hum din ma kitni post ker sakte hen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum din ma kitni post ker sakte hen?
    salaam hum din ma kitni posts ker sakte en per day koi kehta hai 40 to koi kehta hai 50 to koi kehta hai 30 what is your right ans share your opinion please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear bother ap one din ma 30 sa 40 posting easy kr ksate ho bother kaho k online ma best real work hy bother forex trading ga bother
    • #3 Collapse

      forex pa posting ki din main koi limit nahi ha lakin forex main monthly posting ki limit ha ap apni montly posting ki limit ko cross nahi kar sakty agar ap apni montly limit ko cross karo gay to ap ap ka account disable ho jaya ga ap din main agar 40 post karo gay to ap easy raho gay
      • #4 Collapse

        Dear sir pakistan forex forum aap ko aik month main 1250 posts ka bounas deta hay aap nay 1250 posts aik month main karni hoti hain and aik din aap jetni marzi kar lain.
        • #5 Collapse

          My Dear, wese to is men koi limite nahi he agar aap chahen to ek din men aap 200-300-400 post bhi laga sakte hen per ye bohat hi mushkil he jeeeee.
          to aap is kaam ko itna mushkil na bnayein balke ap rozana hi 45-50 post lagain.
          • #6 Collapse

            dear din main to is koi koi limit nahe hai lakin aik month hai is ki limit hai k hamara bonus month end per 200 dollar tak ja skata hai. to hamain is limit ko mad-e-nazar rakh kr positng karno ho . yani daily k 7 se 8 doller ki posting kar lain q k baz okat ham kam nahe b kar sakty .
            • #7 Collapse

              G janab yay ap pr depend hy ap din mai kitni posts kr skty hy bcz is forum mai posting ki din mai limit nai hy ha monthly kuch limit suni hy mai ny ky 1200 hoti hy baki abhi itna conffurm nai hy.
              • #8 Collapse

                Is forum sey hum aik month main about 250 dollar ka bonus ley saktey hain aur us hisab sey haum 1200 posts kar saktey hain aur daily basis par agar aap dekhain to hum 40 posts kar saktey hain. Hamain yeh kam buhat imandari sey karna chaheye aur forum key rules key mutabiq karna chaheye. Agar hamari post mayari nahi ho to is ka bonus cancel ho jata hy. Yeh aik acha platform hy aur hamain is sey faida uthana chaheye.
                • #9 Collapse

                  hum din me apni marzi se jitna chaye kersakt ehain forum ne limit rakhi hoi hy lekin app isme apna kaam taregt set kerlein aur jitna kaam app limit me easily kersakt ehian apko kerna chaye hy.,.
                  • #10 Collapse

                    hum jab posts karna chahty hain to is main sab say phly humain forum ko use karna ho ga jis say hum market main kam karty hain ta kay trade main kam karny main humain bonus hasil ho sakay bonus say humain trade karnay kay liye achi earning hasil ho sakay magr daily is main humain 50 posts karna hoti hay jis say market main kam karna ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Mere bhai ham forex forum.pai daily 50 posts kr skty hain is sy ziada nahi kr skty per kum kr sjty hain agar ham busy hon to ap kum posts b kr skty hain laikin 50 posts krny k baad apko khudi msg ajata hai k ap is sy ziada posts nahi kr skyy
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        jahan tak mera khayal hai pak forum k rules k mutabiq ab hum pak forum pai ek din main 50 post eh kars akte hain us se zdia post ni kar sakte hain q k agar hum us se zadia post karain gay to humey message ajaye ag k apki posting limit full hogaye hai
                        • #13 Collapse

                          dear posting ki daily limit ka sahi andaza to mujy be nahi hay, old system me to ham 50 post hi kar sakty tey magar new system ka kia rule hay es key bary me mujy bilkul be koi knowledge nahi hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            dear is kaam main apko koi rukawat nai wo to hamari mehnat pay depend hay k ham kitna day saktay hain postain krnay main ham ko is baat main koi pabandi nai hay jitni marzi karain no tention.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X