Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain
    Asalamu Alaikum friends.
    Forex mai trade open with stop loss wesy to bht zaruri hain or bht sari wajao mai say ek ye bhi bari waja hain stop loss use ka k agr stop loss use nahi kary gy to account continuously loss mai rahta hai. Or asay loss mai account rahye to hum withdraw nahi karwa skty hain withdraw k liay account ka profit mai hona zaruri hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

    dear g han ap nay sahe bat ki hay jis time main ham koi stop loss use kertay hein is time main ham ki trade open ho jati hay is main ham ko chye k ham is main kisi bhi kism ki jald bazi nah karein is main ham ko chye k ham is main jo bhi kam karein phelay is main apny account balance ko deikh ker k kam ko kertay rhnachye .
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

      g aaap nay sahee kaha forex trading may koi be member maray khyal may expert os waqth he bantha hay jab wo sahee time par trading tools ka istimaal srekay kionka aap jab be apne trading may tools ka istimaal nahee karthay tho aap ke trading mehfooz nahee hothe our khas kar stop loss agar aap use nahee karangay tho aap ka loss aap ke capacity zay bahar ho jathahay is liay tools use karnay chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

        Dear members trading main stop loss ka istamal is lit Kia Jata hy kiun k is main AP ko ek accha profit Hasil hota hy r AP ka loss b control main rehta hy jb AP apny tade pr tawajaha Nazar nahi rakh paty Hain to stop loss agr laga ho Gaye to trade auto pr band ho Jaye ga r AP ziada loss sy Bach Jain gy.
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

          Yes ham loah stop loss nahi lagate is ki waja se bhi buhat masla hota hai kyon ke hmain ye nahi pata hota ke market Kahan Jaye hi aik andaza hota hai aur agar wo andaza galat hota hai to phir AP ko loss hota hai ya koi news ati hai ya kuch bhi aesa hota hai jis se market Mein clash a jata hai to phir us time AP ko buhat bara loss ho ga agar AP ne stop loss use na Kiya to
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

            G my dear friends ap ny correct bath share ki hy pak forex main hum unlimited benefit earn tb hi karty hn jb hum as main stop loss use kartty hn pak forex main unlimited struggle karin aour stop loss ko cm sy cm karin kue ky as main hum juld bzi main gult trade laga jaty hn aour ki waja syhumsin both bhra loss ho jata hy .so as sy bchin .
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

              g han stop loss lazmi use jarna chahye our ye hamari account ke big loss our account ko wash hone se bachai rakhta hai our is ka istamaal apne trade par kazim kar lian kyun ke is ki badolat hi ap kamyabi se ap trading ko kamyabi our profitable bana sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

                yes stop loss zaroori hai ager stop loss hi nehi ho ga to aap ko ek to bohot losss ho sekta hey dusra agr aap apna loss close nei kero gey to aap ko apnay account sye bhi haath dhona per sekta hain aur apko is main har trade main stiop loss use karna chhaye to hi ap is main achi kamyab hasil kar sakte hain
                Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                :1f4af:
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

                  Walikum asalam. Jee sis je aap nay thek kaha hay jub hum treding may tred open kartay hay to hame zarore hay ke stop loss ko zarore open rakhay
                  Ta kh hame loss ziada naho aor hamara account bhe safe rahay.q n ke hamara bonus account bara he qeemte hay.isay hum ihtiat say use kare.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

                    Ji han janab ye bat tu hai kay ager ap es mai stop lose ka istamalmkartye hai th ye ap ko kafj faida daita hai kiyu kay es kay use say ye bat tu comfirm hai kay ap ka account wash honye say bach jata hai na tu ue kam ap peroty say karain
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

                      Aapane yah Baat to bilkul sahi hai kya karun ismein loss Hoti Hai To Hamen Apne dost ko recover karna chahie khilana chahie Agar Ham Apne dost ko kabhi bhi Rahega
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

                        Asslam o alaikum dear forex member aapki baat sahee hay stop loss Lagane se Hamara Jo account hai vah wash hone se save ho jata hai aur yah Bhi Ek best opportunity hota hai ki Kis Tarah account ko save kiya jaaye Agar Hamara loss continue rahata hai aur agar agar Ham stop plus Nahin Lagate to Agar market Hamare opposite Nahin Aata aur bahut opposite a Chali Jaati Hai To Jahar hai ki account wash ho jaega is liye stop loss lagana bhi best hay ..
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

                          g han bilkul bhai jan forex trading mai har trade main stop loss use karna bhot he zaroore hy chye wo jonir member hy ya pher senior member tamam member zaroor stop loss ko use karen ager ni karen gy tu khuda na khsta trade loss par chl pare tu account bhe wash ho sakty han is liye stop loss ka use bhot he zaroore hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss use karny ki ek aham waja ye bhi hain

                            Respected members apni ka account sev rahata hai aur loss kam hota hai jo aasani se recover ho jaaye..

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X