Thread Postings ki Limit main izafa
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread Postings ki Limit main izafa
    Dear members mairay khiyal say thread posts ki limit main izafa hona chahiyay becasue abhi tak main tamam senior members say yeh sub chuka hon kai thread aik din main sirf 4 hi posts ki jaskati hain jo kai mairay hisab say kam hai becasue humay maximum thanks threads per hi miltay hain tu threads jitni zaida hon gi thanks ki percentage bhi utni hi zaida ho sakti hai aur bonus bhi acha mil sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread Postings ki Limit main izafa

    bhai jan mn ap ko btanac chahta hon k ham posting ki limit mn izafa nahi kr sakty hyn agr ham is mn kam krty hyn to ham din mn sirf 50 psots kr sakty hyn is k bad ham sirf agr 4 thread krty hyn to hamry lia best rehta hy agr hm 4 say zoda thraed krty hyn to is say ym khod ko hi noksan ho ta hy .
    • #3 Collapse

      Re: Thread Postings ki Limit main izafa

      G bhari me apki bat se agree karta hun keunky hamain yahan par mehenat ke sath sath ziyada thanx ki bhi zaroorat hoti ha agar hamari threads main izafa kar diya jayga to hamain thans bhi ziyada millyngy to hamain chahiye ka aesa nahi bhi hota to hamain apni post ki quality behetar se behatreen karni chahiye to us par hamain zaroor thanks mil sakain.
      Jazak ALLAH ツ
      • #4 Collapse

        Re: Thread Postings ki Limit main izafa

        g han dear pakistan forex forum main ek din main ham jo threads our post ki limit hey wohe reahy ge is main koie bhi ezafa nahi hosakta ham ko chahiye k ham is main ager mahnat karna chatey hain to ham ko achi quality ki post karni chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Thread Postings ki Limit main izafa

          Thread Postings ki Limit main izafa gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko acha bonus hasail hota hay oor aap ka bonus bhi mailta rahay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Thread Postings ki Limit main izafa

            Ye hee limit sahi hain pori nahi ki jati sub say ap ezafy ki bt kar rahy hain. Zayda posting ki wish say behter hai in he limiy ko achy say pora kary rules k according ye choti se limit pori karna bhi asan nahi hain laken jo members rules ni dyty hain un k liay 50 post karna asan hain jab k posting or threading k rules bht strict hain ye bhi wk waja sy jis sy bonus kaam araha hain k hamri posy rules k against hoti hain to wo free waly section mai posy dal dyty hain
            • #7 Collapse

              Re: Thread Postings ki Limit main izafa

              yes you are right i agree with you threads ki numbering ko barhana chahiay takeh hm ziada gain kar skain q k threads hi hmara actual bonus bnati hn hmary thnx ko barha k usi liay threads ko jitna ho skay polished way men post krain r kanyab hn jitna ho skay mehnt r hint s kam lain
              • #8 Collapse

                Re: Thread Postings ki Limit main izafa

                Assalam o Alikum dear members of forex.
                Dear forex ma posts r thread ki limit zayda honi ciye, 50 posts r 4 thread bgt km hein, r en ki limit brny sa hmein e fayda h hum jitni zayda posts r thread krein gy hmein utna zagda fayda ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Thread Postings ki Limit main izafa

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: meesamali پيغام ديکھيے
                  Dear members mairay khiyal say thread posts ki limit main izafa hona chahiyay becasue abhi tak main tamam senior members say yeh sub chuka hon kai thread aik din main sirf 4 hi posts ki jaskati hain jo kai mairay hisab say kam hai becasue humay maximum thanks threads per hi miltay hain tu threads jitni zaida hon gi thanks ki percentage bhi utni hi zaida ho sakti hai aur bonus bhi acha mil sakta hai.
                  hello. ap ny theek kaha mai abhi new hoon or muje nahe pata tha k aik din mai sirf 4 he post lagti hain. ya ail ghanty mai. kiya ap ic ko clear kar sakty hain ta kay muje jo confusion. hai wo khatam ho saky. ziyada percentage ho gi tu bonus bhi acha millay ga. limit tu ziyada honi chahiye. Ap ka shukriya agar ap or detail mai bata sakien.
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread Postings ki Limit main izafa

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: meesamali پيغام ديکھيے
                    Dear members mairay khiyal say thread posts ki limit main izafa hona chahiyay becasue abhi tak main tamam senior members say yeh sub chuka hon kai thread aik din main sirf 4 hi posts ki jaskati hain jo kai mairay hisab say kam hai becasue humay maximum thanks threads per hi miltay hain tu threads jitni zaida hon gi thanks ki percentage bhi utni hi zaida ho sakti hai aur bonus bhi acha mil sakta hai.
                    dear members se post kilometre Hona chahie Kyunki abhi tak Mein Tamam senior member se yah sab chuka hoon ke Ek Din Mein Sirf Char hi post ki Ja sakti hai jo ki mere hisab se kam hai isliye Hamen maximum thanks thread per hi Milte Hain To Itni Jyada hongi thanks Bhi usmein Jyada Milenge aur Hamen Apne Hi Achcha Manasu jaega
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread Postings ki Limit main izafa

                      dear bhai aap ki baat kuch had tak thek he ha lakin jo limit di gai hai gaar ham wo bhi pori krty hain or acha kaam krty hain tu hamy acha bonus mil skta hai or achi trade kar skty hain
                      Achy Threads py thanks tu banta hai na
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread Postings ki Limit main izafa

                        g nhe dear asa ni ho sakta forex forum k jo rules han humen sirf un ko follow karna chye na k un sy ye farmesh ki jaye k thread limit barhaen jo forex ny limit de hy ap osy pora karen ager ap ko bonus acha na mily tu he ap pher shekayat karen asy bena limit pore keye na bolien
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread Postings ki Limit main izafa

                          Thread new aur informative Karte Rahana chahie Jyada thanks Ban Jaate Hain thanks Se Acha bonus Milta Hai..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X