Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga
    Forex main aap ko kaam karna ka Lia sahat ka bi khly rahkna chaiy aap ki sahat theek ho gi tu aap acha Kaam Kar ka kamyabi hasal Karay gay agar aap ki shat theek nahi ho gi tu aap acha Kaam nahi kray gay tu aap ko business main nakaami ho gi iss Lia aap ko acha kaam Karna ka Lia shat ka bi khly rahkna chaiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

    G han dear ap ki nat theak hai kay humain kam kay sath apni shat pay bhi tawajo dainye chye kiyu kay ager ap ki helth he khrab ho gaye tu ap es mai acha kam kis tarha kar saktye hai jub kay ap es say faida kaisye laye saktye hai tu apni helth ka khyal rakha karain
    • #3 Collapse

      Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

      Han g ye bat theek hai ke agar AP ka mind fresh hai aur AP bilkul confidence mein hai to AP zaror kaam karain aur AP ko faeda bhi ho ga magar agar AP beemar Hain ya AP confuse Hain to bilkul bhi jaldbazi mein trade na karain AP jab fresh hon theek hon AP ke analysis pe market aye to phir AP zaror enjoy karain kyon ke tab hi AP achi trading Kar sakte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

        Kuch log forex trading men ziyada profit lenay k liay din rat trading kartay rahtay hen jiss se unn ki health kharab ho jati hey iss liay koshish Karen k pahlay apnay time ko adjust karen ta k trading bhi achi ho aur rest aur neend bhi poori ho jay ta k health pe koi effect nah ho kiun k health achi ho gi trading kar saken gey
        • #5 Collapse

          Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

          Hi gan sab dy phly hmen apni tbiat ka khyal rakhna chahey agar hm apni care karyn gy to hi acha kam kar payn gy tbhi acha kam kar payn gy hmen apny kam par dehan dana hy to apni care karna lazmi hy hmen fresh mind kam karna chahey apna khyal karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

            dear ye aik bhot acha business hy es me ham ghar beth kar kam kerte han or acha kamte bhe han es liye forex business me daily ka dail kam kerna hota hy to work ke sath apni sehat ka bhe khyal rakhin kuin ke tabiyat thek hoge to work bhe aram se kar ske ge wrna kafi disturbing ke sath kerna kafi mushkil sa lgta hy
            • #7 Collapse

              Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

              Gar ham apana bhi sahi trha sy ham khayal rakha kry totb hi hamy is my faida ho sgy ga jb ham apani mhnata kry gy hamari tabiat sahi hogi to t tb hi ham is kam my ham shai trha sy ham kamyab ho sgy gy hamari is kam my mhnata hogi to tb hi ham is kam my sahi agr rehna hy to is my hamaya pan6 ap ko hhi sahi rakhna chiya
              • #8 Collapse

                Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

                Dear friend aapane bilkul theek kaha main aapki is baat se aagrah karta hun Agar aapko Pak 4x forum mein kam karna hai to aapko chahie ke aap Forex forum mein kam karne se pahle apni tabiyat ko fresh karne aap trade karte waqt fresh mind se trade Kiya Karen tu Hi aap is Se achcha profit Hasil kar payenge
                • #9 Collapse

                  Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

                  Tabiyat bhi acchi Hogi To Kam bhi achcha Hoga yah aapane bilkul theek kaha hai Hamen chahie ki Ham Apne tabiyat ka Mera Khush Rakhe Hamen is Mein Kabhi Bhi Na Ho Ramesh mein bahut hi jyada mehnat karna chahie Chitra se kam karna chahiye Dil Laga Ke karna chahie aur Hamen ismein bahut hi jyada Mat Karna chahie Chitra se
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

                    bhai Mere Pyar Mein Ham Logon Ko Pakistan Forex form ke rules ke mutabik post Karni chahie Aisi post karne se Ham Logon Ko nuksan hota hai aur Hamara bonus delete ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

                      Saq305!
                      Well said brother aik sehat mand dimag aik sehat mand jism main hi hota hae. Mehnat krain but set direction first. Jitna ap khud ka khayal rakhain apni health ka khayal utna dair pa hi ap future main move kr paingay.
                      Lihaza koshish krain k mehnat with right direction main hi krain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

                        Forex main work k sath hamein rest bhi karna chahiye jis se hamara mind fresh ho jata hai our is tarah forex main hamari sehat bhi achi rehti hai jis ki wajah se forex main hum acha work kar sakte hain our achi earning hasil kar sakte hain our forex main trading hamin fresh iour active mind k sath karni chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

                          Physical Health g humari jab physical health achi hogi toh is mein hum achi trading kar sakkenge. Aur forex mein humari health sab se zayda important hai is liye humein apna khayal rakhna chaiye uske bad hi humein forex mein kam karna chaiye jab hum physical buhat zayda Normal hoty hain toh hum achi trading kar paty hain aur forex mein humari sab se zayda many rakhny wali cheez humari health hai jab hum is mein mehnat karte hai toh humis mein kamyab trafing kar paty hain aur forex mein humari kamyani k liye is mein zayda se zayda mehnat karni chaiye jo mehnat karta hai woh trading mein kamyab hojata hai aur forex mein kamyabi k liye is mein zayda mehnat karni chaiye jo kehnat karta hai kamyab hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

                            Asalamu Alaikum.
                            Acha kam achy mood par bht depends karta hain . Agr mind fresh ho or kam karny ka bhi dil ho full interest and energy k sath kam kary to is ka bht high impact hota hain kam par automatically posting thread ka mayar bht acha ban jata hain laken agr same asa jab mood off ho to kam ki quality bht mutasir karti hain dusra wo kam karny sy behter na karna hota hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Tabiyat bi achi ho gi tu kaam acha ho ga

                              G han Forex m work krny k leay seht or tbiyat Achi hint chaheay agr hmari seht Achi hogi Tu hmara mind bhi active Hoga is trah se hum Forex m achy treqy se Kam jr skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X