jaye to phir kabi b humein apna Josh nahi ko a cheaye aur na he jaldi main ki aisa decision lana chayae jis say humari khushi tension main change ho jaye, zayda bonus any per humein kabi b ak to jaldi trading nahi karni cheaye aur ager hum bonus withdrawal karwany ka soch reh hein to sab say pehly usd ki value lazmi check kar lein aur us kay bad he bonus skrill account main transfer kar kay withdrawal karwein.

                      Thank
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein profit hony pr overconfidence nhi hona chaiy

                        Forex trading me earning karne k baad ya trade successful honay k baad aksar traders over confident ho jatay hain aur next trade baghair sochay samjhay trade laga detay hain aur usi trade me wo loss kar baithtay hain. profit gain karne k baad kuch dair wait karna chaheye. es se bahut ziada faida hota ha.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X