Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.
    Assalam o Alikum.
    G mara sb sa question h k agr hum forex k rules ko follow krty hein, r posts b qulity wali krty hein tocpir b agr hmein loss ho jay to es ki reason kya h.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.

    G Han dear forex trading me apko es me serf mehant hi nahi AP kk es me mehant in right direction me krna chye tab hi ap ko es me kamyabi mil skti Hy aik plan Kay sath mehant hi Ap ko es me kamyabi tb hi Mily gi jab AP mehant sy Kam kren gay
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.

      brother mehanti ki mehant kabhi bhi zaya nhi hoti ager ap dil laga ker forex forum pe posts karein gy tu is se apko kamiyabi zarore milay gi ager ap mehant kerty han lakin apka intrset is business main nhi ha tu ap is main kamiyab nhi ho sakty is liay interst kamiyabi k liay aik lazmi element ha.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.

        Mehnat k bawajood agr loss ho jay too gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko acha bonus mailta hay oor pher bhi loss ho jata hay too aap ko zaroor kamyabi hasail kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.

          Dear brother Forex forum per trading ke dauran loss ya profit Hota Hai aap Chahe Jitna Jyada experience Kyon na rakhte hoon kabhi kabaar aapke trading loss mein bhi Chali Jaati Hai Lekin Jab loss Mein trading ho to koshish karen ke usko jald close kar den Taki aapka Jyada loss Na Ho Aur apni mistake ko Talash Karen ke Kis vajah Se aap ka loss howa
          :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.

            Asalam o Alaikum dear fellows. G han shi kha apne Hume agr mehnat k bawajood bhi loss hota hai to Hume WO mistake door krna hoga js sy Hum ko loss huwa ho kbhi hmari trading loss main chali jati h to hm ko jaldi close krna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.

              bhai jan pejli bat to yah hyn k ham jab mehnat krty hyn to hmyn abhi bhi loss nahi ho sakta hy agr ham kai bhol bhi jaty hyn or hmyn oss ho jata hy t hym sbar say kam krna cahiy or apnay losss ko recover k liay menat krni chaoyu .
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.

                Ager ap ko mehnat kerne k bawjood loss ho jae to positive attitude se kam le or loss se learn kare q k ap hardwork to ker rahe hai lekin sai direction main hardwork nai ker rahe jis se ap ko loss ho raha hai is liye apni ghaltion oe qaboo pae or loss k baje profit earn kare.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.

                  G agar hme zayda se zayda is forum p mh t krye hn r pher bhe hme loss hota h to hme chahe k hm sabr se kam lin r hosla kre himt na hary q k hme kabhe is forum mae profit ho skta h is ly aone mhnt jare rkhn js se spnko fsyda hofa
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.

                    Dear agar hm forex rules ko follow karte huwe kam karte hain to hame kamyabi zarur milti hai or trading rules ko follow kr k trading ki jae to trading b kamyab hoti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat k bawajood agr loss ho jay to.

                      Dear member mehnat krny wala kbh bh naakaam nh hota haan us ko mushkilat ka samna zror krna prta hai lekin wo in mushklat sy nhi ghbrata blky in sb problems ko face kr k mehnat jaari rkhta hai to zror kamyab hota hai ap bh agr ek bar mehnat krny sy bhi nakaam ho jaty hain to mayoos ho kr mehnat krna mt chorn blky mehnat jaari rkhn

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X