kya robort trading ma use kerna chaeya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    pahlay too hmain robot ko bht ziada chek karnay ka bad hi use karna chahya ku kai yah bht say robots hain jo kai ziada achay hotay hain oor koi zara itna acha nai hoty ..Main too yahi soochta hoon kai agar aap ka paas time hai too aap robots ko use na karain but agar time nai ha too aap robot use kar saktay hain..oor us time hi use karai jab investment ziada ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      No dear ye aik asa business ha jis me hmen robot se kam nahi laina chahye kyun k agr hm is business me robot se kam laity hain tu hmen kafi loss ho sakta ha kyun k wo aik bejan cheez ha or us se hmen koi experince b nahi hota ha isi liye hmen robot se kam nahi laina chahye
      • #18 Collapse

        main app ko sahi batoun main ne to sahi baat ha k forex trading sirf or sirf instaforex.com or es forum se he seekhi ha kioun k es main kafi acha meterial ha or es main kafi knowledge ha main to es se he sab seekha houn app bhi chack kar lo
        • #19 Collapse

          bhaiu ham tu khud he kamkerte hian sis leye haem khud kamkerna bhut acha bhe lagta hia ye robos kamaern amujhe tu bhut he fazoll kama lagta hai
          • #20 Collapse

            No dear hmen robot ko trading me use nahi karna chahye kyun k robot aik bejan cheez ha isi liye hmen chahye k hmen is business me hmeshah mannual trading karni chahye kyun k mannual trading se hi hmen is business me acha experince hasil hota ha
            • #21 Collapse

              i think in black barry and in windows or HTC mobile there are so many new features which supports high terminal also.
              so there is no need of processor but must need a good OS. .....
              • #22 Collapse

                ye to ap ki khud ki marzi haai magar main to ye use bhi nahi karta hun q k main ney to menual par depend kia huwa hai
                • #23 Collapse

                  mary khyal say trading may robot use krna tekh ne ha becoz kuch bhe ho sakhta ha .agr robot tekh say set ne howa tu ap ko loss bhe ho sakhta ap kas ko kusur war khy gy .agr ap ney kud loss kiya ho ga tu next br as mistake say bech sakhy gy
                  • #24 Collapse

                    dear har koe apny mutabiq tradinng karta ha .lkn maray khiyal ma tradinng buhat best ha is sy ap ko experiance aur knowledge dono milta ha rebot tradinng ma koe khas faida nahe ha
                    • #25 Collapse

                      bhai agar aap kam karty hoto aap ko pata hota ha ka many jo trde lagai ha us pa loss ho rah ha ya profit agar aap robot pa shor do to aap ko kb loss hoga aap ko pata bhi nahi chaly ga ya glat ha,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,.......................................... ........................................
                      • #26 Collapse

                        Dear mere kheal se hmen robot se kam nahi laina chahye kyun k robot se hmen kafi loss ho sakta ha kyun k wo aik bejan cheez ha isi liye hmen is business me hmeshah mannual trading karni chahye kabhi bhi hmen is business me robot ka use nahi karna chahye
                        • #27 Collapse

                          g forex trading to ek simple sa business ha is may robert ki kia zaroorat hum insaan hi itnay kamzoor hugai ka robert rakhnay lagay forex to ek simple sa business ha esay to insaan khud bhi karsakhta ha.
                          • #28 Collapse

                            G bhai forex robot say b trading kr sktya hai or robot say trading krna bilkul legal hai.lakin dekhna ye chahiye k konsa robot hmari trading strategies or skills say familious hai Q k robot b kafi trha k hotay hai or ye trader pr depend krta hai k wo kis robot say trading krna chahta hai.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #29 Collapse

                              nhi mere apne zaati opinion ke bare me pocha jaye to me to kahon ga bhai ke is me robot ka use nahi hona chahiye robots se he ham loss uthaty hain or is business me robots se ap ko loss he loss hota jata hai is lye robots ka use na he karen to acha hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                robot aik soft ware hota hay jis ko account kay sath attach kar dia jaye to wo automatic trading karta hay some robot acha profit generate kar elty hain lekin mostly robot fake hoty hain aur wo profit ki nisbat loss zyada karty hain is laye robot ki bjaye manual trading zyada better hoti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X