knowledge!!!!!!!!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agar aap k paas is market ka knowledge nai hai to aap is main successful trader nai ban saktay ho is main aap k paas forex trading ka proper knowledge ka hona lazmi hai is say aap ko is main survive kar saktay ihain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Knowledge bht ziada important hota hai AGR apkay OAS knowledge hai toa ap kabhi bh thori so investment main bh ziada earn kar saktay hain so apko phlay learn karna chahye or Phr earn
      • #18 Collapse

        Dekhain forex main kamyabi key leye aap ko learning aur practice ki buhat zaroorat hy. Without learning agar luck aap ka sath dey to theek hy warna ghalt. Lekan luck hamesha sath nahi deti. Is leye aap ko chaheye keh forex ko learn karain aur demo account main is ki practice karain, takeh aap ko market ka trend samjh main aa jaye aur aap is qabil ho jaye keh real account main trading kar sakain.
        • #19 Collapse

          knowledge to forex trading ki base hay is k bin kamyabi bilkul b mumkin nhi hey qk knowledge ho ga to forex samjh main aaey gi or jab samjh aaey gi tabho ham is k barey main jaan saktey hain or is main practice hasil ker k bussiness ker saktey hain.
          • #20 Collapse

            Agar Aap Kae Paas Knowledge Nahi Hai To Mere Hisab Se Apka Market Main Kamyab Hona Bohot He Zada Mushkil Hai Forex Business Main Agar Kamyab Hona He To Learning Zarori Hai Thanks
            Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
            • #21 Collapse

              My dear friend market without learning and practice, because its very risky business, and without knowledge and understanding of the trend using different technical indicators the earning is very difficult, only those traders take good profit form this market that have good knowledge and experience of this market.
              • #22 Collapse

                her kaam ko kerney key lie us key barey mein malomaat hasil kerna bahut he zarori hota hai isi lie forex ka kaam kerney key lie bhi knowledge bahut he zarori hai
                • #23 Collapse

                  nhi, agar hamein trading ka market ka knowledge nhi ho ga aur hamein ye nhi pta ho ga k trade kis time lgani ha aur kis time close krni ha to hum successful nhi ho saken gy blke loss kr bathen gy.
                  • #24 Collapse

                    forex ko join karne se phale me darta tha k forex hamen loss na de mager me is omed se kam kar raha hon k esa nhi ho ga or without knowledge k ham koe bhe kam nhi kar sakte
                    • #25 Collapse

                      Dear bagair knowledge kaya ham koi bhi work ni kar saky gaya ham bs agr hamy forex mai work karna hai to hamy experance huna cahya taky ham earning zayda kar saky.
                      • #26 Collapse

                        assalam o alaikum bhai jaan me to abe new member hn bhai mera kayal ha ke achi trah trading ko samaj nay ke leye achi knowledge or acha experience bhot zarori ha warna loss me chaly gai ge so gain knowledge thank you
                        • #27 Collapse

                          G han brother humen is main knowledge ko khud hasil kar sakty hen han pehle humen achi tarhan sy demo account ko use karna chahiye ta k humen knowledge hasil ho
                           
                          • #28 Collapse

                            Knowledge and learning are the basics to be successful in this business.. Without these things we cannot be successful there.. Without these things we will get seriouse loss from this business..
                            • #29 Collapse

                              g nai janab jub tk haamry pass knowledge nai ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                nahi ji bhai jan aap ko is business ki knowledge hasil karte hue kam karna chahiye jitni is business ki aap ke pas knowledge and experience ho ga utna he aap ko is business se faida mile ga or aap zada se zada kama saken ge is business se .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X