mera ap sub members sy ye sawal hy ky jub men post krta hn to mazeed new post show na

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear ap jub b post karin to thread ko read kar k kia karin tub ap jub b post karin gy ap k zehan sy aik dum aje gi k ap ny is ki post ki ha k nahe aur dekh kar soch smj k posting karin
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Bhai mai apko btana chahoo ga k agr ap 1 post ka reply kr detay hai or us k bad agr new posts pr click krtay hai or agr apko post show nhi hoti to apko wait krna chahiye ya phir browser ko refresh krna chahiye Q k esa tb hi hota hai jb pak forum ka server posts ko update krta hai or new posts members ko deta hai.or jis b post pr ap reply kro gay us post pr orange colour ka sign bna aa jaye ga jiska matlab hota hai k is thread pay post kr di gyi hai.
      https://t.me/pump_upp
      • #18 Collapse

        Meray kahyl main to aap tab par kam kartay hain, tab main aksar ye masla ho jata hay keh new post show nai hoti, lekin pc ya laptop par ye masla nai hota, jab aap aik post kar datay han to us thread kay sath aik green color ka arrow ka nisahn aa jata hay, jis say pata chalta hay keh is thread par comments post ho chuka hay,
        • #19 Collapse

          g bahi jo problm ap k sath hy who kabi kabi mery sath b hota hy ye koi khas masla nahi hy ya to hamey net pe masala hy ya nwkwork buzy hota hy ap ko pershan hone ki zarort nahi q k bad me ye post up load ho chaky hoty hy me ne khoud chek keia hy.don,t wery
          • #20 Collapse

            dear ap jo post be kertay ho wo ho jati hay mare khyal main to ye koi problem ni hay is ko bad main check ker lain to ye ap ko nazer a jay ge perhaps net ki speed slow ho gi aur jo post ap ker latay ho is per aik arrow ka mark leg jata hay jis se pta chalta hay k ye post ap ne pehle ker li hay.
            • #21 Collapse

              Brother mujay us k bray pta nahe ha agr kasi dost ko pta ho to share kray mein forex trading ko like krta hn real mein trading sy koi best nahe ha phlay trading ko learning kro phr earning kro.
              • #22 Collapse

                Assalam-O-Alaikum ye to bhai jan bohat simple c baat hey key jab be hum kisi post ka reply kartey hen to hum ko us post ko usi time close kar dena chahye aur jab hum koi new post open karen gey to ager us post par green nishan show ho raha hoga to hum ko pata chal jay ga key ye post hum ney already ki hoi hey.
                • #23 Collapse

                  bhai woh thread per arrow bana hua aa jata hai us se ham ko pata lag jata hai ke us ka ham ne jawab de dya hai simple hai is me zyada pareshani nahi hoti hai ham ko or ham easily jo hai woh posting kar sakte hain bas arrow wali post per reply nhi karna chahiye .
                  • #24 Collapse

                    Jee bhi aap is ka zaker aik bar pehlay apnay comments main bhi ker chokay hain aik aap ki post show naahin h rahi aor wahan aap nay khud hi is ka jawab diya hy keh month end ka wait kerna chahiye ager pher bhi problem solve nahain hota aor aap ko apna bonus naahin mil pata to admin ko batayain.
                    • #25 Collapse

                      han dear is business ko achi trah learn krein phir aap kama krein aur post ki theek trah sy kia krein kuch loog to waqi aisi post krty hain k jo read bhi nahi ki ja sakti hai is liye ehtyat sy posts krein
                      • #26 Collapse

                        yes g han ye bat ap ny belkol teek ki hy ky posting ky doran aksar asa ho jata ky jo hum post karty hy wo hamy nazar nahe aty lekan bad my os ka hamy pata chal jata hy
                        • #27 Collapse

                          Ap jis kisi post ka reply kar detey hain us mien ik arrow ka xhota sa nishan aa jata hai ap us nishan sey pata laga saktey hain or new thread show nahi hotey to ap new page per move ho jaien is tarah sey ap ko new threads mil he jaingy means key jin ka reply ap ney nahi kia howa hoga.
                          • #28 Collapse

                            apne acha sawal kya bare bahi k hame kese pata chalega k ham ne ek post pe ek hi comment kya hain ya ziyada ye ek bara masla hain pak forum k malkan ko chaiye k past pe asaa option dena chaiye k jis se hame maloom ho k ham is post pe commet kar chuke hain ...
                            • #29 Collapse

                              ji mein app ki bat sy agree krta hhun esa hi hai es liey mein yehi kahun ag app first kl pages mein jaen wahan ati hai new posts .................................................. !
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                if you do not able to find that no further postings available for answering then if you have some kind of question in your mind then you can open a new thread over here in this forum to ask it from other friends.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X