20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain
    Asalamu Alaikum friends.
    20$ ka account kitny trade ek time mai carry kar skta hain suppose ek 0.01 ki haim or agr 5 trades open hain to total lot size hogaya 0.05 to is way sy pocha hain k kitny dollar par kitna lot use karna chaia total taky us sy zayda trade open nahi kary.
    Senior can give more satisfying answer
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

    agar aap 20 Dollar ke account ke upar lot size karna chahte hain to aapko pata hona chahie ke currency pair ke upar jyada se jyada 0.10 ki lot size lag sakti hai 150 leverage ke upar agar aapane leverage badhakar 1 ratio 1,000 rakhdi hai to use waqt aap $20 ke upar Jo lot size laga sakte hain vah 1.5 ka lot size laga sakte hain
    Last edited by ; 19-12-2019, 09:33 AM.
    • #3 Collapse

      Re: 20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

      Dear friend forex trading men 20 dollars ka bonus bahut kam hey trading k liay lekin agar ap k pass acha knowledge aur experience hey tu 20 $ pe bhi trading kar saktay hen lekin bilkul small lot size ko use karen aur currency pairs pe trading Karen aur 0.05 ki lot rakhen
      • #4 Collapse

        Re: 20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

        Dear baat ya hay k itna kam bounas per aap baaz pair per to trade open he nahi kar saktay hain jasay oil ho gaya jab k currency per aap 0.05 sa laya kar 0.10 tak ki lot open kar sakti hain jab k gold per aap 0.01 ki lot k sath trade open kar k ager aap k pass knowledge ho to aak aachi earning kar saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: 20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

          Madam waisay tou aap 20 dollar sae gold mein bhi 0.01 ki lot kay sath trading ker sakti hain hain lakin iss mein loss kay chances zayada hotay hain agar aap 20 dollar sae currencies mein trading kerain gay tou aap ko iss ka bahut zayada faida ho ga kyun kay currencies mein loss kam hota hai
          • #6 Collapse

            Re: 20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

            20$ bonus kay saath Agar currency pairs mai trading kerni hoto pairs kay spreads ko daikhtay huay lot size select kerna chaiye. 20$ aisa balance nahi hai jiss mai aik ya ziada say ziada 2 trades kay elawa ziada ka risk lia jaa sakey. Aur lot size bhi 0.01 say tak he kaafi hai. Iss Tarah trade ko ziada Der tak hold kia jaa sakey ga. Crude oil mai fixed spread 0.30$ hota hai aur 1 pip move 0.10$ ki hai uss mai 20$ balance kay saath aik he trade 0.01 lot ki kaafi hai aur wo bhi tab ho jab profit kay 100% chances mojud ho. Sub say behtar 20$ ko save rakhna aur next bonus ka wait kerna hai takay balance ziada ho jaey tou trading ker li jaey
            • #7 Collapse

              Re: 20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

              Dear agar trading ka rule dekha jaay to money management k mutabik bonus accouont par ap ka lot size 0.02 banta hay but agar currency pairs par trading kari hain to ap 0.05 tak lot size use kar sakti hain q kah currency pairs zayada say zayada 300 say 400 pips opposite ja saktay hain aur etna opposite janay par bi ap ka account wash nai hoga.
              • #8 Collapse

                Re: 20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

                Bahut hi kam capital hai ismein trading naahi kare to best hai next apna capital increase Karthik trading kar len..
                • #9 Collapse

                  Re: 20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

                  forex aik wasee business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasiala ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain hum gar mai bath kar kam kar sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasail nahi ho ga is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: 20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

                    Dear friend agar ap ka acou t 30 s ka hy to as main ap log size cransy pear par 0.05 ki trade laga sakty hain qu k ap ka as say margan bhi kafi khatam ho sakta hy aur yeh lot size ap kelye babter hy aur ap ko chahye k ap serf atny acount par cransy par hi trade karen gold par trade na karen to hi ap keleye acha hy qu k gab gold ki movement hoty hy to as say bary bary acount wash ho gaty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: 20$ ka account kitna lot bardash kar skta hain

                      20$ dollar ka account Jahan Tak Mera andaza hai Chanda humein Kam se Kam hi lot use karna chaiye hum is mein jitna Kam lot use karenge utna humara faida hai aur forex mein humein zaida se zaida hardworking karni chaiye jitni hardworking karenge humein is mein utna acha bonus milega aur us se humara account acha hoga aur 20$ k account mein ap minimum lot use kar sakty Hain bonus account hai toh is mein ap 0.03 lots use Karen use zaida apka magrin nae hoga aur apko agar acha margin chaiye toh apko achi hardworking karni paregi jitni ap hardworking karty ho utna acha apna bonus ata hai aur forex mein humein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat karne se hi hum kamyab hoty Hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X