new comers zada mistakes karrty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new comers zada mistakes karrty hain
    agar hum forex mai nw hain to hum suro mai mistake kar dety hain lakin hamy mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum acha bonsu kama saky gy or hum loss ko katem kar sakay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik wasee business hain is mai hamara koi be boss nahi hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bahtrn business hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy learning gain karne ho ge or hamy analysis ko use karna hho ga pher he hum market mai runing gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai hum pairs mai or currency mai kam kar sakty hain forex mai new comers ko demo ko join karna chhaey hum aik sal mai expert ban saky gy forex aik assa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning bee deta hain hum is mai out off cost account bana kra be kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new comers zada mistakes karrty hain

    Bohot achi information di Hy dear so ny new commers agar ye baatn ghor sy parhen aur un par in true spirit Amal kren to es me wo acha Kam kar Kay shuru me hi acha earn kar sktye hen aur choti choti ghlaltian Bary nuqsaanat Kay leay kafi hoti hen
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: new comers zada mistakes karrty hain

      hun new comers apny kam main mistakes ziada kerty han wo is tarh k un main knowkedge ki kami hoti ha jub unhin apna kam kerty hoay koch wqt guzar jata ha tu unhin experience ho jat ha ager wo apni mistakes ko repeat karein gy tu is se unhin kamiyabi nhi mil sakti ager hum na forex main kamiyab hon aha tu humain is main mehant se kam kerna ho ga aur humain apni mistakes se sabuq seekhna ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: new comers zada mistakes karrty hain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Role پيغام ديکھيے
        agar hum forex mai nw hain to hum suro mai mistake kar dety hain lakin hamy mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum acha bonsu kama saky gy or hum loss ko katem kar sakay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik wasee business hain is mai hamara koi be boss nahi hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bahtrn business hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy learning gain karne ho ge or hamy analysis ko use karna hho ga pher he hum market mai runing gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai hum pairs mai or currency mai kam kar sakty hain forex mai new comers ko demo ko join karna chhaey hum aik sal mai expert ban saky gy forex aik assa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning bee deta hain hum is mai out off cost account bana kra be kam kar sakty hain
        Ji bilkul new traders hi jyada mistake karte hain Kyunki unke pass Jyada experience Nahin Hota aur Jaise Jaise Unka experience increase hota hai unke trading ki ability acchi Ho Jaati Hai Aur FIR vo trading karne mein bahut kam mistakes karte hain aur profit Jyada banate hain
        • #5 Collapse

          Re: new comers zada mistakes karrty hain

          Dear aap na bhot he aacha thrwad keya hay hamaray new trader jo hain wo iss thread ko lazmi read laran kyun k iss main har us mistake ki nashan dahi ki gahi hay jo har har new trader kartay hain wasay be new banda jis be bussniss main ho start main khuch na khuch galti hoti rahti hay iss laya new trader ko chaya k apni mistake ko control karan aur aak aacha trader ban ja hain
          • #6 Collapse

            Re: new comers zada mistakes karrty hain

            Ghaltion ko ignore nhi karna Chahiye balke us se seekhna Chahiye ta k next time k liye wo ghalti dubara na duhrai jae
            • #7 Collapse

              Re: new comers zada mistakes karrty hain

              Yes my dear friend you are right and I am agree with your opinion that forex trading is a worldwide business which is very complicated and hard and we have to work hard to understand this business because we need good knowledge and experience for that business. My dear friend there is no ending learning in Forex trading business because it's a wide range of Business and if we can learn more at will give us more. Our focus should be on the learning because we can get good profit and good earning when we have good learning.
              • #8 Collapse

                Re: new comers zada mistakes karrty hain

                walcome to pak forex .agar hum forex k members hen to human chahiay k jis chess ka human pta hay hum who forex k new members ko lazme btain ta kay jo bhe un say mistakes hoe hen who un say avoid kren forex aik aisa busnis hay jis me ap ko subar say kam karna pray ga agar lalch me akay kam kren gay to ap ko loss ho jay ga aor forex me aik to ya saholat hay k ap agar real acconte par kam kar tay to loss me khatm kar letay asliy demo acconte banaya ta k ap us par practice kren aor loss say b chin .
                • #9 Collapse

                  Re: new comers zada mistakes karrty hain

                  G haan billkul AP na tk kha forex ma Jo new members hota Han wo forex ma bohat sari mistakes krta Han lakin in SB members ko chahia forex ma agr koi galti ho bi jy us sa seekhain or next time wo wali galti na kran keon ka galtion sa hi insan seekhta ha lakin new members ko chahia ka wo apna senior sa mashwara la KR forex ma Kam Kia kran tu pr kamyab hon ga or bohat acha acha profit hasil ho ga keon ka senior ka pas forex ma bohat zada knowledge hota ha jis sa wo AP ki help KR ka AP ko kamyab bna sakta han
                  • #10 Collapse

                    Re: new comers zada mistakes karrty hain

                    Welcome to instaforex .jee hay forex pay jo new log inter hotay hay.wo apnay na tajurba kare ke waja say mistake bhut Kar baithtay hay.hum sub forex members ki un ko help Karne chahiy
                    Take dobara un say mistake na honay paay.aor wo bhe acha Kam kare forex pay.aor acha profit hasil Kar.
                    • #11 Collapse

                      Re: new comers zada mistakes karrty hain

                      Assalam o Alikum dear members of forex.
                      G dear forex ma jb new log join krty hein to unein start ma forex ma kaam krny ki smj nai ati r wo bht si galtiyan krty hein, dear galtiyon sa buchny k liye hmein ciye k hm apny seniors ko follow krein r un ki advises prr amal krty hoye forex ma kaam krein ta khm galitiyan na krein r bgt sara profit kama sqein.
                      • #12 Collapse

                        Re: new comers zada mistakes karrty hain

                        g han dear bilkul new member mistakes khud to nai kerte likn un se ho jati han kuin ke start mein forex business ko sumjna kafi mushkil hota hy es liye ager ap senior member start se jonier member ke help kerte han to wo mistakes se bach ker acha kam kerne se kamyab hone ge jab ke zeyda mistakes kerne se kamyabi nahi milti
                        • #13 Collapse

                          Re: new comers zada mistakes karrty hain

                          New members bahut mistakes Karte Hain Is liye jaruri hai ki sabse pahle Banane Ja sale Karen Uske bad experience cancel Karen aur FIR kam start karen Is Tarah WhatsApp profit Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: new comers zada mistakes karrty hain

                            Ji bilkul Forex mein aane wale new log Sada mistake karte hain lekin vah time ke sath Sikh Jaate Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: new comers zada mistakes karrty hain

                              g an bhai jan ap ny suchi bat ki hai or new commers ko zyda loss hony ki aik he wjah hoti hai or wo yah hoti hai k wo zyda forex k bary main jan nahi rahy hoty hain un o un ki he trading karny se expiernce mil rha hota hai jo kuj loss se mil rha hota hai or kuj profit lay kar sikh rahy hoty hain laken aiik din wo bhi aik bahtr trador ban jaty hain or kamyab ho jaty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X