mehnat may he profit hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat may he profit hay ?
    welcome to all forex sweet members. jee ha agar aap forex may work kar rhay ho to aap ko profit tub he mil sakta hay jub aap dil laga kay khob mehnat kare gay. aaj tak jo bhe forex may kamyab hua hay us nay sirf aor sirf mehnat he ke hay...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat may he profit hay ?

    Agr ham is kam my ham mhnataapani ham bhot zeada ham krygytouski wja sy hi ham is kam myagybarh sgy gy agr hamri mh atis jam my zeada hogi toham is myzeada achi trha syham kamyab ho sgy gy jb tak ham is my mh at hi nai kry gy ham is my kamyab hi nai ho sgy gy shai hamaya is my apni mhnta k stah hamaya is my agy barhna chiya our hamy is my kamyab hona chiya shai trha sy ham is my kamyab ho sgty hy
    • #3 Collapse

      Re: mehnat may he profit hay ?

      Welcome to instaforex.jee ha sis jee aap nay bhut ache bat ke hay .hum agar forex pay kamyab hi sakte hay to sirf mehnat karnay say he kamyab ho sakte hay.jub dunya may hum nay sirf Karne he mehnat hay to phir forex pay he q na kare .ta kh hum apne Zindagi sawar sakay...
      • #4 Collapse

        Re: mehnat may he profit hay ?

        j han yeh to such hy keh kuch panuy key liuy kucch khona bhi perta hy hamin bhi forex mein kamiyabi ko panuy key liy apna time bhi forex ko dena hoga ager ham iss mein daily lagan sey aou sencerity keysath kaam krein gy to hamin is sey acha knowledge hasil hoga aur apna work achi quality and achi quantity ki wja sey kernuy per hamin bonus bhi acha miluy ga apnuy thk hi kgha hy keh mhnat mein hi proft hy//,.
        • #5 Collapse

          Re: mehnat may he profit hay ?

          jee han dear ap ny thek kaha hai agar ham mhenat sy trade lagaty hain or analysis karty hain market jo nazar me rakhty hain tu hamy kafi profit hasil ho jata hai
          Achy Threads py thanks tu banta hai na
          • #6 Collapse

            Re: mehnat may he profit hay ?

            Ji han janab aapki baat bilkul theek hai hamen Forex main hamesha mehnat ke sath kam karna chahie aur hamesha achcha aur high quality wala kam karna chahie Agar Ham mehnat ke sath kam Karenge to hi Ham achcha profit Hasil kar sakenge
            • #7 Collapse

              Re: mehnat may he profit hay ?

              G dear apki bat blkl theek hi mehnat min hi barkat or profit hi jitni hum zyada megnat kringy utna hmara profit zyada hoga isliay zyada bonus hasil krny k liay mehnat krin
              :1f60d: Dear 1 thanks to bnta hi :1f627:
              • #8 Collapse

                Re: mehnat may he profit hay ?

                Assalam o Alaikum dear ap ny bilkul right Kaha Jo mehnat krta hai usko zror profit milta hai Forex main mehnat krny se hum boht earning kma skty Hain or apni life badal skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat may he profit hay ?

                  han g mhnt karny main bi kamyab ho sakty hain aur hamain is forum main planing kar k hi hum achi trade karein gay aur har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is forex main bi trade kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain aur hamain market main bi information achi ho ig tab hi hum real main bi trade kar k hi hum run karien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat may he profit hay ?

                    hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum apny boss ap he hoty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat may he profit hay ?

                      Han g apki bat bilkul sahi hai forex main eahi log kamyab hote hain jo mehnat karte hain. Acha bonus hasil kr k profit hasil karte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat may he profit hay ?

                        Hello welcome to Forex kaisi hai aap ummid karte hain ki aap khairiyat se Honge my dear aapane bahut Achcha Sawal share Kiya Hai . Mehnat main hi profit hai jo log mehnat Karenge vah zaroor Kamyab Honge. Kyunki business Koi Bhi Ho my my most respected member jab tak usmein mehnat Karne Wale Nahin Honge To vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakta so mehnat Karen aur acche trader Bankar Pakistan Forex member Mein acchi Yaar Ne kam karne ki Pakistan forex business Aisa business hai jismein jo jitni mehnat karta hai usko uski mehnat ka phal zaror Milta Hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat may he profit hay ?

                          Ji ji apny thek kaha he ham mehnat hi k zarey acha bonas Kama sakty Hain or yeh mehnat hi tu ek aisa phal he k is jaisa koi or ni ho sakta mehnat kar k hi ham yeh tawaqoat bandh sakty Hain ham ek achy tredar ban kar na siraf apny gar k maashi halat behtar bana saktybalky apny Pakistan ki bi maashi halat ko bi behtar bana sakty Hain Allah kisi ki mehnat ko Zay ni karta
                          بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat may he profit hay ?

                            Mehnat kay baghair kisi bhi kaam mai kaamyabi nahi milti hai. Jiss Kam mai bhi mehnat ki jaey uss mai kaamyabi mill jati hai. Forex aik aisa business hai jis mai kaamyab honay ki pehli shart he mehnat hai. Jitni mehnat forex mai ki jaati hai utna he return bhi zarur mil Jata hai. Forex trading mai traders learning aur knowledge aur experiences kay sath kaamyab hotay hain iss liye inn mai mehnat karain aur kaamyab ho jain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat may he profit hay ?

                              Jo log samajhte Hain Ki vah expert Hai Ham Logon Ko chahie Ki vah long time ke liye trading Karen aur earning cartage a long term trading karne ke bad advantages Hai Iske nuksan hone ke chances bhi bahut jyada kam Hote Hain kamyabi ke sath kam karne ke liye ine Sab chijon Ko follow karna padta hai Jitna Jyada ham log in ko follow Karenge earning karne ke chances account constable rakhne ke chances increase Hote Jaenge Ham Sabke

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X