G Han users ap ny bilkul sahi suna hy keh analuse karny main aor anadaza laganey main ik bohot barra farq hy
Analyse karna kia hy
analyse karny se murad yeh hy k jub bhi hum koi trade lagaen to us se pehly relax hokar graph ko chek karen market ki movement ko chek karen watch time ko check karen newsv ko chek karen
is k baad demo par try karen phir real main trade lagaen
isko kehty hain keh analyse kr k trade lagana
Andaza kia hy
anadaza yeh hy ki ap ny market ko dekha k kuch dair pehly kahan thi to ab opar jaegi ya nechey isi ik bat ki bunuyad par ap trade laga dety ho jo k kamyab nahi hoti aksar
post achi lagey to haosla afzai zaroor kardena

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим