Ik Bohot hi malomati bat ap se share kar rahi hun agar ap k ilm main ezafa ho to like zaroor kar dena meri post ko
ASK PRICE
aisi price ko kehty hain jis par trade ko buy karty hain
BID PRICE
aisi price ko kehty hain jis par trade vsell kart hain
SPREAD
ask price aor bid price k darmiyan farq ko spraed kehty hain jisey aam alfaz main broker ka commission bhi kaha jata hy
agar graph k sath jahan par currencies likhi hoti hain to unko chek karny par apko maloom hojaega aor yeh difference 1 se 3 pips ka hota hy

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим