Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?
    Dear brother forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey kiun k forex trading jo log stop loss ko use nhi kartay unn ko loss ziyada hota hey jiss ki waja se account jaldi wash ho jata hey aur trade lagatay waqt stop loss ko use karnay se loss ko aik jaga fix kar letey hen tu phir ziyada loss nhi hota aur account bhi safe rahta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

    jub hum na risky trade lagi ho tu humain us level pe jahan humara acount wash hony k qareeb ho tu SL ko set ker dain jis se humara acount safe rah sakta ha aur humain bht bara loss bhi nhi ho sakta ager trading safe ha tu SL ko set kerny ki koi zarorat nhi.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

      main aap sab ko aik baat batana chahao ga kh ham jo stop loss lagaty hain to os main ham bhoot barey aik to ghalti hhe karty hain our dusrey ghalti nai bhe karty ku ka khuch trade bhoot zeada loss main ja kar he profit makn atai hain to stop loss jo ham lagaty hain vho hamra loss kar daita hay our agr ham ni bhe lagaty to hamra account eash bhe ho skata hy es ka faida bhe hy nuqsaan hhe
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

        Stop loss use karnay say hmari tread kabhi bhi stock nahi hoti or hmara account safe rahta hya or hum ko iss may kabhi loss nahi hota or hum iss say achi earning start kar saktya hya or stop loss use karnya say hmara account wash kabhi nahi ho ga iss liya hum ko sl or tp use karni chya hum ko iss say achi earning ho sakti hya.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

          g haan baai g forex trading may stop loss ko buhut ziada ahmiath hasil hay kionka agar aap kise trade may stop loss nahee lagathay our aap trading karthay hay tho is say aap ka trade buhit ziada ghair mehfooz hotha hay our loss ke soorath mah aap ka account wash be ho saktha hay lekin agar aap stop loss use karay tho loss ke soorath may be aap ka account wash nahee hotha.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

            Forex trading main stop loss ke buhut benefits hain stop loss lagana zaroori hota hain maine kafi baar loss se sikh liya hai ki stop loss na use karne wale ke saath aisa hi hota hai so bhaiyo main stop loss ka matlab samjh chuka hoon agar ye na lagaye to har trade khatre mein hoti hai aur isi liye stop loss ke yahi benifites hain
            Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
            :1f4af:
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

              Agar aap stop loss nahin lagate aur Market aapke against chali jaati Hai to mumkin hai ki aap vah mauka Hi Na Mile apna order close karne ka kyunki aisi situation Mein do tarah kiye halat hoti hai ek to aap emotional hote Hain jiski vajah se aap apna order close nahin karte kyunki aap ko bahut bada loss nazar a Raha hota Hai aur possible hai hai ki market itni fast ho kya aapko order close karne ka mauka Na Mile Jahan aap jaate Hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

                my dear friends main abi new hoon yahn par ur mujhe zayda kuch be nhi pata hein is bary masin main abi kuch tym pehly he join kiya hein is liya zayda kuch be nhi janta hon main stop loss k kia benfite hoty hein jab he pata lgfa to main ap sub sy zarur share kro ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

                  Ji janab forex mai stop lose kay kafi faidye hai kiyu kay ap ager es mai stop lose ka istamal kartye hai tu ye ap kay acvount ma lose aik he side say karta hai yani kay us kay agye tak nhi ho ga aur stop ho jaye ga aur baki ap ka account safe ho jaye ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

                    Asslam o alaikum dear forex member aapki baat sahee hay stop loss benefits yahi hai ki Hamara account was hone se save ho jata hai aur bad Mein Ham use loss ko cover Karke Apna Jo account balance hai usko level kar sakte hain aur account save kar Jana hi Hamari kamyabi hai aur ek acche trader ki hint hota hai isliye stop loss ke sath take profit ka bhi zrur use karna chahie....
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

                      hello dear friends stop loss safe trading k leay use hoti ha agr ap log rules k mutabik lot size use krty hen to kbhi bhi stop loss na lgaen r apni trades ko kbhi bhi loss m close na kren blky rules k mutabik lot size lga k sirf tp set kren sl ki zarort ni ha q k agr trade loss m jati bhi ha to wo wapis zaror ay gi lakin agr lot size ziada use kr rahy hen to sl lgaen ta k account safe rahy r wash na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

                        Stop loss Kamyab trader Zaroor lagata Hai isase account bhi sev rahata hai aur loss bhi kam Hota Hai..
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                          Dear brother forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey kiun k forex trading jo log stop loss ko use nhi kartay unn ko loss ziyada hota hey jiss ki waja se account jaldi wash ho jata hey aur trade lagatay waqt stop loss ko use karnay se loss ko aik jaga fix kar letey hen tu phir ziyada loss nhi hota aur account bhi safe rahta hey
                          apni redmi stop loss ko use karne se aapka account market ki fast movement se sev rahata Hai Kaun ke market Mein moment to every second hoti rahti hai lekin Ham every second apni trade Ko Nahin dekh Sakte isliye Apne account capital ko safe rakhne ke liye stop loss aur take profit ka use karna bahut jyada Jaruri Hota Hai han trader ko chahie ki vah apni Har trade mein se use Karen
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

                            Stop loss say ap kaa account wash honay say bacha sakta hay is liya jab bhi ap forex trading karhay too ap koo stop loss zaroo lagna chahiya is ka ya fidha hay kay agar ap kam ki wajha say market ko nai dak rahay too ya ap ka account wash honay say bacha lay gaAa and agar account may balance ziydha hay too ya ap ka aur loss say bacha lay gaa
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading men stop loss k kiya benefits hen ?

                              forex trading main stop loss ka faida yah hota hai k jub hmain loss hota hai tu hmara acount wash nahi hota hai or jub hum stop loss nahi lgaty hain tab loss hony par account wash ho jata hai es liye apko apni trading main stop loss k sath trading kani chahye ta k apko apki trdaing main apka account bhi save rahy or apko loss bhi otna ho jis sse hum apna loss asani se recover kar saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X