risk management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    risk management
    hamy risk manangement kar ky kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai expert ban ky risk ly gy to he hum agy bar skay gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai pairs mai or currency mai live kam kaer sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: risk management

    risk management tu bohot zarori hai forex mai kiun ma forex ak asa business hai jis mai zyada loss or profit kum hai is lia dear risk management ko huma lazmi use krna chaya ta ka loss na ho or agr ho jaya tu bara na ho atna ho ka hum log osa recover kar sakain is lia dear forex mai zyada s.zayda mahnat karian ta ka huma acchi earning hasil ho
    • #3 Collapse

      Re: risk management

      Forex mein humain risk bhi lazmi lena perta hai aur iss kay beghair forex mein kamyab bhi nahin hua ja sakta iss lye humain chahyea kay hum forex mein risk ko manage ker kay hi trading kerain aur trade laganay sae pahele hum apni trade mein risk ko calculate kerain aur agar calculated risk lain gay tou kamyab hoon gay
      • #4 Collapse

        Re: risk management

        Agar aap daily basis per kam karte hain aur Yahan per daily basis per 50 post Karte Hain To aapke account mein ek acche wala bonus aaega aur aap iski Abhishek acche wali investment create kar lenge yah investment Aane Wale Desh mein aapko Kafi Jyada aapke account ko strong banaegi aapki system ko management ko bahut Achcha Kar Degi aapko chahie kabhi bhi aapko backside ki taraf Nahin dekhna chahie aur Achcha kam Karke earning Karni chahie to
        • #5 Collapse

          Re: risk management

          g han bhai jaan jab koi idaara sarmaya kaari ka faisla karta hai to, woh khud ko mutadid maali khatraat se dochar karta hai. is terhan ke khatraat ki miqdaar maali wasail ki qisam par munhasir hai. yeh maali khatraat ziyada mehengai, sarmaye ki mandiyon mein utaar charhao, kasaad bazari, dewalia pan, waghera ki shakal mein ho saktay hain lehaza, is terhan ke khatraat se sarmaya kaari ki numayesh ko kam se kam aur control karne ke liye, fund minijrz aur sarmaya car jisk managment ki mashq karte hain. khatray ke intizam ko munasib ahmiyat nah dena jabkay sarmaya kaari ke faislay karne se maeeshat mein maali bohraan ke waqt sarmaya kaari par tabahi prhskti hai. asasa classon ki mukhtalif aqsam ke sath mukhtalif satah ke khatrah munsalik hotay hain misaal ke tor paraik fixed dpazt ko kam khatrah sarmaya kaari samgha jata hai. doosri taraf, aykoyti mein sarmaya kaari ko aik khatrah mansoobah samgha jata hai. jisk management ki mashq karte hue, aykoyti sarmaya car aur fund manager –apne port folyo ko mtnoa banatay hain taakay khatray se numayesh ko kam se kam kya jasakay
          • #6 Collapse

            Re: risk management

            g Han dear apki baat Shai hy es me agr koi bhi Kam krny wala trader managment seekh jata Hy wo es me kamyab ho skta Hy es leay koshish kren Kay apna lot size aik limit me rakhen apny balance Kay mutabik wrna es me ap ko serf loss hota hu risk jitna Kam ho sake AP utna ka Len
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #7 Collapse

              Re: risk management

              Risk management forex mein bht zruri ha agr ap aik achi trading krna chahty haen tu ap ko risk management ko ahmiayat daini ho ge ap kbhi bhi achi trading ni kr sako ge agr ap risk ko manage ni kro ge tu. Q k forex risky business ha aur risk ko manage kr k chalaen ge tu ye ap ko nuqsan ni de ga.
              • #8 Collapse

                Re: risk management

                Risk management g forex trading ka sab se zayda faida yeh hai k is mein hum trading karte huwe risk management se chal sakty hain aur is mein risk ki ratio buhat kam hai aur forex mein humein zayad se zayda mehnat karni chaiye jo is mein jitni mehnat karta hai uska is mein utna faida hota hai aur forex mein hum risk ki management se chal sakty hain aur trading kar sakty hain aur trading karte huwe humein apny account ki capital k hisaab se hi trading karni chaiye aur is mein kam se kam lots use karni chaiye taaky is mein trader ka zayda nuqsan na ho aur trader ka humesha faida ho aur forex mein mehnat jo karta hai woh hi trading mein kamyab hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: risk management

                  G haan dear main aap ki baat da itafaq karta hoon aap ki baat bilkal thek hay k instaforex trading aak bhot he risky bussniss hay iss main thori si be galti bhot zayada lose ki waja banti hay iss laya iss main hum risk nahi laua saktay hain aur iss k laya risk managment kar k he trade open karni parti hay wo iss tarha k trade ka stop lose use kar k aur choti sa choti lot k sath trade open karan
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: risk management

                    hamy risk management kar ky kam karena ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai night mai be kam kr sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga is mai hamara koi be boss nahi hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X