aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy
    dear traders trade krnay main jald bazi na kya krain tahamul say trade kya krian
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

    Ap ki bat bilkul sae h trader wohi acha hota h jo soch samj k sath kam karta h hamesha soch samj kar kam karna chaihye market main trading karny ay pahly hamin market ko analys karna bhut hi zaroori h jb hum market ko analys karty hain aur trading kadty waqt sabr sy kam laity hain is main koi jald bazi ni karty tw hi acha bonus hasil kar paty hain
    • #3 Collapse

      Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

      Kuch logon ko profit lenay ki bahut jaldi hoti hey iss liay woh bagher learning aur knowledge hasil kiay trading shuru kar detey hen aur bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur jab koi trade loss men jati hey tu ziyada loss k dar se trade jaldi close kar detey hen iss liay loss increase hota rahta hey iss liay jitna ho sakay jald bazi se perhez karen
      • #4 Collapse

        Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

        Ji Haan friend ap NY sahi kaha k ek trader ko trading krny Mein jaldba, I Nahi krni chaheye q k aksar jaldbazi Mein ham Apna loss kr bethty hain ek leye koshish krni chaheye k ham sabar sy bina laalch k trading kreyin
        • #5 Collapse

          Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

          Trade leny mn kabhi bhi jaldi ni kerni jo learning ni kerty r jin ky pas trading ka koi plane ni hota hy wo trade ly lety hn jb market ki movement ko fast dakhty hn baghar analyse kiy jis wja sy loss kerty hn is liy hmy asa bilkul bhi ni kerna chahy
          • #6 Collapse

            Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

            Dear friend g han ap.ki baat sahi hai aik trader ko trade kar ny man jaldi nhi kar ni chahey jald bazi kar ny sy ap ko loss bhi ho sakta hai or ap ka acount wash bhi ho sakta hai soch samjhe ky trading kar ni chahey or analiyses kar ky ta ky forex trading sy acha bones earn kar saky or ap ny acount ky mutabik trade opne kar ni chahey or suber sy kam kar na chahey forex trading bhot acha business hai
            • #7 Collapse

              Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

              jaldbazi mein trading karne se aapko sirf aur sirf loss hoga jaldbazi mein trading karne se aap forex ke complete rules Ko nahin follow kar paate hain aur analysis bhi weak honay ki vajah se loss hota hai jaldbazi mein forex se aap consistence ke sath profile bhi nahin le sakte hain kyon Ke beach mein aapko bahut zyada loss ho jayega
              • #8 Collapse

                Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

                اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
                dear traders trade krnay main jald bazi na kya krain tahamul say trade kya krian
                Trading karte hue jaldbazi karna bevkufi Hoti Hai Jab aap jaldbaazi se kam Lete Hain To aap proper analyses aur planning Karke Kam Nahin Karte aur and main aapko treading Karke lost Jarur Hota Hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

                  Yes dear you are right trader ko trading mn jaldi hargiz nahi karni chahye jaldbazi se humy loss hi hoga or loss humare liye zara bhi acha nahi hai humy chahye k hum positive mind k sath soch samajh k trade karen or trade se phly knowledge bhi achi hasil karen jitna zada market ki awareness hogi utna hi loss k chances kam hongy forex mn trading k liye achi knowledge or positive mind master mind ki zarurat parti hai forex mn working easy hai bus mehnat karen datt k mehnat karen ta k kamyabi hasil kar sakn forex mn trading k lye fresh mind hoga to hi humari trading achi hogi or profit bhi acha aega mt4 mn tarding k success ka passion buht zaruri hai....
                  • #10 Collapse

                    Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

                    Yah bhi aapke liye faydemand hai bus aapke pass capital Hona chahie jo ki market Mein investment karne ke liye vah Uske bad aap log isko account ko manage karne ke liye bhi aap kisi ko bhi de sakte hain jaise Jaise aapka account profit wala Hota Jaega Jaenge kam karne ke sath sath properly kam karne ke sath easily hardworking is a key of success Humko chahie ki hardworking ke sath kam Karen aur kabhi bhi back side Ki Taraf Na Dekhen
                    • #11 Collapse

                      Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
                      dear traders trade krnay main jald bazi na kya krain tahamul say trade kya krian
                      Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business Hai Jab Ham is business Mein kam karne Aate Hain To Hamen Soch Lena chahie ki bahan ki meri posting Kyon Nahin ho rahi hai are ek trader ko chahie ki vah trading karne se pahle acche tarike se yah dekh le kar usne market ko analyse kar liya hai ki nahin agar aisa hai to trade kar leni chahie Nahin to Samar ke sath kam karna hoga Sab bahut jyada Jaruri Hota Hai
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                      • #12 Collapse

                        Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

                        Ji my bro aapane Sahi Kaha Hai Ek Din status Vahi hota hai jo ki Apne trading karne mein jaldi nahin karta aur jo trading karne mein jaldi karte hain vah Hamesha na kam ho Jate Hain Sabar Karke aur knowledge to increase Karke agar aap trading for posting Karenge to aapko kabhi bhi last Nahin Hoga balki aap acche Nahin Karenge for XP unhin logon ko share Nahin deta hai jo usko follow karke acchi trading aur posting karte hain apni quality or quantity Ko najarandaaz Nahin Karte balki best Karte Hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: aik trader ko trade krnay main jaldi nhe krni chahaiy

                          Deva Jaane ye baat bilkul theek hai Forex trading business Ek Aisa business hai ki agar is mein AAP Sab Bhar Ke Sath kam Karte Hain To aap ko Kafi acchi earning Hasil ho sakti hai isliye Hamesha patience ke sath market ko understand karne ke bad hi apni trade ko open Karen tab hi Achcha profit milega

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X