Trading markets kay timings
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading markets kay timings
    Pooray world ko different time zones mai divide kia gaya hai. Trading market 3 mukhtalif zones mai 8 hours kay liye open rehti hain iss Tarah 24 hours trading business chalta rehta hai. Asian trading market Pakistani waqt kay mutabiq 0230hrs open hoti hai. European trading market 1330hrs pay open hoti hai aur USA Market 1930hrs pay open hoti hai. Ye Pakistani waqt kay mutabiq hain. Iss mai overlap time bhi shamil hai jo trading ka best time hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading markets kay timings

    Jab be koi market session close ho jata hay to market 20 mints 30 mints ya 40 mints key ley close zaror ho sakti hay, market es waja se 24 hours working position me hoti hay key koch market session jab close be nahi hoty to us se pehly koi be market session already open ho chuka hota hay, Asian market session agar close ho jaye to Sydney market session open hony me 20 to 30 mints ka time leta hay es darmeyan Forex ki market close rehti hay magar other jetny be market session hey ye jab be close hoty hey es se market close nahi hoti.
    • #3 Collapse

      Re: Trading markets kay timings

      Markeet 24 ghante mere kheyal me open rehti agar ek section markeet ka close hota Hy to dosra us se pehle open hojata Hy mukhtalif country me mukhtalif time table Hy ye open close hoti rehti Hy
      • #4 Collapse

        Re: Trading markets kay timings

        Dear forex market 24 hours open rahti hya iss mya hum kabhi bhi kam kar saktya hya hum ko buss iss kay barya may knowledge hona chya ya market friday ko sham 2 am ko closs ho jati hya pher monday sham ko open hoti hya iss mya hum ko soch samaj kay kam karna chya jiss say hum achi earning kar saktya hya.
        • #5 Collapse

          Re: Trading markets kay timings

          G han brother ap thek kah rahay hain forex market main total 4 markets hain aur un ki timing es tarah hay kah ek market k close honay say pehlay dosri market open ho jati hay aur es tarah forex market 24 hours open rehti hay aur trades kisi bi wakt trades open kar saktay hain, Pakistan time k mutabik forex market 2 am open hoti hay aur es tarah us k close honay say pehli dosri market 6 am par open hoti hay aur es tarah third market 12 pm par open hoti hay aur fourth market 5.30 par open hoti hay aur bajay tak open rehti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading markets kay timings

            Market bhi 24 ghante open rehti hai Siwae Saturday aur Sunday ke Saturday aur Sunday ko market band rahti hai waise open rahti hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading markets kay timings

              ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai market ka yah target hota hai sabse pahle to market Mein ham trading open karte hain aur Saturday aur Friday ko market bilkul band Hoti Hai Baki 5 dinon Mein ham trading karte hain aur Kabhi achcha profit hasil karte hain aur Kabhi kabar ham apna Forex Mein nuksan Karte Hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading markets kay timings

                Aapane bilkul sahi kaha hai ki marksheet Mein master Ka Hona jaruri hai agar hamare pass master Nahin Hoga To Ham kabhi bhi dekhna chahie knowledge hasil nahin kar Sakenge aur Hamen ismein profit earning karne ke liye ismein mehnat ki jarurat hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading markets kay timings

                  is forex main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain aur trend ko use karein gay tab hamain faida ho saky ga aur market main time ki qadar karni chahey so hamain is forx main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain uar hamain market main bi trade kar k hi hum real main bi sucss hon gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading markets kay timings

                    ISI Tarah individual Har Insan apni Marji Se Har Insan use country Mein for example Ham dollar Ki Baat karen to other Malik se log Jaate Hain vahan per invest karte hain vahan per Bank Mein deposite Karte Hain Jab vahan se paise nikalte hain to us ki currency up down Hoti Hai Mulakat hoti hai theek hai ISI Tarah companies companies bahut bada roleplay Karti Hai foreign exchange market ki currency ko fluctuate karne mein theek hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading markets kay timings

                      G bilkul aonko chahe k k ap tradings market ko time k sth sth analysize krnahofa apko chahe k ap is forum mae zayda se zayda mhnt kre js se apko acha fayda hpga apko is forum mae experience zayda hoga r profit bhe
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading markets kay timings

                        g han knees dak aik Amrici stock exchange hai jo sikyortiz trading ke liye aalmi electronic market ka kaam karta hai bazaar se pehlay ke trading ka waqt muqami waqt ke mutabiq subah 4 bujey se subah 9 : 30 bujey tak hota hai aur ghantay ke baad trading ka waqt 4 bujey tak hota hai subah 8 bujey tak aam karobari auqaat subah 9 : 30 bujey shuru hotay hain aur shaam 4 bujey khatam ho jatay hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X