kya ap thread per shyan dete hou?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya ap thread per shyan dete hou?
    maina bhout sare logoun ko daikha hai ka wo logon ki threads read nae kertay halakay faida to un ma unhen milega per ya tawjha q nae daite or bhout sare loug easy posts find kerte hen taka jald sa jald jawab den or dousri post per jayen ap such such bataoo ap ma sa kisi na aisa keya hai :D :D ya meri taraf sa advice hai ka plz threads bhi read keya kero taka apki knowledge ma izafa hou {Agree?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jo log is tarha krte hain wo apna nuksan krte hain aur un ki koshish sirf yehi hoti hai k ziada se ziada bonus hasil kia jaey mgr un ki boht si posts reject ho jati hain aur bonus bhi kam milta hai
    • #3 Collapse

      bhai jan ye shyan hota kya hai muje is k bare mn itna to nhi pta hai han mgr jab mn kisi thread ko reply krta hun to pooray treekay se theek reply krta hun
      • #4 Collapse

        g ha bhai bohat se log aisa he karty hain wo yaha par just bonus k liye he aye hain lakin main yaha se knowledge k liye bhe aya hoin and har thread ko study karta hoin and is k comments bhe study karta hoin...
        • #5 Collapse

          Forex forum hoty hi hamary knowledge main izafy kay liye hain aur agar hum in forum kay threads per learning karinge to kafi successful ho sakte hain. Kabi bhi market main greedy na hon is se bara loss ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Assalam-O-Alaikum humray han yehi to problem hey bhai jan key yaha per akser sey zyada users aisey hotey hen jo sirf bonus key liye posting kartey hen un ko na to ye pata hota hey key koi kiya kah raha hey aur na ye pata hota hey key wo kiya kah rahey hen.
            • #7 Collapse

              Dear ge han meary khyal me aap ke baat sahi hai q ke me ne khud dekha hai ke kuch logo agar aap sahi mashwara den ge to wo aap ke batane per trande nahi lagatay hai aru baad me un he ko nuqsan hota hai aur bad me pachtataye hail;
              • #8 Collapse

                g bahi g main tu read karta hun or ye tu esa he hai jesy ap es business sy relate news prhaty hain or us news sy update hoty hain threads b esy he hain es sy forex sy related news milti rehti hain or online job main experience esy he milty hain
                • #9 Collapse

                  Ap ki baat theek hy k buht se log bonus hasil karny k liye buht jaldi jaldi post karty han aur thread ko read nhi karty aur jwab day daty han hamesha thread ko read karna chaye kiok ho sakta hy k us thread mein koi baat aysi ho jo ap knowledge mein na ho is liye thread ko read kar k reply karna chaye
                  • #10 Collapse

                    yes you are right ham ko thread ko read kar k phir hi us pe reply ya comment karna chaye taa k topic se related ho aor hame ya kisi aor ko koi faida mile
                    • #11 Collapse

                      haan sahi kaha hay apnay k threads study karna buhat zarroori hay q k wahan se buhat c achi bateen mil sakti hain jo un k kaam aa sakti hay waisay mai to study karta hoon
                      • #12 Collapse

                        g bhai bilkul threads ko read b karna chaye or samajna be chaye is main ap ka lay faida be hy aor knowlege be. per yahan bohat say log read kya baghar he comment kar dathay hain bus bouns kya laya. so thread ko read kar ka hamasha un ka correct jawab he dayna chaye.
                        • #13 Collapse

                          dear ap ne bahot achi bat kahe hy bal k me to yahe kaon ga k ap ne mery dill ki bat kahe hy pahly me b asa kerta ta k jo thread asan hota ta me us k post replay kerta ta ta k zayada post ker sako leken ab me samj gayia k hame post se serf bonus hasal nahi kerty bal k is se hame bahot kuch sekne ko melta hy jes se hame bahot faida hota hy dear jo log is tarha kerty hane k jo thread read nahi kertyu hane wo apna nuskan kerty hane esa nahi kerna chayia
                          • #14 Collapse

                            bhae mai to har thread ko dhyan deta hu aur phir uska jo proper answer mujy lagta hai mai wohi daita hu. thread ko proper tareeky sy read karny sy ham ko bohat faeida hota hai aur hamary knwolege mai b izafa hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ma ap ki baat sy agree karta hu zeyada tar post asi hi kart hain ma jo post karta hu ma thori si read karta hu aur mjy pata chal jata ha k kia kehna chara ha thread karny wala us k mutabiq answer da data hu

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X