G han bhai jan agr ap kamyab hona chahta han tu phr us ka lya ap ko bahut sari mahnat ke zrorat hoti hai kiun ka kamyabi bagair mahnat ka nea milti hai koi bnda bhe agr kamyab trader bnna chahta hai tu ya bat apna mind main dal la ka mahnat us ke phali priority ho kiun ka mahnat insan ko kamyab bna dati hai forex main jo bnda mahnat krta hai wo thora he dino main kamyab ho jata hai ya sab ap ke mahnat pai depend krta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим