Different between posting and thread.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Different between posting and thread.?
    Dear forex member.
    Ap sub mjhy batain k pak forex forum main thread or posting main kia fark hy.or es deffrent ka knowledge main hona zarore hai k nahi..?🤔
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Different between posting and thread.?

    Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends forex min post kesi dosry k thread p jwab ki sort min dia jta hai jo wo pochy us k knowledge r experience min azfa kia jta hai r thread jo hum likhty hun to hum dosry members se forex forum r forex trading business market k bary min jnty hun sekhty hun un se informative chez hasil krty hun
    • #3 Collapse

      Re: Different between posting and thread.?

      Ine donon mein kafi Fark Hai thread wo hai jo aap sawal karte Hain aur post wo hai hi jo aap jawab dete Hain isliye achcha kam Karen posting Karen aur aur threads bhi lagaen magar unki quality bahut acchi rakhen kyunki agar aapane quality acchi na rakhe to phir aapko achcha bonus nahin aaega isliye a quality per compromise bilkul bhi mat Karen Taki aap ki mehnat zaya Na Ho
      • #4 Collapse

        Re: Different between posting and thread.?

        asssalam o alikum dear and respected forex member ap sab kesy hein umeed hy keh ap sab khariyat sey hun gy apnuy bht hi acha swal kiya hy threads wo hein jis per ham koi swal pochty hein kisi members sey jub keh post wo hy jis per ham reply kerty hein apnuy threads per ham khd reply nhi kerty hein jub keh doosroo key threads per ham jo reply kerty hein to usey post kha jata hy.
        • #5 Collapse

          Re: Different between posting and thread.?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Faizasaeed پيغام ديکھيے
          Dear forex member.
          Ap sub mjhy batain k pak forex forum main thread or posting main kia fark hy.or es deffrent ka knowledge main hona zarore hai k nahi..?🤔
          Dear friend post wo hota ha jis main him kisi k thread pe reply karty han or thread hum khud new post open karty han us ka reply ni karty han sirf thread open karty han is ley humy 3 sy 4 thread open karny chae han or maximum posts k reply karny chae han humari daily ki limit 50 posts han total is ley humy apni limit puri karni chae ha
          • #6 Collapse

            Re: Different between posting and thread.?

            hum forex mai live posting kar ky acha bonus kama sakty hain forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah hota forex aik acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: Different between posting and thread.?

              hum aik din mai forex mai 50 posts kar sakty hain or hum 4 thread bana sakty hain hamy mayre kam kaarna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee business haain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Different between posting and thread.?

                Post r threads mai different hota hai threads wo hain jo hum forim per apni traf se kuch pochny ya share kerny k liye post ķerty hai r is ka eik title dety hain nichy description likhty hain r posting wo hai jo hum kisi ki threads per reply kerty hain jesy k mai apki thread per comment ker rahi hun to ye posting hi hai
                • #9 Collapse

                  Re: Different between posting and thread.?

                  thread or posts maai farak hota hain hum aik din mai 50 posts kar sakty hain or hum 4 thread bana sakty hain hamy mayre kam karna ho ga forex aik wasee business hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Different between posting and thread.?

                    dosto pakistan forex forumsa ap sab waqifhan ka hamlog yahanposting or thread karty han jis sa hamen bouns milta ha or ham log us bouns sa forex par trade karty han yahan posting or thread sa ham log dosry tak apna knowldge sharer karty han daily ki 50 post karty han post main kisi bhe sawal ka jawab dety han or thrad woh ha jo ham dosry logo sa sawal poichty han
                    • #11 Collapse

                      Re: Different between posting and thread.?

                      Pak forex forum men jo posts r threads ka option hay k ap ne 50 posts dily kerene han r 4 threads is per ap ko forum k taraf se month end per bonus milee ga is men jo threads han wo jab koi member ko forex se related koi problem atee hay to wo aik new subject se cerat kerta hay take apne problem dosree member se poch sake,r posts jab hum kese k thread ka reply kerte hn to wo post kehlatee hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Different between posting and thread.?

                        Thread mn hm kud apna unwan pesh kerty hn us ko apni trf sa brief b kerty hn or dosron sa janny ki koshish kertay hn k is ka solutions Kia ho sakta h. Post wo hoti h jis mn hm kisi b thread ka jawab daty hn. Hm apny knowledge k mutabik dosron ki thread ka jawab daty hn wo post hoti h as common hm dono ko post b kehty hn.
                        • #13 Collapse

                          Re: Different between posting and thread.?

                          Dear friends threads wo hoty hain jis Mein ham ya to sawal krty hain ya kuch share krty hain or posting Mein ham sawal ka jawab dety hain... Or threads or post ki limit hoti Hai mtlb 50 post or 4 threads ka jis ko hamein complete krna hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Different between posting and thread.?

                            posting vs threads 1 Din Mein Ham 50 posting kar sakte hain 50 zyada post nahin kar sakte yah Ek Din Ka Hamara target hota hai aur posting karne ka matlab yah Hota Hai Ki Kisi Ki Bhi Threads ka jawab dena Forex se related posting Mein Ham Apna Apna experience share karte hain Forex related posting Mein Hamen Forex related hi baat karni chahiye aur posting se se Hamen knowledge Milta Hai Kyunki log Sab Yahan Apna Apna experience se share kar sakte hain posting mein Aur Is Se Hamen UN logon ka experience Milta Hai jisse Hamari confusion yah problem solve Ho Jaati Hai yah Hoti Hai posting... threads mein Ham Sawal Puchte Hain Logon se threads me Aksar ham log knowledge share karte hain Apna experience share karte hain Logon Tak aur isse Logon Ka fayda Hota Hai Hamen Threads create kar aate Waqt yah Baat Nahin rakhni chahiye Gaye Ek Din Mein Ham sirf 4 threads create kar sakte hain apni is opportunity ko Hamen Kahin vast nahin karna chahiye aur Forex Mein Hamen is Se Bhi zyada experience hota hai. Hamen isse bahut zada help hoti hai aur isse ham dusron ki bhi help kar sakte hain...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Different between posting and thread.?

                              Ghar Ke Aage Ki Taraf dismissed galat kar sakte hain aur kamai bhi Itni Jyada kar sakte hain Forex trading karne ke liye aap ko smart hona lajmi hai aap Har time Yahan Par online the market market ki movement per Dekhen Kaise hoti hai iska next level kya hai iska target kab next change change Hoga Aap Yahan per Apna achievement kaise kar sakte hain aapko market Mein karne se Milta Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X