Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho
    Dear brothers forex trading men her koi kehta hey k mehnat karo lekin sirf mehnat ka koi faida nhi hota kiun k agar acha knowledge aur experience ho ga tu mehnat kar faida hasil kar saktay hen iss liay pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur phir jitni ho sakay mehnat karen tu 100 percent kamyabi hasil kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

    dear brother apki bat bilkul theak ha forex trading mn kamyabi mehnat sa milti ha lekin mehnat k sath forex trading mn kam krnay ka us waqt ho ga jb apkay pass forex k baray mn achha knowledge aur achha trading experience ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

      g han jab ap ke pass experience our knowledge ho our ap mehnat karne wale hon to ap ki kamyabi yaqini hoti hoti hai is lye jab ap ka mehnat karne our dil kare ga to ap profit bhi achi hi kama sakian ge kyun ke experience knowledge our mehnat ke sewa earning nhi ki ja sakti.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

        agar app mehnat karty hey to es ka acha result app ko esi condition aur base par return me mil sakta hay jab app ka knowledge acha ho ga aur experience be trading ka ho ga, mehnat key baghir knowledge experience aur trading skills gain karny ka sawal hi peda nahi hota, aur na hi mehnat key baghir market analysis karny aur profitable trades ko open ya close asani se kia ja sakta hay, Forex market me mehnat hi esi cheez hay jes ki waja se har condition me kamyabi mil sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

          Dear friend forex trading men kamyabi k liay kuch steps hen jin ko pahlay poora karna hota hey pahlay achi learning hasil karen aur phir posting k zariay acha knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice karen aur phir ziyada time den aur phir mehnat karnay se kamyabi milti hey
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

            Asalamu Alaikum.
            Jee bilkul sahi kaha hain ap nay mehnat bhi sahi tatiky sy or sahi jaga par ki jaye tb hee faiday mand hain is liay phly ek proper acha source dhondy forex say related learning ka then us par mehbat kary kiyo k
            Acha knowledge or experience mehnat kar k hasil.kiya ja skta hain
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

              Han g member ap ki baat bhi sahi hay k members pas knowledge hona boht e zrori hay is k begher foruk pay kaam kerna fazool hay lekin ye knowledge time k sath sath khud hi members ko gain hota jata hay is k liye seperate say mehnat nahin kerna hoti sirf apni zati dilchaspi ko use kerna hota hay
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

                Jee han mehnat us waqt kaam ati hai jb aap mein abilities hon experience aur knowledge increase krny ki aisy traders kamyab bhi ho jaty hein kuch aisy bhi hoty hein jo mehnat ziada krty hein lekin unko kuch hasil nhi hota.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

                  jee han jee thek kaha hai agar hamary pass acha knowledge ho ga or experince bhi acha ho ga tab he mehenat ka faida ho ga or acha profit hasil ho ga
                  Achy Threads py thanks tu banta hai na
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

                    G han thek kaha apny k forex mai mehany usi waqt faida dti hai jab aapk pas knowldge or expeirnce ho or aap is main better way main kamayb ho saken q k.forex main kamaybi sy hume knowldge k sath sath learning bhi hasil hoti hai jabhi koshish karte rahen or forex main acah profir kamaen
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

                      Je bilkul dost thek keh keh rhy hain ap..pak forex py hmen lazim phly experenc or knowleg hasil karna chahye ..jab ye sab chezen honge tab mehnat karny sy achi trade or acha bonis hasil kar skty hain..so hmen sub chezo ko achy sy sekh k pak forex py mehnat karni chahye..taky hum.kmyab ho sken
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

                        assalam o alikum dear member apki bt bhi bilkul sahi ha lakin m ye khna chahun gi k agr koi ember mehnt krny wala ha r usky pass knowledge ni ha to koi msla ni ha wo apni mehnt sy learning bhi kr sakta ha r knowledge bhi hasil kr sakta ha knowledge ka na hona un logn k leay msla ha jin m mehnt krny ki khobi ni ha jo log mehnti hen wo kuch bhi kr sakty hen
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

                          Forex trading mn achii Mehnat uss waqt faida daiti hy jab ap ka pas acha experience ho tab acha faida daita hy
                          Aor jab acha knowledge ho tu hi acha profit daitii hy pak forex trading business bhot acha business hy iss Business mn jitna acha work kia jay tu hamn utna acha faida hasil hita hy
                          Iss liye dil laga kar work mehnat sy work karen kamyaabi zror hasil hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

                            Yah Bhi aapane Ek Bar theek hai ki Jab Tak Main original train ka pata nahin Lagta To Ham yahan se Kuchh Bhi Nahin kar sakte hain friend ko nikal Lena bahut jyada important hota hai kam Mein stability rakhne ke liye trend Mein kam karna jaruri hai agar ham log friend Nahin nikalenge To Ham Yahan per Kabhi bich long time ke liye working Karke Aage Ki Taraf apne business ko develop nahin kar Payenge position ko sambhalna bahut jyada important hota hai yahan se
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat bhi uss waqt faida deti hey jab ap k pass acha knowledge aur experience ho

                              G dear agar ham mehnat karty hai. Tu hamen iska phal zrur milta hai Forex main baghair knowledge aur experience se mehnat krny Ka koi faida Nahin Forex main Acha aur knowledge wala Kam jr ky he ham kamyab trader ban sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X