hum market ko analyses kar ky he kamyabe hasil karty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum market ko analyses kar ky he kamyabe hasil karty hain
    hamy market ke movement ko watch kar ky kam karna chahey per he hum is main ache earning hasil kar sakty hain or apne needs ko pora kar sakty hain hum is main full time be kam kar sakty hain agar hum student hain to hum is main part time be kam kar sakty hain hamy is ke movement ko dakt kar investment karne chahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum market ko analyses kar ky he kamyabe hasil karty hain

    Market main Jab tak hamein agahi nai Hu gi Tak Tak ham kamyaab trading Nai Kar sakty hyn is lye market main analysis huna lazmi hy Agar ham Kamyab trading karty hyn to Kamyaab Trading K Badly acha Profit kamaya ja Sakta Hy
    • #3 Collapse

      Re: hum market ko analyses kar ky he kamyabe hasil karty hain

      Jo log forex trading men trade open karnay se pahlay market ka anaylsis nhi kartay woh bey tukki trading kartay hen aur jaldi nakam ho jatay hen aur agar pahlay market ka anaylsis karen aur trend ko follow karen aur trading chart ko dekh kar trade lagaen aur news aur ideas k mutabik teade open karen tu zaroor faida ho ga
      • #4 Collapse

        Re: hum market ko analyses kar ky he kamyabe hasil karty hain

        Ji han dear friend aapane bilkul theek kaha main aapki is baat se agree karta hun Agar Ham trade lagane se pahle market analysis karte Hain To hi Ham ko use trade Se achcha khasa profit Hasil Ho payega Varna vah trade loss mein jayegi isliye loss se bachne ke liye aur achcha profit Hasil karne ke liye hamen market analysis trade se pahle karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: hum market ko analyses kar ky he kamyabe hasil karty hain

          Market analysis karne se kamyabi Hasil Nahin Hoti market Mein Hamen acchi Tarah Se trading karne aati hai aur Hamen isase main bad Mein prakat hoti hai aur Hamen form per bahut hi jyada experience Hasil karne ke liye bahut hi jyada mehnat karna padta hai uske bad Hamen bahut hi jyada mehnat bhi knowledge or experience ke sath hi karna chahie
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: hum market ko analyses kar ky he kamyabe hasil karty hain

            Brother hum market ka aanalysis karne k baad hi kamyab hotay hain or isk sath market hi hamaein batati hai keh hum kis taraf ja rahay hain or market ka analysis hamray liay zarori hai kyun k market agar hmari achi hgy tu hum trade achi krain gay or agar hmri trade achi hgy tu hmra profit acha hoga or agar hmra profit acha hoga tu hum sahi tarah se aagay ja sakain gay or isk liay zarori hai keh hum apni life ko ach abnaein or isk sath sath yeh bhi
            • #7 Collapse

              Re: hum market ko analyses kar ky he kamyabe hasil karty hain

              is forex main hamain kamyab ho sakty hain aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum planing kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain demo main practice kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi trade karin g ay
              • #8 Collapse

                Re: hum market ko analyses kar ky he kamyabe hasil karty hain

                G bhai sahi kaha apny hamari kamyabi sirf or sirf analysis or information py depend krti hy. Agr hamara expience axa hy to hum bahter tareeky sy acha earn kr sakty hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: hum market ko analyses kar ky he kamyabe hasil karty hain

                  Assalam o Alikum.
                  G ilkul agr hm cahty hein k hm jb b trade krein to hmein zayda sa zayda profit hasil ho to hmein ciye k hm daily market analysis krein to us k bd e trading krein ta k hmein koi loss na ho.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X