Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

    g bilkul bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forex forum main ager humen din rat mehnat karny k bad bhe loss ka samna karna pary tu humen pher sochna chye k hum ny asi keya ghalti ki hy jis ki waja sy itni mehnat k bawajod bhe loss ka samna karna par raha hy or jab wo ghalti malom par jaye tu os sy pher sekh lina chye k asa dubara ni karna chye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

      mere khayal mein itne mehnat se nakami nahi hoti balky apka forum ke mutalik knowledge behtar hota hai is liye ap asia na sochy apne kam pe dehan de takay ap kamka mazeed forex forum mein informative ho sakay.
      Mehnat Me Azmat hai
      • #18 Collapse

        Re: Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

        G bilkul agar hm forex mae zayda se zayda time dn js se hme fayda hofa r hme is forum mae zayda se zayda mhnt krne hoge agar zayda mhnt se he hme acha profit na mily to hme himt nae harne chahe bilky r zayda mhnt krne chahe js se hme acha profit mily rhanks
        • #19 Collapse

          Re: Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
          Dear fellows and senior members forex main Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jay too hamain souchna chahay ky ham main kia mistakes hain Jin say ham kamyab nai ho sakhty iss liay aapny knowledge oor expriences ko improve kerain taky kamyabi hasail kerain.
          dear senior members Forex Mein Din Raat Ki mehnat karne ke bad Ham na kam ho jaaye To Hamen sochana chahie ki Humne Aisi kya Galti Ki Hai Jiski vajah se Ham Kamyab Nahin ho sake isliye Hamen Apne knowledge or experience ko improve karna chahie Taki Ham kamyabi Hasil kar sake
          • #20 Collapse

            Re: Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

            Forex ka kam bhut zimadaree wala kam hay agar ap ko nakami ho jate hay waqti toor per to use bear krna seekhen,ap dekhen k kahan per ghaltee hue jis k waja se loss hua us baat ko bhondh nekaleen ise ko apne learning banean pher forex ap ko bhut kuch de ga so keep trading.
            • #21 Collapse

              Re: Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

              Day and Night g dear humein forex trading mein mehnat karte huwe din raat lag jaty hain aur forex mein din raat ki mehnat se is ka reward humei 3 months k bad mikta hai aur 3 months is mein jo ap din raat mehnat karte ho us se in 3 month's mein ap experience hasil karte ho aur trading mein experience ka buhat zaroori hai aur after 3 months buhat zayda mehnat aur struggle kar k ap aik expert tradee ban gaye hoty ho kyun k mehnat k bina duniya ka har kaam impossible ko i am possible bana deta hai is liye trader ko humesha apne kam mein dedicative hona chaiye tabhi ap is mein kamyab hoty ho
              • #22 Collapse

                Re: Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

                Agr hm din rat kam krny ky bad bhii nakam hojaty ha to te aik alarming situation hoti ha is liye zarori ha ky hm sub sy phly kisi senior sy bat kry or share kry or dosra forex ky bary mn knowledge lyny kunky jb tk ye issue hal nhii hoga tub tk mehnat zaya hogi or time west hoga
                • #23 Collapse

                  Re: Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

                  G jtni mehnat krogy utna hi faida hoga aur agr hm se mistake ho jay to hmy us mistake ko zror sochy aur uska hal nikaly aur mistake ko justify kren
                  • #24 Collapse

                    Re: Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

                    g bikul itni din rat mehnat k bad hamen lazmi dekhna cheye k akhir hamari galti kia hai or hum na kahan ggalti ki hai hamesha apni galtiyan khud find karni cheye or soch samjh kar he kam karna cheye,...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Din rat ki mahnat karnay kay bad ham nakam ho jain too hamain souchna chahay

                      g bhai ap nay theek kaha kai agar hum din raat mehnat karay hain aur us kai baad bhi humay continuously loss ho aha ho tu humay dhaikhna chahiyay kai humari khamiyan kahan hai aur kahan hum baar bar galtiyan kar rahay hain aur un galtiyon ko figure out karnay kai baad dobara na duhranay ki kasam khani chahiay becasue yehi wahid tareeka hai is market main kamyab honay ka.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X