new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho
    dear friends forex tradiing mn new trader jin k pass forex trading ka achha experience na ho unhen chayay k woh crruncies k aisay pairs mn trade kren jin ki movement slow ho ta k ziada der tk trade kren ta k unhen trading experience hasil ho skay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho

    hun apna sahi khaha ha k new members ko chahaiy k wo start main sirf aur sirf apny experience k liay trdaing karein ager wo earning ki sochein gy tu is se inhin loss bhi ho sakta ha is liay tamam new members curency k un pairs pe trading karein jin ka spread bhi kum aur unki movement bhi kum hoti ha.
    • #3 Collapse

      Re: new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho

      ji bhai yh bat bhi theek hy q kh ager un ki trade market ky bht ziyada fast hony sy loss main chali gai to yh behter nh ho ga bhai her members ko chahiay kh wh lot size bht kam use karin market chahy jitna bhi move kary un ko kuch nh ho ga bhai ap ko chahiay kh ap currency per hi trade karin us main balence kam ata hy yani profit kam hota hy lakin loss bhi to kam hota hy
      • #4 Collapse

        Re: new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho

        yes dear aap ki baat sahi hai new traders ko aisy pairs ka intekhaab karna chahiey jin ki movement slow ho aur new traders ko market observe karny ka aur trading sy use to hony ka zyada zyada sy zyada maoqa mil jaaye aur thora samjh boojh main izafa ho jaaye..ahista ahista phr step by step aoper jaaty jaayen..
        • #5 Collapse

          Re: new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho

          New member un pair per trades karein jin ki Movement slow ho
          Kun keh fast movement loss ki main reason hy loss anu p account wash ho jaata hy aor try karein fast movement p trade na karein warna loss her Sorat ho ga
          Please avoid them and save your account
          Then you'll be successful
          • #6 Collapse

            Re: new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho

            jo bhi new ne whota hy us ko chiya k who apni mhnat ki kryour who kbhi bhi kisiesi jaga kam na kry jis my who sahi trha sy us ko smjh hi na sgy jis my ham shai smjh sgy kam ko us myhi hamy is my kam krna chiya jbham mhnat jry gy to us mhnat sy hi ham kamyab ho jaye gy
            • #7 Collapse

              Re: new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho

              g han apne theek kaha new traders ko sirf un pairs par trade karna chahye jin ki movement slow ho kyun ke jab ap un pairs par trade karte hain jin ki movement achi hoti hai woh us main jald apne account ko wash karwa lete hain.
              • #8 Collapse

                Re: new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho

                G haan dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa agree karta hoon k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay aur aam bussniss sa bhot he difficult hay iss ki markit k different tarha k pair hain jin per hum trade open kar saktay hain in main khuch fast moving hain khuch slow hain jo new trader hain un k pass knowledge nahi hota hay intazayada un ko chaya k wo apna trade currency pair per karan kyun k currency pair ki movement slow hoti hay
                • #9 Collapse

                  Re: new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho

                  Open price Breakout strategy for bahut simple hai bahut iji hai ummid hai ki aap ko Pasand Aaegi aur aap ko bahut accha profit dene Mein madad Karenge to Jyada Samay Barbad na karte hue Dekhte ki status kya hai aur kis tarike se kam karegi to dost aap Sabhi bollinger band ke bare mein Jante Honge ki bowling Se bandh kis tarike se kam Karta Hai To Hamen is ke andar bollinger band ki avashyakta hai jo aapko Apne Chahat ke andar Lagana padega aur bollinger band ke sath hi aap is strategic apply Karenge
                  • #10 Collapse

                    Re: new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho

                    Dear brother apki baat theek hai aisy boht se traders hein jinko yeh malom bhi nhi hota k kis pair mein trade open ki jaye tu aisy traders ko chahiye slow movement waly pairs ko select krein kionkeh un mein loss boht kam hota hai aur experience barhta hai jis se teaders is qabil ho jaty hein k woh fast pairs mein bhi trade open kr k profit hasil kr sakty hein.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: new traders sirf un pair mn trade kren jinki movement slow ho

                      g han bilkul bhai jan ap ny bhot he achi bat ki hy new trader jiny bhe han un ko chye k wo jab bhe trade karen tu sirf un pair par karen jo salow salow hon jo unhen loss na den saken acha profit gain karwa saken q k new trader ka account chota hota hy os ka blince bhot he kam hota hy is liye thure si bhe riski trade liny sy un ko loss ho sakta hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X