ziyda trade na lagain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ziyda trade na lagain
    Forex trading business mein jo traders new Hai unko chahie ke woh Jyada trade order na lagaen Kyunki kam experience aur knowledge ki vajah se sometime opposite Laga Di jaati hai aur Aise Mein Hamesha loss ka Samna karna padta hai koshish karen kay demo account per apni practice ko continue ki aur Apna experience increase Karen real account mein Kabhi Bhi Jyada trade Lagane Ki Koshish Na Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ziyda trade na lagain

    ap nay bhi achi bat kahi hy k jab bhi ham zda treade open kr lety hyn to ham lalach mn ajty hyn or bahot treade open kr dety hyn jis ki vja say ham kamayb nahi ho paty hyn agr ham ik trade say aik acha profit ik din mn hasil kr lety hyn to hmyn kia zarorat hy dosri trade open ktnay ki .
    • #3 Collapse

      Re: ziyda trade na lagain

      Zayida trade nahi open karna chaiy aap nay theek kaha forex main hum ko zayida trade open karna ki lalach nahi karni chaiy hum ko atna hi trade open karna chaiy jitna humra pass account bonas hai zayida trade open kray gay tu hum ko loss ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: ziyda trade na lagain

        dear han ko pakistan forex forum main jab bhi trading karni chahiye ham ko soch samaj kar karni chahiye our ham ko market ko bhi analysis karna chahiye ham jab bhi trading karni ham ko ek ja do trade open karni chahiye ta k ham in ko manage kar sakin our in se acha profit bhi hasil kar sakin our ek kamyab trader ban sakin.
        • #5 Collapse

          Re: ziyda trade na lagain

          G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai analysis kar leny chaye aor aus k hisab se agar kuch trade ban rahe ho to aus mai se achi trades laga leni chaye kun k ais market mai jab hum trade lagaty hai to aus par hum ko aisi trade lagani chaye jis ka entry point acha ho aor jis k zayda chance ho profit hony k aus par hum jab trade lagaty hai to hum ko aus par faida ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: ziyda trade na lagain

            G han sahi kaha hy dear trade soch samjh kr moqa maahal dekh kr lagani chye r ak waqt m ziada trade bhi ny lgani chye trade osi waqt lgain jb ap os k bary m pori information rakhty hn k ap jis pr trade lga rahy hn wo product profitable hy tu phir ap os pr trade lga skty h r ak waqt m ziada trade na lgin balky thori lgain r achi trade lgain isliye ap ko phly pta hona chye tu pahly demo account sy sikh lena chye knsi trade kn kgani hy r profit moss ki pori information ho ap k pas phir lgani chye
            • #7 Collapse

              Re: ziyda trade na lagain

              g really zeada bari trade nahi lagani cheye us sa bhot nuksan hota hai or account bhe wash ho sakta hai or hum loss main chly jaty hain ,,hum sub ko bhot zeada tawajah k sath kam karna cheye ....
              • #8 Collapse

                Re: ziyda trade na lagain

                Forex ke upar trading Lagate Waqt Hamen ek baat ki koshish Karni chahie ki bahut jyada trade Hamen Nahin Lagani chahie Ham Logon Agar to ham log beginners Hai To Ham Logon Ko chahie ki Ham kam se kam trading lagakar Logon ke mashhur ke sath Hi Kam Karen otherwise Ham Logon Ko Jyada trading Nahin Lagani chahie
                • #9 Collapse

                  Re: ziyda trade na lagain

                  Jee bilkul me also new or m ny bht sy trade open karli ek dum to account ab zayda loss mai jaraha hain or recovery bhi possible ni hain kiyo without stop loss hain trade in short lalach ki base par trade opening ki hoe hain. ab new trade bhi open nahi kar skti. So lalach nahi kary lalach nahi kary lalach nai kary khasara he khasara hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ziyda trade na lagain

                    DEAR friends hmain zeada risk ni leana chaheye kiun k over trading sy hmain loos bhi ho sakta hy kiun k shrug shrug main hmain thenda ni hota loss k chance zeada hain
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: ziyda trade na lagain

                      Ayeshaaa, DEAR Ayesha kam
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: ziyda trade na lagain

                        G han dost ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k humara haq banta hai k forex pakistan mein trading karney k duraan zyada trade eik hi time mein na lagaein warna humein es tarha es forum mein bahut loss ho sakta hai dostu hum sab ko chahaye k hum es forum mein trade kartey waqt bus eik time mein sirf eik trade lagaein.
                        • #13 Collapse

                          Re: ziyda trade na lagain

                          ziyda trade na lagain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: ziyda trade na lagain

                            han g dear hamy apna account dekh kar he trades lagani chahye taky unhy nazar me bhi rakh saky or easily dekh skay or close kar sakain
                            Achy Threads py thanks tu banta hai na
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ziyda trade na lagain

                              Bhai AP ne bohot achi baat kahi hai keh hame at a time Ziadaa trade nahi laganey chahiey q k is me phir hamaraa loss k chances ziadaa hote hai hame chahiey keh ham Ziadaa se ziadaa mehnat Kare aor soch Kar trade lagaa Kar aek achaa profit gain karnaa chahiey taa keh ham loss se Bach ßàke......
                              PRACTICE MAKES MAN PERFECT

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X