Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?
    A.A!
    Dear members hr business k start krny se pehlay hmain us business ki strength ar weakness pr khasisi dhayan daina hota hae tb ja kr hum aik kamyab businessman bn skty hain.
    Business chahy forex ka ho ya phr koi physical business hmain koi chez laity waqt market trends ko bagaor daikhna hota hae aya k market strong rahy gi ya nae?
    Issi trah apki patience ka bhi bht sahara laina hota hae. Aj agr aik stock loss de raha to ye hr giz nae k aglay 10 ya 20 dinun main bhi loss de ga. Same is the case with forex.
    At the end apka tajarba jo k bht hi ahm hae.

    Umeed hae apko post pasand ae hogi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

    bhai jan ap nay bahot hi achi thread ki hy bhai jan mn ap ko vbtan chta hon k ham agr khd say treading bagair demo use kiay krnay lag jaty hyn to ham kabhi bhi loss say nahi bach sakty han agr ham demo ko use krty hyyn to ham phr ja kar loss say bach sakty hyn or ik trah ka ham profit hasil kr sakty hyn .
    • #3 Collapse

      Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

      Forex main risk say bachna ka lia aap ko sabar ka sath kaam karna chaiy aap jitna zayida sabar ka sath kaam krtay hai aap risk bi Kam la gay agar aap jald bazi main kaam krtay hai tu aap zayida risk la gay tu aap ko loss ho sakta hai forex main aap ko sabar say kaam karna say kamyabi ho gi
      • #4 Collapse

        Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

        Risk lena ya na lena traders pe depend krta hai risk kam ho ziada is mein traders ki lalach involve hoti hai kisi ki kam aur kisi ki ziada lekin yeh lalach jitni bhi ho account balance k liye nuqsan deh hoti hai kionkeh iski waja se 2 chezien hoti hwin ya tu loss ya profit aksar ko loss hota hai jis mein un k account wash ho jaty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

          Trad lagaty hwe jab hum News daikh len gy tu hum asaani sy Trade lagany m Risk sy Bach jayen gy
          Pak forex trading business bhot acha business hy acha kaam hi acha Trader ki aik pehchaan hy
          Pak forex trading business mn good work knowledge sy karna sy acha faida hasil kia jaata hy Pak forex trading business bhot acha business hy iss lye dil sy kaam karyen ager Successful hona hy tu achii tarh sy trade achyy pair per karein
          • #6 Collapse

            Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

            Walakam assalam dear aap na bhot aachi baat ki hay main aap ki baat sa agree karta hoon k instaforex trading aak bhot he risky bussniss hay iss k risk ko kam karna k laya hum ko chaya k hum markit ka aak aacha analysis kar lana us k bad he trade open karan aur sab sa phalay jab aap trade open karan to stop lose lazmi adject kar lana kyun k iss sa aap ka account wash hona sa bach sakta hay
            • #7 Collapse

              Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

              salam friends humin forex main humin apni learning ke liye mehnat krty rehna cahye qk hum agr apni mehnat ko tawajho din ge to hum kafi had tk trading main risk leny say bach jaty hain.qk agr achi learning acha knowledge ho ga to humin na kisi risk ka samna krna pare ga r na hi kisi loss ka.
              Jazak ALLAH ツ
              • #8 Collapse

                Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

                is forex main hamain risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run kar sakty hain aur hamain market main bi knwodlge ho ga tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi up aur down ko dekh k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi trned ko use karna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

                  hamy is main knowledge or experience hasil kar ky kam karna chahey hum demo account main rozana 2 ganty ke practice ky bad experience hasil karty hain hamy is main meyare kam karna chahey forex aik international business hain yai aik acha business hain hum is main jitna kam karty hain yai hamy is ky hesab sy bonus dyta hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

                    Welcome dear friend agar aap Forex Mein risk Se Bachana Chahte Hain To Main aapko Bata Dun kya aapka chahie kya Jyada Se Jyada experience share Karen iske liye aapka demo font mein jyada kam karna hoga jisse aapko Kafi Achcha profit Hasil Hoga agar aap isase Jyada experience Karenge to aap ka risk Mein kam ho jaega aapko Jyada To jalva Hoga Ki kaun si value Kitni Umra Kitni niche jaati hai isase aap real account mein acchi trading kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

                      Dear member forex trading mae risky tradi g bhe hote h js se apko acha fayda hota h agar ao aone blance k hisab se risk lte hn to risky tradi g se apko kabhe fayda bhe hota h mtlb apko kabhe profit bhe hota h kabhe apko is forum mqe loss bhe hota h to ap ko chahe k ap bht zayda ahyiyat se risk lin thanks
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main hum Risk se kis trah bach sakty hain?

                        Assalam o Alikum dear members of forex.
                        G agr hmein bht sara trading experience r knowledge ho r hum market analysis krna janty hn to hum kbi b ak risky trading nai krein gy risky trading sa hmein loss e hota h es liye trading expert bnny k liye ap k pas experience r knowledge ka hona bht zarori h.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X