Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?
    Forex trading mai traders aisi bohat si strategies apply kertay rehtay hain jiss say unhain faida hota hai. Aisi kon si strategy hai jisay achay aur successful traders ki nishaani kaha jaa sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Forex trading mai traders aisi bohat si strategies apply kertay rehtay hain jiss say unhain faida hota hai. Aisi kon si strategy hai jisay achay aur successful traders ki nishaani kaha jaa sakta hai?
    Dear friend ap ny both acha sawal kea ha k forex trading main different planning or strategy istamal kar sakty han jis sy humy ache earning kar sakty han achy trader asi strategy or planning banaty han jis main wo ache earning kar sakty han uny loss ni hota ha q k wo proper money management or risk management sy trading karty han is ley humy money management or risk management sy trading karni ho ge jtni ache planning or strategy sy trading karny gy to humy loss ni ho ga or hum behtar trading kar sakeny gy is ley humy apny knowledge or experience ko ziada sy karna ho ga or apny account k mutabiq trading karni ho ge small lots sy trading karni ho ge or proper stop loss or take profit istamal karna ho ga jis sy humara account bi safe ho ga or hum behtar trading kar sakeny gy
    • #3 Collapse

      Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

      Dear agar ap ne ais market mai dekha ho to ais mai her trading strategy sahe hai aor ais market mai jo log kamyab hai wo ais mai koi bhi aik trading strategy lagaty hai aor aus par mehnat karty hai agar ap ais market mai kaam sekh lety hai to ais market mai ap discipline k sath kaam kar sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hai agar ap ne ais market mai mehnat karni hai to ais mai aik trading strategy ko learn kar k ais market mai kamyab ho sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai ais mai ye ni hai k jo successful traders hai aun ki koi special strategies hai jin par wo log kaam karty hai aor ais market mai se paisa kama lety hai wo log ais market mai plan k sath kaam karty hai aor ais market mai atna zayda risk ni lety hai jis ki waja se aun ka account wash ho jaye.
      • #4 Collapse

        Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

        Mere khayal mein agar hum aik aisy strategy banatey hein jis mein hum bohot hi kam risk le saken aur hamari jo trade lagi ho us mein risk bohot hi kam ho aur profit ka jo reward ho woh bohot hi ziada ho aur is trha ki jo strategy hoti hey woh hamare liye kafi ziada faida mand hoti hey aur is kisam ki strategy ke sath hum bohot hi ziada asani ke sath work kar saktey hein. jo traders successful hotey hein woh ziada lambi chori strategy use nahin kartey hein woh always bohot hi simple kisam ki strategy use kartey hein lekin unka jo trading ka style hota hey woh bohot hi ziada different hota hey woh kabhi bhi is business mein greedy nahin bantey hein aur always fully Money management ke sath is mein work kartey hein aur yehi wajha hoti he keh woh is business mein achi trha se successful ho jatey hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

          Achy trader ki yeh nishani hoti hai ky woh forex market main kisi bhi pair main sirf aik hi trade open ker ky continue kerty hai aur agar loss hi raha ho tou isko control kerny ky liay sirf second trade open kerta hai warna aik hi trade open ker ky continue kerty huey acha profit main trade close kerta hai aur sath main her open ki jany wali trade main stop loss aur take profit zarur use kerta hai

          Ham bhi agar aik time main aik hi trade open ker ky trade continue rakhty hain tou hasil hony waly profit ko ham withdraw kerwa sakty hain agar aik waqat main zyada trades open hon tou beshak kuch main profit bhi hota rehy tou faida nehi hota ky ham aesy profit ko running loss ki waja sy withdraw nehi kerwa sakty hamain chahiay ky aik hi trade open ker ky continue kerain Beshak hamari open trade main stop loss hi hit ho jaey lekin jab tak aik trade close na ho second open nehi kerni chahiay

          Trading stretigy wohi best hoti hai jis sy loss kam aur profit zyada hota ho aur her koi apni apni stretigy ko use ker ky acha profit hasil kerta hai successful traders forex market main trade kerty huey different stretigies ko use kerty hain jo market ky behaviour ky sath sath stretigy bhi change kerny rehty hain
          • #6 Collapse

            Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

            Friend ap ny bot acha question kea hy successful traders hmasha soch smj kr or trading ko sekhny k bd asi stertgy bnaty han jo unan km loss or zyada sy zyada faida dy wasy to traders bot c planning karty han bot c stertgy bnaty han ta k unan zyada sy zyada profit mil sky mgr kamyab traders hmasha aik hi stertgy bnaty han wo hmasha money management or risk management ki bunyad pr kam krty han successful trader stop loss or take profit ki stertgy use karty han is tra wo achi trading b kr paty han or achi learning hasil krny m b successful hoty han successful trader aik wakt m aik hi trade open karny ki stertgy apnaty han or choti lot size trade open kar k hi faida uthaty han is sy unan loss agr ho b to km hota hy jisy wo easily cover kr lyty han
            • #7 Collapse

              Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

              Assalamu alaikum dear Forex trading numbers multiple strategies use karna best trader ki symbolic pahchan hoti hai hi aapko maloom hona chahie Forex trading mein ek strategy har waqt use karna profitable nahin ho sakta agar aapko Forex trading market mein profitable trading karna hai to aapko professional working karna hogi iske liye aapko Forex trading market ki currently situation ko understand karna hoga indicators and oscillators use karte hue market mein proper workout karna hoga Forex trading market mein leading indicators ko use karna best trader ki nishani hai Jo trader market ko samajhne ke liye struggle karte hain apna goal and planning karte hue trading market ko samajhne ke liye senior trading member se advice lekar trade initiative lete hain unko zyada fayda hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

                Planning ki vajah se Ham Logon Ko market Mein profit mil sakta hai isliye Ham Logon Ko acchi se acchi planning karna ho gai jitni acchi ham log planning Karenge Ham Logon Ko itni jaldi is market Mein profit mil sakta hai aur ham log itna hi acche profit banaa sakte hain market se aur ham Logon Ko Itni hi jaldi kamyabi mil sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

                  Ji han bilkul Harsh strategy jisse aapko profit Ho Achcha profit Hota Rahe vah Ek acchi strategy Hoti Hai Ek Achcha friend hi samajh sakta hai usko Bana sakta hai Jaise ke bahut Sare Aise log Hain Jo ke Forex software ke real indicators ko hi use kar ke acche trading kar rahe hain Kyunki bahut Sare Aise indicated maujud Hai Jin ki madad se market trend ko Maloom Kiya Ja sakta hai aur unhen ki buniyad parchi trading ki Ja sakti hai ek experience Reddit hi acchi strategy banaa sakte hain aur Khud bhi Banai Ja sakti hai agar aap demo account mein kam Karen demo account mein apni Sabhi tricks to use Karen district se aapko Jyada benefit Ho vah aapki Ek acchi strategy Ban jaati hai aap usse Achcha profit hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

                    Assalam walekum Pyare bhai jaan aapane bahut hi accha question Kiya Hai full traders Hamesha Soch samajhkar aur trading course sikhane ke bad Aise tarike kar banate hain Jo unhen kam loss aur Jyada Se Jyada fayda date Hain Waise to trailers barzer planning karte hain bahut se tarike ka banate hain Taki unhen Jyada Se Jyada profit mil sake Magar Kamyab traders Hamesha ek hi tarike kar banate hain vah Hamesha money management or risk management ki buniyad per kam karte hain successful traders stop loss or profit ke tarike kar use karte hain Is Tarah vah acchi trading bhi kar paate hain aur acchi learning Hasil karne mein bhi Safal Hote Hain full traders Ek Waqt Mein Ek Hi trade open karne ke tarike kar apna Te hain aur Chhoti lot size trade open karke fayda uthate Hain isliye unhen loss Agar Ho Bhi To Kam Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

                      Dear forex members forex trading may achay aur kamyab traders hamesha analaysis kartay hoye trading kartay hay aur forex trading may hamesha market ki movement Kay mutabiq trading kartay hay to kamyab hotay hay ake acha aur behtareen trader hamesha trading may apni trade open kernay say pehlay market ki movement ko monitor karta hay phir jis currency pair pay ya commudities pay trade open karni hoti hay uss say related knowledge aur news ko monitor kartay rehtay hay aur jab unko market ki movement ka koi acha aur positive point milta hay tou wo market may entery kartay hay.

                      Achay aur experienced traders hamesha fundamental analysis aur technical analysis ko istamaal kartay hay aur market ki movement trends aur news ko analysis kartay hay aur phir uss Kay mutabiq trading tools aur indiactors ka istamaal kartay hoye trading kartay hay to kamyab hotay hay.

                      Ake acha aur behtareen trader hamesha trading may jab apna order place karna chahta hay to pehlay market Kay up wards aur down wards movement ko analyz Karta hay phir uss Kay mutabiq trade ka lot size select karta hay aur stop loss aur take profit ka istamaal bhi karta hay tou zayada behter results hasal karta hay.

                      Forex trading may traders ko bohut zayada kamyaabi hasal karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may Jab market ki buying movement aur selling movement Kay trends ko judge kartay hay phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to unko nuksaan nai hota hay balkay unko zayada profit hasal hota hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

                        Assalamu Alaikum, Her trader ki apni trading strategies Hoti hein, jiss say wo trading or analyse karta hy, koe Kisi ki strategy ko copy Kar k profit hasil nhi kar sakta, humein khod k experience aur knowledge say apni strategy banani chahie taky hum achy trader Ben sakein, Achi Strategy say he Acha profit hasil Kiya ja Sakta hy, or losses ko low Kiya ja sakta hy.
                        Instaforex is the Best broker
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kon si strategy achay traders ki nishaani hoti hai?

                          normal

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X