Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..
    Assalamualaikum welcome to Pak forex forum..dear loss aur profit to her buisness ka hissa hoty Hain lekin iskelia apko chahea k agr apko kbi loss ho jata hai to apko chahea k preshan hony ki bajie loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..

    G Han dear es me kam AP ka loss profit me badal skta Hy aur AP ko acha profit bhi mil skta Hy agar AP es me kam apny mind ko pora utilize kren tab wrna es me kam krny waly lalach me as Kay aapna account bhi wash krwa lety hen es leya Kam acha krne hamesha
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..

      Forex trading mein profit tu unlimited hota hai lekin loss utna hota hai jitna traders risk lety hein loss ko recover krna mushkil hota hai jisko traders apni mehnat aur skills se profit mein convert kr lety hein yeh achy experience ki waja se possible hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..

        Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel kerain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti.
        • #5 Collapse

          Re: Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..

          Han g bht achi bat ki apne.. Forex main hm mehnat se apne loss ko kamyabi main tabdeel kr sakte hain mehnat kr k hm bht zyada kamyabi forex main hasil kr sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..

            Welcome to all forex members.forex may agar aap ko apne kotahi ke waja say agar aap ko loss ho jaay.to aap wohe loss ko khtam karnay Kay liye aap ziada se ziada forex pay posts aor threds open kare .take aap ka loss recovery ho jaay.aor aap mazeed taraqee Kar sako.
            • #7 Collapse

              Re: Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..

              اصل پيغام ارسال کردہ از: BasheerAhmad پيغام ديکھيے
              Assalamualaikum welcome to Pak forex forum..dear loss aur profit to her buisness ka hissa hoty Hain lekin iskelia apko chahea k agr apko kbi loss ho jata hai to apko chahea k preshan hony ki bajie loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..
              dear members loss or profit to her business Kaise hote hain lekin iske liye aapko chahie ki agar aapko bhi ho jata hai to aapko pareshan hone ki vajah loss ko dil kar lena chahie matlab yah Ki Main Nahin chhodana chahie aur Musalsal mehnat krni chahiye Uske bad aapko acchi earning hasil hogi
              • #8 Collapse

                Re: Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..

                Asslam o alaikum g haan billkul forex ma hmain agr loss ho jy tu hamin chahia forex ma apna loss ko profit ma change kran or loss Profit ma is time hi change ho ga jb ham forex ma mehnat sa Kam kran tu pr hi kamyab hon ga is Lia sb members ko chahia forex ma mehnat kran
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex per loss ko apni mehnat se profit me tabdeel karain..

                  g han bilkul bhai jan ager ap ko forex forum main loss ho jaye tu ap preshan hony k bajye itni mehnat sy forex main kam karen k agli bar jab ap trade karen tu ap ka sara ka sara loss ak sath recover ho jana chye tab he ap loss ko profit main badil paen gy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X