Asalam onalaikum kia jatt log b achi trade kar sakty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Asalam onalaikum kia jatt log b achi trade kar sakty hain
    Dear sathio m aik jatt sa bandah hn esliye mujhy forex m trading karne ka itna pata nai hai eslye pouchna yeh tha k kia jatt log b achi achi trade kar sakta hai aur jatton k trade karne k liyekia karna chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Asalam onalaikum kia jatt log b achi trade kar sakty hain

    Brother just ho ya ho kse bhe bradri se agar wo mehnat krega to zaroor kamyabi hasil kar sakta Hy agar wo Pak Forex me mehnat nahen krega to wo kabhe bhe kamyabi hasil nahen Kar sakta kamyab home k lye Pak Forex me kafi time investment krna parta hy kafi mehnat krni parti Hy
    • #3 Collapse

      Re: Asalam onalaikum kia jatt log b achi trade kar sakty hain

      Dear may bhi jatt ho iss ka ya matlab nahi hya kay jatt treading nahi kare saktya ajj kal jatt bohat zada log bohat zada padya liokya hya iss time jaat hi bohat achy padya likya hya iss liya ya bhi iss kay liya buss knowledge hona chya kom nahji jiss kay pass knowledge ho ga iss may klam kar sakta hya ya nahi kay jatt kam nahi kar saktya iss may her koi kam kar sakta hya iss may knowledge hona chya.
      • #4 Collapse

        Re: Asalam onalaikum kia jatt log b achi trade kar sakty hain

        G han brother ap bi trading kar saktay hain aur kamyab ho kar achi earning kar saktay hain q kah forex trading main yah bat lazmi nai hay kah keya kartay hain pehlay bas ap ko forex trading join karny k bad forex ki learning karni chaheay phr ap bi kamyab ho saktay hain aur loss say bach kar achi earning kar saktay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Asalam onalaikum kia jatt log b achi trade kar sakty hain

          koi baath nahee agar aap jatt hay tho kia hoa aap be achay trader ban sakthay hay marwy khywl mwy agar aap thoray say be paray likay hay tho be aap agar mehnath ziada karwy tho aap acha trader ban sakthay hay kionka forex trading may aap mehnath say he profit karthay hay ziada education say nahee.
          • #6 Collapse

            Re: Asalam onalaikum kia jatt log b achi trade kar sakty hain

            Bhai main jaanta hun aur main acchi trading karta hun sirf baat yah hai ki aapko knowledge or experience kitna hai agar aapko achcha experience hai to aap achcha kam kar sakte hain agar aapko experience nahin hai to aap Kam nahin kar sakte lehaza agar koi bhi Banda kamyab Hona chahta Hai to us to chahiye ke demo Kare aur mehnat Kare learn Kare then wo kameyab ho Jaye ga
            • #7 Collapse

              Re: Asalam onalaikum kia jatt log b achi trade kar sakty hain

              Forex ke about knowledge Hona chahie Sab acchi trading kar sakte hain Apna knowledge increased Karen aur Kamyab bany..
              • #8 Collapse

                Re: Asalam onalaikum kia jatt log b achi trade kar sakty hain

                Ji Kyon Nahin Jatt log bhi acchi trade kar sakte hain Kyon nahin kar sakte Jo Koi bhi hai usko mehnat karni parati hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Asalam onalaikum kia jatt log b achi trade kar sakty hain

                  forex aik online business hain hum is mai night mai be kam ka sakty hain hum is mai day mai be kam kar saktyh ain hum is mai kam karty howe koi mistake kar derty hain to hamy loss ho jy ga hamara account baned ho jy ga is ma market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain is mai hum apny boss ap he hoty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X