Refund Money. Withdrawal Problem.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Refund Money. Withdrawal Problem.
    Dear friends.

    Kal main ne aik request sirf 2.40 dollars ki lagai thi aur aaj jab main ne check kya to mujhe yeh option likha mila hai meray mt4 kay trading terminal main " REFUND MONEY ". Aur meray request ki gai amount bhi 2.40 ki wapis trading main shamil ho gai hai.

    Aisa kyun hua hai? Aur is ki kya wajah hai koi dost details say bata sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mean ap sab ko ya mashvara don ga k forex trading account open karnay say pahlay achi tahra sarch kar lean ta k bad mean withdrawl ki problem na ho ki achay our registerd broker k sath hi kam karean
    • #3 Collapse

      asslamo alaikum bhai jan mein tu ap ko yai he kahon ga ap us site k admin ko mail kar k us soulution lo woh ap ko theak batay ga par aik bat hay k yar un fees chargs he 3.64 doller hay aur ap ka order tu kam hay
      • #4 Collapse

        Assalam oalikum to all, bai jaan aap ko ye problem is liay ae hai k aap ki withdraw rakam bahut kam hai , aap 10 $ draw karen , INSHALLAH Ho jain gay.
        • #5 Collapse

          main sara week he trading karta hun or friday ko trading stop kar daita hun.mery khyaal say agaar hum weekly ya daily basis pay trading karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or is main apna career banna sakty hain.
          • #6 Collapse

            jab hum order ko place karty hain to humain is main trade karna hoti hay is main humain learning karna hoti hay agr humain success haisl karni hay to learning kar kay achy say kam karna ho ga jis ki base par market main kam karna humary liye sai ho sakta hay magr humain profit ko withdraw nai karwaya to hum is ko insta main reuse kar sakty hain
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Bhai agar apko ye problem arahi hai to is main koi bra msla nahi hai aisa ho jata hai kabhi kabhi ap tension na lain blky forex walon ko mail kr k apni problwm bta dain mere lhayal main sb sy juldi apko wo is baat ka solition bta skty hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Jb bhi ap withdraw lga kar koi trade lga dety heintu apka withdraw nai hota aur wo refund ho kar ap ke account balance main shamil ho jata hai is ley withdraw lgany ke bad us ke process ko pura hony tak koi mazid trade na lagein tb ap ka withdraw refund nai bilkul apko transfer kia jay ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Iski reason Yeh Hai Ke Jab Apne apni withdrawal ki request Kardi toh uske baad aapne Koi order open nahi karna jab tak aapke request complete nahi hoti aapne wait karna hota hai aur Jaise hai aapki request complete hoti hai phir aap new order coupon kar sakte hain
                  Agar aapne request ke complete hone se pehle Hai Apna order open kar liya toh aap ka withdraw refund Ho Jayega Woh process nahi hoga isliye wait kiya Kare Jab tak aap ki withdrawal request complete nahi hoti

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X