Gold kay analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold kay analysis
    Dear agar aap abhi sae gold mein trade lagana chahtay hain tou trade open ker kay 200 pips per TP laga dain buy ki trade mein kyun kay gold iss waqt confirm buy mein hai aur aap iss sae 200 pips ka profit hasil ker saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold kay analysis

    dear gold ka analysis samhnay ka loa hamrwy oasa bhooot zeada knowldge our experience ke zarort hoti hay yaha to hjoot barey barey gold sa maar kha jaty hai. ya aik bhooy he taiz tareen movmnt karany wala paor hay ham ko chaheya kh ham es oar kb bhe tarde ko open kaary lagain to souch samjh kar karain
    • #3 Collapse

      Re: Gold kay analysis

      Dear brother apki baat theek hai gold kisi waqt bhi up ho sakta hai lag yeh rha hai ab up hony k chances hein is mein tp ziada set nhi krna chahiye tah k risk ziada na ho kionkeh yeh aik risky comodity hai jiski movement against bhi move kr sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Gold kay analysis

        Assalam o alaikum dear forex members.
        Dear brother apki bat thk ha gold aik bht ziada riski aur sudden movement krny wali trade ha is lia is k lia zaroori yeh ho ga keh ap jb bhi gold ki trade lagaen mashwary aur analysis k baghair na lagaen q k is ki moment jb hoti ha keh ap k account ko wash kr sakti ha. Is lia aik analysis k baghair hargiz trade na lagaen. Thanks
        • #5 Collapse

          Re: Gold kay analysis

          dear friend apki bat bilkul theak ha k gold pa ab buy kia ja skta ha keun k gold k pair ka last week sa up trend chal rha ha lekin meray khial mn gold ko buy zroor kren lekin small lot size k sath keun k iski movement ka kuch pta naen chalta kb kis trf move kr jay
          • #6 Collapse

            Re: Gold kay analysis

            hamy gold ke movement ko samj kar kam kaarna ho ga pher he uhum pasia kama saky gy forex aik acha businessh ain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kaer sakty hain forex mai hamy analysis ko leanr kar ky use kar ky gold ky analysis ko use karna ho ga pher he hum gay bar saky gy
            • #7 Collapse

              Re: Gold kay analysis

              market main gold main anlsye kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi up aur down ko dekh k hi hum real main b i sucss hon gay aur hamain practice kar k hi hum loss say bach sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Gold kay analysis

                assalam o alikum sir apki bt bilkul sahi ha gold is wqt buy m ha r agr hum 200 pips ka tp lga dety hen to ye lazmi hit kry ga r profit dy ga lakin m juniors ko hamesha gold sy dor rehny ka mashwara deti hun qk gold bht risky ka is wqt agr koi trade lena chahta ha towo AUDJPY py sell ki trade ly ly r 400 sy 500 pips ka tp lga ly inshaALLAH aj he tp hit hoga r profit mily ga
                • #9 Collapse

                  Re: Gold kay analysis

                  gold main bi trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucss ho sakty hain aur gold ki movemetn hoi hi rhti hai so hamain is forex main gold main trade karny k liye boht hi expirence hasil karny ki zarorat hota hia so hamain is k rules ko mind main rakh k hi hum acha bnus hasil kar k hi hum sucss ho sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold kay analysis

                    Gee han aaj kal gold ki movement boht fast hai jab k gold k
                    ki property b boht zaida hai is liay is par invest k sath profit b boht zaida laina chayie apny investment k hisaab se lot size rakhny chayie sath main take profit set karna chayie gold par waisay hi bin sochay trading nai karny chayie market ko achi tarah analysis kar k ki trading karny chayie phir hum acha profit bana sake gai warna loss hi ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X