Fundamental /technical trade ehm hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental /technical trade ehm hai ?
    Mere khayal main donu trade importance rakhte hen

    Agar technical trade ki bat karen es main trader trade ki prices ki movement ko study karte hen aur anylis karte hen keh kon si currency kis tarah se margin cross kare gi agar es ko seekh jayen tu ainda waqt ke liye aap ache trader ban sakte hen
    fundamental trade bhi aik ehmiyat rakhti hai qk es main trader ye study karte hen keh kis country ma currency stock kitne hen aur kitni currency ki zarorat hai


    ye donu ka agar ilm ho tu trader ke kamiyab hune main koi rukawat nai aye gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental /technical trade ehm hai ?

    bhai yh dono hi best hn trading kaliay q kh ager hum candle ko daikhty hn to wh bhi market ky sath sath chal rhi hoti hn or ager hum news ko read ker ky trading kerty hn to wh bhi market ky sath hoti hn is liay hmain achy profit kaliay in dono ko samjhna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental /technical trade ehm hai ?

      Jab news ho to technical faill ho jata hya or jab news na ho to hum technical say market ka analysis karnya kay bad tread open kar sakltya hya iss liya hum ko iss may soch samaj kay kam karna ho ga iss kay bad hum kamyabhi gain kar saktya hya or fundamental ka asar market per zada perta hya iss liya hum ko iss may zada say zada mahnat karni chya
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental /technical trade ehm hai ?

        Bht hi aala post hae k agr traders currency and economy k fundamentals ko sekh jain to trading bht had tk hi asan ho jati hae.
        Without any knowledge ye possible hi nae hota k ap kissi country ki currency k mutaliq guess kr sakain. Is k liay behtr hae k ap bagaor us currency ki economic condition ka jaiza lain.
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental /technical trade ehm hai ?

          Dear dono hi ahm haen technical analysis mein ap market ki currant satuation ko daikh rahy hoty ho k wo kaisy move kr rahi ha trend kaisa chal raha ha aur fundamental analysis mein ap us country ki news ko daikh rahy hoty ho k news kis qisam ki haen market kis direction mein jaye ge.
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental /technical trade ehm hai ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: NSF پيغام ديکھيے
            Bht hi aala post hae k agr traders currency and economy k fundamentals ko sekh jain to trading bht had tk hi asan ho jati hae.
            Without any knowledge ye possible hi nae hota k ap kissi country ki currency k mutaliq guess kr sakain. Is k liay behtr hae k ap bagaor us currency ki economic condition ka jaiza lain.
            Dear Technical analysis ko proper chart pay indicator ki madad se draw kar kay trend line find ki jati hai or fundamental analysis main news anay se pehlay us kay analysis learning or knowledge ki madad se trend ko find kiya jata hai . ye dunu bhout important hai. ap ager kisi ik analysis ki taraf ja rahy hain ya kar rahy hain woh sahi result nahi day ga.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental /technical trade ehm hai ?

              Traders ko jo analysis easy lgta hai woh market pe use krty hein kuch traders chart ki help se technical analysis krty hein jis se woh acha profit hasil kr lety hein kabhi unka analysis fail bhi ho jata hai aur loss bhi ho jata hai aisy traders kam hein jo market ka fundamental analysis krty hein is mein news ko read kr k order place kia jata hai is mein traders boht acha profit earn krty hein.
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental /technical trade ehm hai ?

                G ha dear friends ap bilkul thek kah rahy hn ham fundamental analysis kar ky sirf aur sirf trade nhe laga rahy hn so hamien is mn chaye ky ham technical analysis bhi karna chaye so hamien is mn chaye ky ham analysis karien aur pher trade open karien ager ham tuky per trade lagaty hn to pher hamieni s mn loss hosakta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental /technical trade ehm hai ?

                  hamain market main fundemental anlasye kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss hon gay aur teachniques ko use kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karin gay aur hamain market main information ho ga tab hi hum real main sucess hn gay aur demo main practice kar k hi hum real main sucss hon gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental /technical trade ehm hai ?

                    hamy expert ban kar fundamental analyses ko use kar ky kam karna chahey per he hum market main run kar saky gy hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey per he hum is main daily target ko pora kar saky gy hum is main din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain yai pakistan main be legal ho cuka hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental /technical trade ehm hai ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sadamdami پيغام ديکھيے
                      Mere khayal main donu trade importance rakhte hen

                      Agar technical trade ki bat karen es main trader trade ki prices ki movement ko study karte hen aur anylis karte hen keh kon si currency kis tarah se margin cross kare gi agar es ko seekh jayen tu ainda waqt ke liye aap ache trader ban sakte hen
                      fundamental trade bhi aik ehmiyat rakhti hai qk es main trader ye study karte hen keh kis country ma currency stock kitne hen aur kitni currency ki zarorat hai


                      ye donu ka agar ilm ho tu trader ke kamiyab hune main koi rukawat nai aye gi
                      Trading Mein fundamental analysis or technical analysis donon hi bahut useful of today acchi trading karne ke liye ine donon ki jarurat padati hai lekin Jab fundamental Kuch Hota Hai To technical analysis ki value khatm Ho Jaati Hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X