stop loss kareb nai rakhna chaheay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss kareb nai rakhna chaheay
    Dear friends trade open kartay wakt hamain stop loss kuch door rakhna chaheay ta kah market k thora bahut up ya down honay say ap ka stop loss hit na ho jaay q kah bahut saray traders zayada loss say bachnay k leay stop loss kareb rakh detay hain but stop loss jald hi hit ho jata hay but jo traders door rakhtay hain stop loss un ki trade loss main ja kar bi profit main aa jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss kareb nai rakhna chaheay

    jb ham stop loss bhoot zeada kareeb rakhty hain ham to ya souch kar kareeb rakhty hain kh ham ko loss bhe bhooot kam ho lalan dear main ya kehana chahao ga kh agr ham stop loss na lagain to behtar hay ku ka khivj asey bhe trade hoti hain jo hhoot zeada loss main janay ka bad he profit main atai hain
    • #3 Collapse

      Re: stop loss kareb nai rakhna chaheay

      G ban tnek kaha apny k.Forex main qareeb ka stop loss rakhan nuqsan ka sabab bante hai isliye hume chahe m hum Is main thore door k pints ka stop loss rakehn warna apko koi faida nahi higa or loss alag cover karna par jaega
      • #4 Collapse

        Re: stop loss kareb nai rakhna chaheay

        Stop loss kareeb ya door ka ya pips ka nahi hota stop loss level ka hota hai agar AP ko knowledge hai to AP ko phir hi stop loss ache se use karna aye ga aur agar AP is ko use karain ge to AP ke kaam mein buhat behtari aye gi is liye stop loss ko use karain aur learn karian ke AP ne kaise apne levels select karne Hain is tarah AP acha kaam Kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: stop loss kareb nai rakhna chaheay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
          Dear friends trade open kartay wakt hamain stop loss kuch door rakhna chaheay ta kah market k thora bahut up ya down honay say ap ka stop loss hit na ho jaay q kah bahut saray traders zayada loss say bachnay k leay stop loss kareb rakh detay hain but stop loss jald hi hit ho jata hay but jo traders door rakhtay hain stop loss un ki trade loss main ja kar bi profit main aa jati hay.
          Readymade shop loss or profit use karna bahut jyada important hota hai Iske alava kaun se points py stop loss or take profit use karna hai yah bahut jyada important Hota Hai sometimes a traders stop loss bahut hi Kareeb Rakh lete hain aur vo test profit se jaldi hit ho jata hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: stop loss kareb nai rakhna chaheay

            Ji bilkul stop loss Hamen use karna chahie per stoploss bhi bahut hi Soch Samajh Ke Hamen Lagana chahie Jahan per Sahi Rahe
            • #7 Collapse

              Re: stop loss kareb nai rakhna chaheay

              Jyada kam stop loss na lagaen jaldi hit ho jata hai stop loss thoda Jyada Lagana chahie market reverse Karke profit Mein a Jaaye..
              • #8 Collapse

                Re: stop loss kareb nai rakhna chaheay

                ji han stop loss qareeb lane ka ye nuqsan hota hai kyun ke kye baar markit ek hi jagah par oper neche hoti rehti hai our jab ap qreeb stop loss lagain ge to ho sakta hai ke ap ki spot loss ko hit kar ke markit revers kare to is main ap ko nuqan ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss kareb nai rakhna chaheay

                  yes stop loss qareeb nhi rakhna chahye stop loss us miqdar par rakhen stop loss hit ho jae to apko use recover kar sakee stop loss bohot zeroori hey her trade ki jaan hey woh, ager stop loss hi nehi ho ga to aap ko ek to bohot losss ho sekta hey dusra agr aap apna loss close nei kero gey to aap ko apnay account sye bhi haath dhona per sekta hey
                  Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                  :1f4af:
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss kareb nai rakhna chaheay

                    hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota is mai hamara koi be boss nahi hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X