Learn basics of forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex about good learning demo account practice then good money earn possible from forex about good money forex first must good learning then after money income and i think forex from good money earn possible from forex about business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      agar hum forex ke barey mein basic knowledge achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hain to phir hum is businss mein bohot hi ziada taizi se successful ho saktey hain.
      • #48 Collapse

        bhai jan forex trading business men success hasil krny ky liy fiorex ki basic learning lena boht zarori hy experience ki base pr trading ki ajti hy baher experience or skills ky tading krna aysa y jysa bhens ky aagy been bajana or soorj ko aankhen dikhana is liy pehly experience len or basic forex ki seekhen
        • #49 Collapse

          ji bilkul ap ny sahi kaha hai humain aisa hi karna chaiye is tarha sy humain account ko koi nuksaan nahi ho sakta hai or hum ziyada profit bhi earn kar sakty hain.
          • #50 Collapse

            forex main besic batain seehain k liye ye hain k hum forextrading mamin mt4 plat forum ko achi yrha samjy or is main jo b cheezain hain un ko samjy
            • #51 Collapse

              aslamualekum dostto forex ki basics tringing lami leni chaheae takeh aop jo kam karen us main loss na ho learn ke leaea ap ko you tube se bhe madad leni chahea aur apne friends se bhe.
              • #52 Collapse

                ji han ye bat sahe hy kay app ko forex trading ki basic ko learn karan chay jab app trading ki basic ko learn karte ho tab he app yahan pa acha kam be karte ho or tab he app yahan pa acha trader ban sakte kue kay basic bht he zarori hy trading may
                • #53 Collapse

                  aslamoalikum ager app trading karna chty hy to us ky liy app ko sikhna trading ko or samghna bohut zarori hay
                  • #54 Collapse

                    forex me basic learn karni lamzi hoti hai tab he is me agey ki trading aap ko aati hai is lye learning karne me he is ke faida hai or learning ke bina aap ko forex me kuch bhi hasil nahi ho pata hai so is ko jitna ho sake aap learn karte jayen takey yeh easy ho sake ap ke lye .
                    • #55 Collapse

                      learn basic thing aur forex mein loss hota rehta hay kio kay yeh tu aik risky business hey isi liye tu mein is ko pehly seekh raha hon takay mein mustakbil mein loss na karon aur achi earning kar sakon mein tu forex ko bahot pasand karta hon log bhi sab is ko love kar rahay hay aur join kar rahy hy .
                      • #56 Collapse

                        yes my friend ap ne bilkul thk kaha hai or ap ne ak bohat zaberdest point wali bat ki hai k kisi b kam ko krne se pehly hamara os me serious hona bohat zarori hota hai .... or dosra agr hamen os me loss b ho jaye to hamen kisi dosry ko blame ni krna chahiye .........
                        • #57 Collapse

                          Dear agar koi forex market may account loss kar jata hay to iss ki waja sirf or sirf learning ka na hona hoti hay baz okaat market may balance ki kami bi hoti hay jiss ki waja say account wash hota hay laykin ziyada tar learning hi hota hay iss liya aap ki learning ziyada say ziyada hona chahiya.
                          • #58 Collapse

                            Yes its better teacher experience, meaning the greater the losses we have suffered. But with the event, you will learn to be more careful in the next trading as well.
                            • #59 Collapse

                              Yes dear without learning you cannot earn from this platform and also not build your future so first learn then earn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                G han,Forex mein ap kisi aur ko apnay loss ka zimidar nahi thehra saktay jesa k mostly user kartay hain k loss par broker ko blame kartay hain,which is not a good attitude.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X