kya robort trading ma use kerna chaeya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya robort trading ma use kerna chaeya?
    salaam maina kai logon ko daikha hai ka wo trading kai douraan robot use kerte hen to ya tariqa sahi hai ya apna ap trading kerna theak rahay ga kounsa way drust hai share your opinion . . . ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    je nai dear ap to senior hen aisy ksy keh skty hen dear hmen chaiye k hum khd work kren na k robort sy kam krewain khd kren to wo best hai ..
    • #3 Collapse

      no bro. i thing u r on wrong way.
      operating system has some matter also here.
      but i think in black barry and in windows or HTC mobile there are so many new features which supports high terminal also.
      so there is no need of processor but must need a good OS. .....
      • #4 Collapse

        brother mara khial main ap reboot trading karta hoa knowledge gain nhi kar sakta utna knowledge jitna ap aik manual trading ka doran gain karta hai manual trading ka doran ap ko har chez ka bara main pata chlta hai ore reboot i think bakwas cheez hai jo haman kuch sikhna ni dati
        • #5 Collapse

          robot trading new logo ko use nahi karni chahie kiu ke yah hamare andar se trade karni ki abilty ko khatam kar raha hota he or ham khud trade nayhi kar paate hen is lie jab ham manually trade karen ge toh INSHA ALLAH itni achi trah se market ko samaj jayn ge ke robot se be achi earning ho gi
          • #6 Collapse

            Auto Trading Yani Robot Trading Mere Dosto Robot Trading Se Hamesha Apne Aap Ko Bacha Chahiye Robot Trading Se Aapko Kabhi Bhi Big Lose Samna Karna Par Sakta Hai Mere Hisab Se . Reboot Kuch Time Tak Kuch Logo Ko Proit Dete Hain Pir Scam Kar Jate Hain
            Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
            • #7 Collapse

              Mein to ye kahun ga k forex pak k kisi member ko robot use nahi karna chahiye,yahan se humain itna kuch seekhnay ko mil jata ha k kisi robot ki zarurat hi nahi parni chahiye.
              • #8 Collapse

                Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jan me is haq me nahi hoon key hum kisi be software aur robot say trading karen q key is me aksar ap ka account flash out he hota hey aur ye mene aksar he dekha hey manual trading he best hey.
                • #9 Collapse

                  No dear hmen robot use nahi karna chahye kyun k agr hm is business me robot ko use karty hain tu us k liye hmen kafi zyada investment chahye or hm kabhi bhi aik bejan cheez k hath hm apni investment nahi de sakty hain isi liye robot use karna theak nahi haa
                  • #10 Collapse

                    g dear mary khyal me to rebote trading nai kerney chw qk as tara say huay experince hasil nai hotay hay or hum bas rebote per he atmad kartay hay
                    • #11 Collapse

                      I see that trading is better than manual trading because automated Forex can not success is easy to require a lot of education and experience and intelligence
                      • #12 Collapse

                        well my dear friend, jahan tak meri information aur knowledge hai tou almost tamam expert traders robot trading ko prefer nahi kartay hain balkay manual trading ko recommend aur importance detay hain kyun kay robot trading mein jo programming enter kar di jati hai uss nay sirf aur sirf wohi karna hota hai jab kay hum manual trading mein according to situation changes kar saktay hain...
                        • #13 Collapse

                          dear roboot ek suto trade wala software hota hai and mujhy nai lagta k hamain is ko use karna chaye kyu k is se hamain na to koi knowledge milta hai and na he hamain experience milta hai so we have to work hard and trade manual....
                          • #14 Collapse

                            ak bate jaan lo dear forex business ma robot se only loss hota hai first profit hota chaye ga then ak dam se loss ho ga jis se ap ko pata bhi nahi chalaye ga k kia howa hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G Bahi bohat say log rebort trading karty hain or bohat kamyab bhi hain is main is liye ye sirf samjh any ki bat ha Jim logoun ko rebort par trading ki samjh a jati ha is ko use Karna a jata ha vo is main bohat kamyab bhi hoty hain or bohat earning bhi karty hain is say

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X