Loss se ghabrana nahi chaheye...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se ghabrana nahi chaheye...
    Salam dosto. Aksar traders khaas kar new traders ko jab bhi loss hota ha to wo ghabra jatay hain aur mazeed trading darr darr k kartay hain es se wo confidence loose kar jatay hn aur ghalti k maximum chances hotay hain. Aisi soorat e haal me wo ghalat trade laga detay hain aur mazeed loss kar jatay hain bajai loss recover karnay k. To koshish karain k apne aap ko satisfied rakhain aur loss honay ki soorat me w8 kr k aur dobara anaysis kar k trading karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se ghabrana nahi chaheye...

    g han dear apke bat belkul thk hy forex humen kbhe bhe loss ho jata hy to humen chaia keh humen apny loss sy ghbrana nai chaia balkeh pahly syt bhe zeada m ehnt sy kam karty rhana chaia tab he hum achi kamyabui hasil kar saken gy forex men jab hum loss sy ghbara jayen gy tab hum achji kamyabi hasil nai kar saken gy ,forex men zeada sy zeada mehnt sy kam karty rhana chaia forex men mehnty sy kam karty rahan chaia
    • #3 Collapse

      Re: Loss se ghabrana nahi chaheye...

      G han thek kaha panh k forex main kaam karte hu ager hume loss hojata hai yo hume.pareshan nahi hona chaye balkay mehnat or hard work k sath is main kaam karna chaye or is main best earning k stay sath loss ko bhi cover karna chaye or kamaybi haisl karna cahye
      • #4 Collapse

        Re: Loss se ghabrana nahi chaheye...

        G bhai jan ap ki yeh baat bahut hi achi hai k humein forex pakistan mein loss se ghabrana nahi chahaye aur humein es ko bardasht karna chahaye q k dostu loss aur profit tu karobaar ka hisa hotey hain q k dostu koi bhi business ho loss aur profit us mein zaroor hota hai lehaza humein preshan nahi hona chahaye.
        • #5 Collapse

          Re: Loss se ghabrana nahi chaheye...

          w.salam , ji han bhai ham ko loss sey bilkul bhe ghabrana nahi chahi hai kiun k loss to business ka ik hisaa hai yeah to hota hi rehta hai ,aik acha traider wo hota hai jo loss sey kfi koch sekh leta hai or next os mistke sey os ko loss nahi hota hai os ko bolty hain traider . wo hargiz traider nahi hota jo loss honey pat trading ko chor deyai .
          information for Beginners
          Complete Forex Knowledge
          • #6 Collapse

            Re: Loss se ghabrana nahi chaheye...

            forex market Mela Sabko Hota Hai Allah Se Hone Wali mistake Ko Dekhe learning Karen mistake se sikhen..
            • #7 Collapse

              Re: Loss se ghabrana nahi chaheye...

              is forex main planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain market main bi trade kar k hi hum real main bi scuss hon gay aur hamain market main bi trade karein gay tab hi hum real main bi perform karny k kabil ho satky hain aur hamain market main bi trade kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss se ghabrana nahi chaheye...

                g han hamain is forx main loss say bachny k lie learning karni ho gi aru fear say avoid karna ho ga aur har jeet tou sath saht hoti hai so hamain is k bary main planing kar k hi hum achi trade ka rk hi hum achy say trade ka rk hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain market main bi trad eka rk hi hum run karein gay
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se ghabrana nahi chaheye...

                  forex aik wasee business hain hamy loss sy gabrana chahey hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasisa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik amm business ke nisnat acha business hain forex kabe be band na hony wala acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se ghabrana nahi chaheye...

                    loss par sabar karna chahey jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hain hamy loss hony ke har waja ko durust karna chahey hamy aik time main aik he pair main kam karna chahey yai aik international business hain hum is main sada urdu main chat karty hain forex kabe be band na hony wala karobar hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se ghabrana nahi chaheye...

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                      Salam dosto. Aksar traders khaas kar new traders ko jab bhi loss hota ha to wo ghabra jatay hain aur mazeed trading darr darr k kartay hain es se wo confidence loose kar jatay hn aur ghalti k maximum chances hotay hain. Aisi soorat e haal me wo ghalat trade laga detay hain aur mazeed loss kar jatay hain bajai loss recover karnay k. To koshish karain k apne aap ko satisfied rakhain aur loss honay ki soorat me w8 kr k aur dobara anaysis kar k trading karain.
                      Jahir si Baat Hai Forex Mein kaam karne se ab bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai aur use nuksan ko bardasht karna Hi Ek acche trader Ki Nishani Hoti Hai Jab aap is main acchi Tarah Se Kam Karne lagoge aap ko is chij ka sabse acche se idea ho jaega ki Forex Mein kam karna Itna Jyada Mushkil nahin tha Jitna kya aap ise Mushkil banaa rahe hain Forex Mein kam karna bahut hi jyada Aasan hai aap ismein aasani se kam kar sakte hain
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X