Pak forex main lalchi hony ki waja.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pak forex main lalchi hony ki waja.?
    Dear pak forex member.
    Main ye pochna chahti hn k pak forex k busniss main logo ko lalch ho jati hai but lalach ku hoti hai or kis time hoti hai.jb milna to wahi hota jo mehnat ki hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

    Jb traders ko profit hota hai tu woh aur profit kisi bhi haal mein hasil krna chahty hein ziada profit ki lalach unko ly dobti hai jis se un k account wash ho jaty hein agr achi trading krni hai tu lalach se avoid krein kionkeh loss hony ki big reason hai.
    • #3 Collapse

      Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

      GDR jab trader ka jyada bonus ho jata hai to vah chahta hai ki main jyada profit harsal karunga isliye who lalach karta hai ismein ham ko is me lalach nhi karna chahie ham ko mehant sy Kam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

        Insani fitrart hy ky insan buht jald baz hy r jaldi mn ghalat trades leta hy jo analyses ky baghar hoti hn jis sy loss hota hy r lot size zeada rakhta hy jis wja sy loss mn close krna lerta hy
        • #5 Collapse

          Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

          My dear friends pak forex main lalachi hony ki bhwri waja humra acha benefit hy kue lalach kabi bu khatm nh hota hy pak forex main lalach karny wlaa insan kabi bi kamiyab nh ho sukhta hy pak forex ak international worldwide level ka business y as main benefit both zyda hy so log zyda sy zyda earn karna chty hn js ki waja sy wo nakam ho jaty hn .kue ky lalach main wo gult trading start kr daty hn aour apna loss kr jaty hn .
          • #6 Collapse

            Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

            Dear members Forex main lalach hony ki different reason hoskti hn ismain bri waja overtrading ha jb koi BHI zeada earning krna Chahta ha aur ap Ka experience BHI Acha ha tOu apko zeada profit BHI Hoga isliy Forex main hamin zeada mehnat krna hogi aur lalch aur greed se dOrr reh KR tradinhg krni chaye
            • #7 Collapse

              Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

              dear lalachi bante nh hy zeyda profits jab milta hy tu lalach jag uthti hy es liye wo trades me bog lots ka use kerte han ta ke zeyda profits hasil ker ske lalach kerne se sirf aj tak loss howa hy even ke account bhe wash ho jta hy es liye lalchi kerna chorin ge to kamyab bhe hon ge
              • #8 Collapse

                Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

                Mostly member Jyada earning ki lalaj Karte Hain Aisa nahin karna chahie market Mein Thoda Thoda proper plane se aur Nahin Karenge best rahenge..
                • #9 Collapse

                  Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

                  Agar ham tasali ay thanda kar k khaengy tu muh ni jaly ga hamen chay k tred tareqy sy yeh dekhty hoy lagaen k ham loss bi bardasht kar sakengy ya siraf hamari Nazar pprofit par he hamen losses ko bi samny rakh kar tred lagaen
                  بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
                  • #10 Collapse

                    Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

                    Asslam o alaikum dear members
                    G Han bilkul forex main lalachi hony ki different reason ho skti hn is main bri waja overtrading ha jb koi BHI zeada earning krna Chahta ha aur ap Ka experience BHI Acha ha tOu apko zeada profit BHI Hoga isliy Forex main hamin zeada mehnat krna hogi aur lalch aur greed se dOrr reh KR tradinhg krni chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

                      Agr ham lalach kry g ly to hamaya kuch bhu li nai mily ga is liya bhter hy k ham lalach na kry balky ham sahi trha sy ham sakon k stah ham kam kry taky hamy is kam my acha faida ho our ham sahi ham kamyab ho jaye mhnata jitna bhi ham kr sgy hamy krni chiya shai trha sy pr hamy lalalch nai krna chiya
                      • #12 Collapse

                        Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

                        Bhai jan sub sy bare wajah ya hoti hai k insan hamesha apne faida k he sochta hai laken us lalalch men a kr ziada faida sochne lagy tu us time loss shuro ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

                          forex main laalchi hony ki sub se bari wjah jp hoti hai wo yah hoti hai k tardors aik he din yah boht he thory arsy main he amerr hona chahty hain jis se wo apni trading main bara risk lety hain or cahaty hai k hmain aik he tarade par acha profit mil jay jo k aik trha ka sub se bara risk hota hai or jub un ko loss hota hai tu account bhi wash ho jata hai tu lalci trador kbhi bhi achi tradng nahi kar paty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

                            Ya business hay asaa is may joo join kar lay lalachii hoo jataa hay aur hii Q naa hoo is may ap koo work kartay hay market kii moment say ap koo jab fidhaa hota hay too joo fidhaa ap ko aur jaga job kar kay hasal hoo ga whoo srif khuchh hii gantoo may ap koo fidhaa ho jahay gaa jitnay kay ap koo aur job may pora month may ataa is liyaa apnay kam par fokax karhay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pak forex main lalchi hony ki waja.?

                              Assalam o Alikum dear members of forex.
                              G dear ap ny important question kiya h, dear actually jb hm forex ma kaam kr k bonus kamaty hein to hmein pir profit nazar ata h jo hm lalach kr trade krny k sovmchty hein k trading kr bonus sa zayda profit kamein r hmein ciye k hm lalach na krein kyn k kbi kabaar hm profit k ckrr ma apna bonus b ganwa batty hein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X