Ek he waqt me ziada trades na lagain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ek he waqt me ziada trades na lagain...
    Aksar dost ziada earning ki koshish me ziada trades ek he wat me laga detay hain. Es se ye nuqsan hota ha k ziada trades se margin level bahut ziada kam ho jata ha aur loss ka ratio 1 x10 ho jata ha. Esi leye ek waqt me 1 trade lagain aur uske final honay tak w8 karain. Es se loss k chances bahut kam hongay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

    G bikul hamain ak waqt main ak hi trade lgani chahiye keuny jub bhi hum ak se ziyada trade lagany ka chakkar me aprty hain to hum kisi ak trade ko achy se follow nahi kar sakty jiskiw ajah se hamari trade loss main chali jaati hain aur dosra ya ka hamary dill me lalach paida hony lag jati hain aur lalachi log hamesha nakan hoty hain.
    Jazak ALLAH ツ
    • #3 Collapse

      Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

      hun over trading se jitna mumkin ho saky avoid kerna chahaiy q k akser trader is tarh kerty han k jub aik trade open kerty han tu jub wo ziada loss main jati ha trendtrade k opposite sid main ja raha hota ha tu wo aur trade open ker daty han is tarh wo mazeed trades lagty jaty han jis se unhin pata hi nhi chulta k unky acount main sapace hi nhi hoti jini unhon na trades open ki hoti han jis se unka acount bht juldi wash ho jata ha.
      • #4 Collapse

        Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

        G Han dear ap ny sai kha hy hamy chaiye ky ham is me ik hi waqat me ziyada tread na lgay agar ziyada lgay gy to hamara account wash bhi hosakta hy hamy chaiye ky is me tread ik hi lgani chaiye who bhi achi tread lgani chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

          G bilkul apko chahe k ap trades ko bar bar na lgae is se apko noksan hoga apko chahe k ap ek trade lga k wait kre agar apkko profot ho rha h to apko wait krna hoga agar apko loss ho rha h to apko fore trade close kr dne chage js se apko zayda loss nae hoga thanks
          • #6 Collapse

            Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

            Thread different time Mein lagaen new aur Informatics simple wording Mein Sab members reply thanks kar Saken..
            • #7 Collapse

              Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

              is forex main hamain trade karny k lye learning karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main information achi ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur har kio waqt is forex main hum achy say trade ka rksaty hain but hamain is k bary main learning kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k earn karien gay
              • #8 Collapse

                Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

                forex aik wasaee business hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty haain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka tim table bana kar kam kaer sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full t ime be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

                  G ha ap bilkul thek kah rahy hn hamein is mn chaye ky ham mehnat karien aur pher kabhi bhi ik hi account per 2 trades na lagaien kun ky ager ham is mn esa karty hn to pher ham is mn kafi ziada loss kar skaty hn wo is lye ky hamra account sirf aur ik hi trade ki bardasht kar sakty hn so hamien ik hi time do trade kabhi bhi open nhe karny chaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

                    Assalam o Alikum.
                    G ap ny teak kaha h, dear hm jb trading krty hein to hmein ciye k ak time ma ak trade open krein dear agr hm ak wqt ma ak sa zayda trade prr bonus lagein gy to market ki up and down ka kuch pta nai clta k kb down ho jay to ap ko loss ho sqta h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

                      ek hi waqt mein zaida trade na lagayen g dear forex mein humein ek hi waqt mein Kam se kam.hi trade lagani chaiye is mein hum zaida se zaida trade na hi lagaye tabhi is se humein faida hota hai aur is se hum kamyab ho sakty Hain humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye hum is mein jitni zaida mehnat karte Hain is se humein utna faida hota hai aur is mein hum learning kar k hi kamyab hoty Hain humein trading mein zaida mehnat karni chaiye is mein hum jitni zaida learning karte Hain is se humein zaida faida hota hai aur is se humein trading mein tabhi humein is mein kamyabi milti hai aur forex mein humein is mein zaida se zaida learning karni chaiye hum is mein jitni zaida learning karte Hain is se humein earning hoti hai aur trade mein humesha Kam se Kam hi lot rakhni chaiye is mein hum jitna kam lot rakhenge utna humara is mein faida hota hai aur is se hum kamyab ho sakty Hain aur ek hi waqt mein humein buhat sari trade open nae karni chaiye ek waqt mein humein Kam se Kam hi trade karni chaiye zaida trade hum is mein laga kar is se humein is mein zaida loss hota hai aur forex mein humeshaa hum mehnnat kar k hi kamyab hoty Hain aur lot humein is mein Kam se Kam rakhna zaroori zaida lot se Is mein humara is mein loss hi hota hai aur Kam se Kam hi lot lagaye aur zaida trade na open karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

                        G friends to ham aik he waqat main zayada trade ni laga sakty Hain q Kay agar ham zayada trades lagaty Hain to hum bs aik ko focus karty Hain Jo bake trades lgai ha un ko ham ni dakhty Hain to jis say hamay loss ho jata Hain or hamara account wash ho jata Hain Jis say hmay bohat nuksan uthana parta hain is liya hamay aik he waqat ma aik he trades lagai ya Jin ko ap handle Kar sakty Hain aik ya do ko laga lay Kay jin ka Sara focus ap apnay trade per he dain Jo Kay ap nay lagai hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

                          Asalam alikum daer ap ne thik khah hay kah ham aik waqt men kam se kam post karen jo achi or mayare ho or pahle ham thread ko achi tahan parehn phir os ka jawab den warna ham galat jawab de date haen ji wajah se hamare post delet ho jate hay or hamen zida mehnat karne parte hay lihaza hamen cahei kah aceh post karen or ziada prafet len
                          • #14 Collapse

                            Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                            Aksar dost ziada earning ki koshish me ziada trades ek he wat me laga detay hain. Es se ye nuqsan hota ha k ziada trades se margin level bahut ziada kam ho jata ha aur loss ka ratio 1 x10 ho jata ha. Esi leye ek waqt me 1 trade lagain aur uske final honay tak w8 karain. Es se loss k chances bahut kam hongay.
                            doston forex main ek chij aur bhi kam hai ki aap log jo hai vah achanak ek hi dafa jyada bonus hasil karne ke liye jyada profit hasil karne ke liye ek se jyada bar jo hai vah apni trading kar lete hain to is tarike se bhi aapka account jo hai vah show sakta hai aapka account block bhi ho sakta hai aap log jo ek waqt mein ek Hi hi bro kar ke sath jo hai vah apni trading Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ek he waqt me ziada trades na lagain...

                              Ek waqt main hame ek hi trade isliye open karni Chahiye q k Zyada trades ek hi time pe open karne se hm unhe proper time nhi de pate jiski waja se trade loss main chali jati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X