Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain
    Gee haan bhai agar hum forex mein mehnat sae kaam kertay hain tou humain forex mein kamyabian milti hain aur yeh kamyabian humain zindagi mein bahut zayada faida deti hain aur humari zidagi aasaan ho jati hai iss lye humain forex mein zaroor kaam kerna chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

    yes i agree with you trading is a best option at forex trading s zindgi men kamyabian sameti ja sakti hn us s ap jitna ho skay faida uthaen r kamyab hn is s al bht ziada earn kr skty hn r learn bhi kar sakty hn isi liay forex men kam krain r kamyab hn r self supporting bnain
    • #3 Collapse

      Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

      Han ji dear apki bat bilkul thek hai k ham forex per trading se zindgi me kamyabi la sakty Hain lekin aisa dear us wakt ho ga jab ham is ahil hn ge k ham kuch ker sakin aur apna name paida ker k apni life change ker sakain aur aisa sirf wahi log ker sakty Hain Jin me mehnat kerny ka mada hoota hai aur wo kuch ker dikhany ki lagan rakhty Hain otherwise her koi yahan kamyab nhi ho sakta..
      • #4 Collapse

        Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

        bohat saari wajohaat hain ke kyun tijarat mein muharrak ( aur kuch bhi ) zurori hai. bunyadi tor par is ki wajah yeh hai ke yeh fard ko –apne maqasid ko poora karne ki muhim chala sakta hai. muharikaat ke baghair, taajiron ko intahi khatarnaak position mein rakhna chahiye .



        lehaza agar aap ko lagta hai ke aap ki hosla afzai kam hai to, baazaaron mein tijarat karen .



        hosla afzai karne walay tajir pedawari salahiyat mein izafah karte hain aur is ki wajah se woh Alla satah par pedawar haasil kar saktay hain .
        kisi aisay tajir ke baray mein tasawwur karen jo kaam karne ke liye hosla afzai nahi karta hai tahaqeeq, chart, rissk managment waghera woh shayad faida mand aur nateeja khaiz kaam karne ke bajaye internet par surffing karne ke liye apni maiz par waqt istemaal karen ge jo taajiron ko karna chahiye.
        lekin yeh mehez aik hai, jab hamari hosla afzai kam hoti hai to kya kharab hota hai .waisay bhi, mujhe yaqeen hai ke agar aap rozana yeh asbat dohraatay hain to, aap ko hosla afzai ka masla ho ga tu aap ko buhat ache aur ahtyat ke sath kaam karna ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

          Walcome to pak forex. jee ha forex both acha business hay agar aap is men mehnat kartay aor is k sary rules ko fowlo kartay hen aor is ke jo rozana ke limit Hay agar aap us ko pora kartay hen to apko jo buns milta hay ap us say treding lga k kamyab ho sktay hen .aor apke zindgi asan aor badal Jay ge .
          • #6 Collapse

            Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

            welcome to forex. jee ha hame agar forex pay mehnat kay sath work kare to hum bhut he acha work kar sakte hay. acha kam dekh sabhe forex members thenx bhe dete hay.aor phir forex bhe acha bonus deta hay. aor phir hum acha bonus hasil kar ke hum ache treding kar sakte hay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

              Yes dear good post ik kamyab insaan ki kamyabi ka raaz hota ha uski mehnat agr hum forex pa kamyab hona chahta hain tu humian sb sa pehla forex pa mehnat krna or forex ko proper time dena ha.Agr hum forex ko proper time dain ga tu hi hum acha knowlege hasil kr skain ga market ka or achi or profitable trading kr sakain ga.Trading ik asan business ha hum sb ka lia hum ispa jitne ziada mehnat krian ga utna hi acha earn kr sakain ga.
              • #8 Collapse

                Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

                Success in trading g dear bilkul buhat sahi baat ki hai aur forex mein trading se hi trader is mein zindagi ki kamyabi samet sakta hai aur is mein zayda se zayda mehnat karni chaiye mehanti trader is mein kamyab hota hai aur woh mehnat se expert trader ban sakta hai trading k liye humein buhat zayda mehnat karni chaiye bina mehnat k hum trading mein kamyab nae hote aur jo is mein meh at karta hai woh forex mein har dam kamyab trading kar k kamyab hota hai aur forex mein sab sabko buhat zayda mehnat karni chaiye kyun k is mein kamyabhi humari mehnat se milti hai tabhi hum forex mein kamyab hoty hain kyun m trading mein hum kamyab hony k liye hi mehnat karte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

                  g bilkul mehnat sa he hum sub kamiyab hoty hain ,,hum sub ko he mehnat k sath kam karna cheye or achi trading kar k he acha profit gain karna cheye ,,achi trading karna or acha profit gain karna hum sub ka haq hota hai ,,hum sub ko bhot zeada mehnat k sath kam karna cheye ...
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

                    Bilkil....trading aik esa amal ha ky jiski waja sy bhoot si kamyabian hasil ki jati ha....trdaing aik esi filed ha jis mn pure business hota ha or bnda apny lossess ko judge kr lyta ha market ki condition bhot tezi sy change ho jati ha jiski waja sy zindagi mn kamyabian hasil hoti han....
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

                      G bilkul is bat me koi shak nahi ka trading se ap apni zindagi kmayb bana sakty hainnkeunky ya aesa business ha jo ap ghar me beth kar bohoot aram se kar sakty hain iske liye apko achi mehenat aur achi leanring ki zaroorat hoti ha jub ap forex main kamyab hoy ka soch lety hiaain to apke agy mehenat kuch bhi nahi hoti.
                      Jazak ALLAH ツ
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

                        Trading karna Ek bahut hi famous Businessman chuka hai aise Tamam log jo ki training karte hain aur vah log Forex super kamyabi Hasil kar rahe hain in future UN logon ka bahut jyada behtarin Socha Hai Jab bolo future trading Karenge aur vah Ghar baithkar aasani se kam kar sakte hain to yah unke liye bahut jyada profitable hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

                          Han g bht achi bat ki hai apne.. Trading main agar koi kamyab ho jata hai to zindagi main bahar ajati hai hame mehnat karte rehna Chahiye jitni hm jitni mehnat se kam karte hain utne hi hm apni manzil ko pohnchte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

                            Trading kamyabiyan samatny ka zariya hai per is mai wohi log kamyabi samet sakty hain jo proper work kerty hain forex markete mai boht se pairs kafi fast move kerty hain r faida jab hai jab is makrte ko smjh ker lam karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain

                              Trading sae zindagi mein kamyabian samaitain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X